K: (in mind)  Arre yaar.. Karan.. Zyaada kardiya tune.. Dekh bechari kitna darr gayi.. Kya zaroorat thi yeh karne ki...

K: (now to monami) monu.. Monu dekho wo chala gaya.. Koi bhoot nahi hai.. See.. Me hoon right.. Wo bhoot nahi hai.. Monami.. See..

Mo: nahi.. Nahi karan wo wahi pe tha.. Karan please please please usse bhagaao..

By the time, parkha too came to her room..

Param saw scared monami and then his eyes fell on the balloon which was still hung... He understood the matter...

P: (sternly) Yahan kya horaha hai?

Mo: (with puppy eyes) bhaiya.. Me uthi to wahan bhoot.. Me darr gayi.. Wo dekho (pointing towards the balloon)

B: Arre par yeh to gubbara hai..

Mo: han wahi to yeh... Ek min kya.. Gubarra?.

B: Han monami.. Gubbaara.. Yeh dekho..

Monu took baby steps and went near that balloon which was now in Barkha's hand...

Mo: Haan.. Yeh to.. Par yeh yaha...

Suddenly karan shouted in pain..

K: Aaaa..

All eyes went on him. Param had held Karan's ears.. Now monu and barkha too understood the matter..

P: Ab batayega tu ya me bataun usse.. Kitna dara diya bechari ko.. Subhe subhe aisa majak kaun karta Karan😤😤

K: Aaa.. Aaa.. Soryy Bhaiya.. Me to bas masti karraha tha.. Arrre zaalim bhai.. Chhod do kaan ko.. Rehem khaao.. Dard horaha..

Param left his ears..

Mo: You KHADOOS SHERGIL.. ME TUMHEIN BILKUL MAAF NAHI KARUNGI.. GET LOST..

K:(to himself)Mar gaya! (to monu)  Monu.. Monu.. Sorry na.. Rani sahiba sorry.. Please maaf kardo... Arre rani sahiba..

Monami aage aage.. Karan pichhe pichhe...pure ghar me ghumrahe the.. Monami again went to her room and entered her washroom.. Karan stood there helplessly.. Parkha chuckled seeing his condition..

K: Haslo aap dono (with a pout)

Parkha: AA BEL MUJHE MAAR...

And they left the room laughing...

Time skipped to breakfast..

All were sitting on the dinning table having their lunch... Monami was not talking to Karan... Not even looking at him.. Karan tried to manaofy her.. But she was still angry..

K: (whispering) Maan jaao na rani sahiba.. Itna bhi kya gussaa...

(they were siting side by side)

Monu rolled her eyes...

Mo: Me sabki coffee leke aati...

K: Arre yaar😩

Monami went and brought coffee for all.. She served the coffee to everyone and then sat down to have her coffee..

Karan got an idea and held her hand below the table.. Monami glared at him.. 

(isharon isharon me baatein)
Mo: Haath chhodo..
K: Pehle maaf kardo. 
Mo: Karan haath chhodo..
K: Monu pleaseeee.
Mo: Karan leave..
Karan nodded in no and ignoring monami's glare completely, he started sipping his coffee...

He took a sip from his mug and spit it out immediately...

K: yuckk...  Yeh kya hai..

P: Kya hua chhote..

Monami was trying to suppress her laugh.. Bcoz she knew why Karan spit out his coffee..

K: Bhaiya... Coffee me namak hai..

That's it... Monami burst out laughing..

Barkha: Hey bhagwaan.. Tumdono.. Kya shaitaaniyan karrahe subhe se..

Mo: (still laughing) so.. Sorry bhabhi.. Par kitna maza aaya.. Iss khadoos ki shakal dekhkar.. Ahem.. To karan, kaisi lagi coffeeee😂😂

K: Monami!!!!!

Mo: (whispering) Isliye kehti hoon.. Mujhse panga mat liya karo..

Baby was just looking idhar udhar.. Kabhi karan ko.. Kabhi monami ko..

K: Argh.... (to himself) dekhlunga tumhein to...  (now to monu)  Mere liye achhi coffee banayi hai kya ms. Pathar dil?

Mo: EXCUSE ME!! .. Ms. Pathar dil? Jaao.. Ab to coffee banayi thi.. Wo bhi nahi milegi..

K: Bhabhi dekho na isse.

Mo: Bhaiya samjhaao issee..

K: Bhabhi...
Mo: Bhaiyaa..
K: bhabhi.. Aap to meri pyaari bhabhi ho na.. You know i love coffee so much.. Iss chudail ne meri coffee kharab kardi.. Daanto isko..

Mo: Bhaiyaa.. Aapne dekha tha na isne subhe kaise mujhe daraya tha.. Yeh to fair tha right?

K: Bhaiya.. Me aapka chhota bhai hoon na..

Mo: Bhabhi me aapki pyaari behen hoon na..

K: Chup karo tum.. Me baat karraha hoon na..
Mo: Oh hello mr.. Tum baat nahi blackmail karrahe ho..

K: Hey you.
Mo: Shut up

Parkha: BASSSSSSSSSSS.... EKDUM CHUP DONO KE DONO..

listening to them, moran immediately kept their fingers on their lips..

P: Oof... Subhe subhe ghar ko sar pe uthaliya hai.. Kya hogaya hai tumdono ko..

Barkha: Aur nahi to kya.. Mujhe to yeh doubt horaha ki babay chhoti hai ya tumdono..

P: Dekho, 5min me khaana khtm karo aur bhaago apne room ko.. Agar aur bak bak ya tu tu me me kiya.. To dono ko saza milegi.. Samjhe😑

Immediately moran ate their breakfast quickly and quietly... 

Monami drank her coffee half, and then passed to Karan.. Karan smiled seeing her care and drank the reat half coffee...

Barkha: (whispering to param)  Tom and jerry hai dono.. Haina?

P: (whispering) Sahi kaha.. Ladte bhi hai.. Aur ekdusre ka khyaal bhi rakhte hai..

B: (whispering) Ab lagraha hai purane din wapas aagaye..

P: (whispering) True that!

*******************

Arre yeh to bas trailer samjhlo.. Abhi to pura din baaki hai.. Inke tom and jerry wars ke liye..

Suggest me some ideas for these cute banters.. Bcoz mujhe yeh mini wars ka ideas nahi aaraha.. So please suggest karo!!

💞the author was not well and hence couldn't update any story... Sorry for that❤

Suggest kardena ok.. And do tell me if you enjoyed this chapter or not...

Achha lage to vote bhi kardena✨✨

Tied With Threads Of Luck {UNDER EDITING}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें