Part 4

366 71 1
                                    

So lets begin

The next day

Dev called Susheela.

Susheela - hello.

Dev - hi actually mughe aapse baat karni the.

Susheela - kya?

Dev - mai aapse Shaadi nahi karna chahta but sorry mere parents ye sab chahte hai.

Susheela - Shaadi to mai bhi nahi karna chahti par mere in-laws ne mughe pressurize kiya hai.

Dev - fine mai aaj apni girlfriend ke bhai se milne ja raha hu kya aap aa sakti hai. Jisse usne koi problem na ho hamari baat samajhne me.

Susheela - ofcourse i am free after 7

Dev - okay to mai aapko address send kar dunga aap sharp 8 par vaha aa jana.

Susheela - ji mai aa jaungi thank you so much aap ne..

Dev - thank you to you jo aap mughe samajh rahi hai.

At night

Pramod - so you want to marry my sister.

Dev - yes sir.

Pramod - do you really love her or you are doing all this for money.

Dev - sir shweta ne mughe aapne bare me bhot baad me bataya hum dono 5 saal se ek dusre ko jante hai and qe really love each other par us ladki se Pyaar nahi karta liken mere mom dad mughe force kar rahe hai.

Pramod - fine where's that girl... Vo aane wali the na?

Susheela - i am. Sorry i got.. Sir.

Pramod - you?

Dev - sir she is girl chosen by the mom for me.

Pramod - have a seat.

Dev - you guys know each other?

Pramod - yeah she is.. Finance manager.. She works for me.

Dev - oh..

Pramod - so you both are not interested with each other. Right?

Susheela - yeah

Pramod - fine I'll talk to you parents and her back to the decision don't worry they they won't force any of you.

Susheela - thank you so much sir.

Pramod - it's alright. I know it's hard to suffer with out your loving once.

Scene changed

Mina - mughe nahi khana na kuch bhi.

Shweta - maa pleased aapki tabiyat kharab ho sakti hai please kuch kha lo.

Mina - maine Pramod ko. Kaha tha na vo ladki mughe bhot pasand hai.. Vo.. Susheela itni pyaari ladki hai.. Shaadi kyo nahi kar leta vo usse. Aaj aane de use Shaadi ki baat to karke rahungi.

Pramod came from office and as usual first came to mina's room.

Pramod - mom.

Mina - aa gaya tu.. Mil gayi fursat tughe kaam se.

Pramod - please mom.

Mina - kya please 4 saal se bol rahi hu kar le Shaadi kar le Shaadi.. Par nahi tu to samajhta ho nahi meri baat.. Kya kami hai us ladki me... Itni achi ladki hai.. Mai uske maa baap se baat karna chahti hu aur teri Shaadi karna chahti hu...

She coughed.

Pramod - mom please.

He gave her a glass of water.

Mina - mu.. Mughe kuch nahi chahiye pehle tu us ladki ko yaha bula mughe usse tere rishte ki baat karni hai.

Pramod - mom bhot Raat Ho chuki hai mai kaise bulau use.. Fine kal mai use lekar aaungi.

Mina - sach me?

Pramod - ha but pehle aapko apni medicines leni hongi.

Mina - theek hai.

He took a relief breath after this.

The next day

In evening.

Mina - kaha hai vo to akele aya mai.. An tak uska intezaar kar rahi hu.

Pramod - mom vo aise kaise aa sakti hai.

Mina - mughe nahi pata tu use yaha lekar aa.. Mughe usse rishte ki baat karni hai.

Pramod - mom it's enough.

Mina - theek hai mai khana.. Dawa kuch nahi khaungi..

Pramod - theek hai.. I am calling her.

Vote - 55

Thank you 🙂

His Employee.. (completed) Dove le storie prendono vita. Scoprilo ora