Naira was laying on her bed, ladies were taking care of her.

Naira - Aap log please jaake araam kariye , mein teek hun

Hema- Tum chup raho, hum kahi nahi jaarahe hein.

Diksha-Arey amma mein aur Mansi hein nah akka ki saath ,hum khayal rakhenge.

Mansi - Haan we will take care of her.

Naira- Please aap log jaake so jaayiye raat hogayi hein.Yeh log heina meri dekh paal karne keliye and I promise mein bed sein hilungi bhi nahi Please!!!!

Ladies(Sighs) - Teek hein.

Surekha - Agar kuch hua toh Bina jijak ke phone kar lena

Hema-Haan agar pain zyada hua toh medicine kha lena.

Swarna - Aur sote waqt haat ka dhyan rakhna , kahi lagi toh aur issues hojayenge.

Dadi - Ek aur baat dinner order kiya hein meine, pura ka pura khani hein tumhe.Agar kuch bhi bacha toh dekh Lena.

Naira nodded to all of their orders.

Mansi- Offooo!!! Aap log please jaayiye hum hein yaha.

Mansi and diksha showed them the way out.









Manish & Swarna's room


Manish was on a phone call, swarna entered the room with vishwa and Hema.

Manish (on call)- Ji agar kuch bhi pata chale na toh humein bhi inform kar lena..... Thankyou.

Vishwa - Kuch pata chala Manish ji.

Manish (sighs)- Nahi woh log investigate kar rahe hein, don't worry woh log CCTV check kar rahe hein.Naira kaisi hein ab??

Swarna - Dari hui hein, phir bhi humare saamne brave ban rahi thi.

Hema-Haan woh toh bachpan sein hi aise hein, apni dard humesha chupakar rakh thi hein.

Vishwa - Shukar hein zyada kuch nahi hua, stiches toh 2-3 hafte mein nikaal sakte hein.

Manish - Medicines hein kya ?

Swarna - Painkillers hein bas aur kuch nahi.


They continued talking for some more hours and left for their respective cottages.








Naira's room

Diksha - Akka aap yeh haldi doodh pee lijiye.

Naira (making faces)- Nahi mujhe nahi peeni.

Diksha - Kya akka, meri jab bhi tabiyat kharab hote tein aap zabardasti yeh mujhe pilati thi ab aapki baari aayi toh (mimicking) " Mujhe nahi peeni"

𝟮  𝗦𝗧𝗔𝗧𝗘𝗦 Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum