ek anokhi shuruaat 🤞🏻

Start from the beginning
                                    

( sorry anu aur anuj ke clothes change ho gaye dono pics me 😂😂)


After the college

( on the way of home, anu said to devika)
Vaise devika anuj baki ladko ke jaise nhi hai...achche hain, ladkiyon ki respect karte hai, aur apni beheno jaisa treet karte hain

Devika - ha apni beheno ki tarah toh vo sab ko treat karta..kewal ek ko chod ke..

Anu - haan... Ek ko matlab
Koi pasand hai kya unhe..

Devu - Ha ek ladki hai jise vo pehli baar dekhke hi phisal gaya

Anu - achcha...uhh kai, kaisi hai vo...

Devu - tujhe kya lagta hai anuj ko kaisi ladki pasand aayi hogi

Anu - hogi koi unhi ke jaisi bade khandaan wali

Devu - aree meri anu...tu anuj ko janti nhi..ha vaise bhi abhi toh tujhe usse mile huye sirf kuch ghante huye hai...
Jaise tune abhi kaha na ki anuj baki ladko jaisa nhi hai. Vo sach me bilkul alag hai...usse ladkiyon me bilkul bhi intrest nhi rakhta.....aur ha vo insaan ka dil dekhta hai uska bill nhi...

Anu - (feeling relaxed) toh kaisi ladki pasand hai anuj ko

Devu - bilkul tere jaisi...

Anu - (shocked) haa me, mere jaisi matlab..

Devu - aree anu kitna matlab matlab karti hai, tere jaisi matlab tere jaisi
Bilkul simple, dil se achchi dusro ki madad karne wali..
ya fir samajh le tu hi...( forcing the word tu hi)

Anu - ye kaisi baat kar rahi hai .. Main main kaise ho sakti hu
Main anuj se aaj hi mili hu
Aur tu ye baar baar anuj ki baat kyu kar rahi hai..mujhe college ke baare me ya aaj ki class ke baare me nhi bata sakti

Devu - pehli baat maine tujh jaisi bola tha , tu nhi
Aur doosri baat anuj ki baat tune shuru ki mai toh bas uske baare me bata rahi thi

Anu - chal chod ..ghar aa gaya hai..andar chal kuch khayegi

They went to anu's angan
Then Kanta came with two cups of tea

K - anu, devika kaisa raha tumhara din

Anu - achcha tha maa.

Devu - bahot maza aaya aunty😄😄

K - koi dost bane ki nhi

Anu - ha bane na... Rupali, prerna, manvi, rupal,trisha bahut bane

K - achcha..

Devu - aree aunty ek best friend bhi bana

Anuj

K - (sees anu) anu tune sabka naam bataya par iska kyu nhi

Anu - aree maa main bata hi rahi thi bas

K - achcha

Devu - achcha aunty ab main chalti hu...kal aaungi

K - achcha beta

Devu - bye anu

Anu - bye

Devu - achcha sun anu kal anuj bhi aayega..vo dar asal bunty ko kal yaha kuch kaam hai toh isliye

Anu - hmmmm

__________________________________________

At Kapadia residence

Anuj - mummy bhook lagi hai

S - achcha laati hu

At dining table

Anuj - mummy poochoge nhi ki kaisa raha aaj ka din 😊

S - hmm...vaisa hi raha hoga boring...

Anuj - aree mummy ... Aaj ka din boring nhi sabse sabse achcha tha...
Kyuki aaj mujhe vo mili 🤗

S - mili...ohho matlab koi ladkiii

Anuj - ha mummy

S - toh kaisi hai...naam kya hai

Anuj - bahut achchi infact sabse achchi

Anu,..Anupama

S - anupama
Wah kitna pyara naam hai

Anuj - sirf naam hi nhi vo bhi bahut pyaari hai ma

S - ''Ma''...?

Anuj - Ha vo aaj din bhar anu apki mummy ko ma bol rahi thi toh mere moh se bhi ma hi nikal gay

S - aree wah ... Ek din me hi meri hone wali bahu ne mere bete ko itna badal diya

Anuj blushes so hard

Anuj - aapko kaise pata ki main usse aapki bahu banana chahta hu?

S - kyuki mera bete ko kabhi bhi koi ladki itni nhi pasand aayi jitna anu aayi hai...toh maine soch ki ab toh sirf anupama hi meri bahu banegi ...aur vaise bhi tune uski itni tareef kari toh mujhe bhi vo bilkul vaisi hi lagi jaisi ladki mujhe mere bete ke liye chahiye thi...

(Anuj changes the topic )

Anuj achcha mummy me kal devu aur anu ke sath college jaunga toh mera nashta jaldi taiyar kar dena...pls 🥺

S - achcha theek hai...

Next day

Anuj is going to his college...

Anuj - bye mummy bye...

S - anuj sun , aaj aate waqt meri bahu ko ghar lekar aayiyo...main bhi toh milu usse

Anuj - achcha mummy theek hai main koshish karunga

______________________________________

Okay....so here is the nxt part
Hope you all like it....
.....

Kaisa laga batana jaroor 😌

Will be there with next part soon

Till then bye

'' ત્યાં સુધી બાય ''

Tab tak ke liye bye 👋🏻👋🏻

MaAn : The fairytaleWhere stories live. Discover now