Part 4

448 69 6
                                    

So lets begin

Susheela - chota haddi.

Pramod - Susheela ji.

Yuvan quickly held her saree ka pallu and hides behind her getting scared of Pramod.

Pramod - Susheela ji aap yaha...

Susheela - ha vo mai.. Kuch saman lena tha tum yaha..

Pramod - vo Mai bhi.. Khair chhodiye.. Aap kaise hai.. I mean itne saalon baad long time right.

Susheela - 4 saal ho gaye.

Pramod - ha.. Vo kaise itna kuch ho gaya.. Hum mile bhi nahi.

Susheela - kuch rishte adhure hi rahe to zyada acha hota hai..

Pramod - rishta bana hi kaha tha. Sab to khatam kar diya tha aapne.

Susheela - ha.. Acha hua to kisi misunderstanding ke sath tumse rishta nahi joda maine.

Yuvan - mumma chalo na..

Pramod - aapne Shaadi kar li.

Susheela - ha 4 pehle hi...

Pramod - aur ye aapka..

Susheela - mera beta hai Yuvan.

Pramod - oh.. That great.. Mera Matlab aapne move on kar liya...

Susheela - zindagi bhar tumhare gam me roti thodi na rehti. Yuvan chalo late ho raha hai.

Yuvan holds her hand tightly and she takes him with her.

She went to the counter to pay the bill. She paid it and Walked out. Pramod silently followed her.

He followed her car and tracked her.

She reached home with yuvan.

He looked that its a big home. She might have married someone rich.

He read the nameplate it was written solanki's.

He was filled with anger. How could she forget him. So easily and marry someone.

He wanted to cry out. But he made his self stronger.

....

Susheela was taking out her clothes from cupboard.

Yuvan - mumma

Susheela - hm.. Bol.

Yuvan - vo kon the to hame shopping par mile.

Susheela - vo.. Koi nahi hai vo.. Bhool ja use aur aaj ke bad use Yaad mar karna samjha.

Yuvan - aapke friend the.

Susheela - nahi kuch bhi nahi the.

Yuvan - okay.

Madhav - Yuvan.

Yuvan - dad... Dekho mumma ne. Mughe itni Saari dilai.

Madhav - acha..

Yuvan - yes.. Aur mughe ye bhi Yaad hai ki kal ko kya hai.

Susheela - acha kya hai kal.

Yuvan - meri mumma aur dad ki anniversary.

Susheela - acha bade ache se Yaad hai tughe.

Yuvan - ab to Maan jao mumma ki mai smart hu.

Susheela - ha theek hai ab ja aur jakar ye Saare colors apni drawer me rakh kar aa.

Yuvan - ha.

Madhav - tumhe lagta hai ki..

Susheela - madhav mai baat nahi karna chahti..

Madhav - tumhe Pramod mila tha aaj?

Susheela - tumhe kaise pata?

Madhav - yuvan ne bataya koi uncle the jinhe dekh kar mumma ke chota haddi bola... Pooch raha tha kon hai ye chota haddi?

Susheela - madhav please...

Madhav - kitna samjhao Susheela.. De do mughe divorce.. Chali jao Pramod ke Paas vapas.. Dekho mai ye baat janta hu tum is Shaadi me bilkul khush nahi ho.. Phir kyo apni life is kharab kar rahi ho.

Susheela - acha.. De du divorce.. Aur Shaadi ke baad uske parents ne mughe accept nahi kiya to.. Yuvan ek din mere bina nahi reh sakta.. Tumhe chhod kar chali gayi to.. Pata nahi kya haal hoga uska.. Aur vaise bhi ab pyar nahi karti usse.

Madhav - jhoot kyo bol rahi ho... Agar sach hota to aaj bhi uski photo ko apne cupboard me nahi chupati tum..

Yuvan - mumma maine colors rakh diya ab chocolate kha lu.

Susheela - ha par zyada mat khana

Yuvan - okay.

...

Susheela - dad iski kya zaroorat hai.

Balraj - beta teri aur madhav ki anniversary par hi to bhot bada celebration hoga..

Yuvan - yes mumma bhot Saare balloons.. Cakes.. Aur bhot Saare guests aayenge maine sab dadu ke. Sath arrange kar diya.

Susheela - par Phir bhi..

Balraj - beta bhot time se koi bada celebration bhi nahi hua.

Susheela - abhi to yuvan ke bday par kiya tha.

Omi - are itne Saare guest aayenge.. Itni khush ka mauka hoga. Ache se celebrate karenge na.

Yuvan - par cake mai hi cut karunga.

Madhav - nahi hamesha sab ke bday ka cake tu hi kyo cut karega.. Last time mere bday par mai thoda late kya ho gaya.. Isne apna bday samajh kar mera cake Kaat diya.

Yuvan - dad bache ke jaan loge kya?

Madhav - tu bacha kehlane ke. Layak nhi hai.. Homework kiya ya mere bharose baitha hai.

Yuvan - vo to aap kar doge na.
.
Omi - 🤦‍♂️

Susheela - tum iska homework karte ho.. Tabhi mai sochu tum mughe iski copies ko hath kyo nahi lagane dete..

Yuvan - dad to gaye kaam se..

Vote - 50

Thank you 🙂

Kabhi alag na ho Where stories live. Discover now