Part 4 🧡

800 80 19
                                    

In car....
Hm is driving & ks is sitting on passenger seat..
Hm saw that ks is sitting silently & says..
Hm - kya hua ks?
Ks - aaa?
Hm - aap eise kyun bethi hai?
Ks - kyase bethe hai hum ms?
Hm - eise chupchap?
Ks - woh.. hum kuch soch rhe hai..
Hm - kya soch rhi hai aap? Hume bhi bataiye...
Ks - nnnhi ms personal hai..
Hm - eisa bhi kya personal hai ks jo aap hume nhi bata sakte?
Ks - hai kuch..
Hm smiled & concentrate on her driving..
After some time hm stopped the car..
Hm looked at ks & says..
Hm - chaliye ks...
Ks came out of her thoughts & says..
Ks - jjji jii ms?
Hm - hum pohuch gaye, chaliye ...
Ks looked out & says..
Ks - hh hum pohuch gaye?
Hm - haa.. aab utariye gadi se...
Ks - jjji jii ms..
Ks opened the door & got down from the car..
Hm also got down & locked the car & says..
Hm - chaliye ks andar chalte hai..
Ks - jii..
KarEena went inside...
Inside the place..
Ks looked around & recognize the place..
Ks - ms... Iye too..
Hm - haa.. iye wohi jagah hai jaha se humari dosti ki suruyat hui thi..
Ks just looked at Hm..
Hm smiled & says
Hm - hmm..chaliye bethiye..
Ks - jjii..
Ks sat on the chair..
Hm sat beside ks & called a waiter...
Waiter came..
Waiter - jii maddam..
Hm - 2 coffee..
Waiter - 2 coffee 📝
Hm - iss ke saath kuch chuchur muchur bhi layiyega..
Ks looked at Hm..
Waiter - chuchur muchur?
Hm - snacks..
Waiter - oh accha.. 2 coffee aur snacks..
Hm - haa..
Waiter - aur kuch layu maddam?
Hm - aaa.. nhi aur kuch nhi..
Waiter - thik hai maddam.. (waiter left)..
Hm looked at ks & saw ks is looking at her surprisingly..
Hm - kya hua ks aap eise kyun dekh rhi hai hume?
Ks - oh.. kuch nhi ms.. bass eise hi..
Hm - ree? Bataiye na kya hua?
Ks - nhi ms woh apne chuchur muchur bola na too..
Hm - too?
Ks - nhi ms matlab.. iye to humari bhasa hai na issiliye hum...
Hm smiled & says..
Hm - " HUM BHI TO APKE DOST HAI NA? "
Ks nodded in Yess..
Hm - aab aap se dosti ki hai toh apki bhasa bhi toh thoda sikhna padega na.. bass issliye thoda..
Ks was about to say something but waiter  came there..
Waiter - maddam aap ka order
Hm - jii..
Waiter kept 2 cup of coffee & 2 plates of snacks & left from there..
Hm forward a plate of snacks & a cup of coffee towards ks & says..
Hm - lijiye ks..
Ks looked at them(a plate of snacks & a cup of coffee) & says..
Ks - chesse sandwich.. 😋
Hm - apko pasand hai.
Ks - haa ms iye to meri favourite hai..
Hm - accha thik hai to suru kijiye..
Ks - aap bhi lijiye na ms..
Hm - jii..
Hm takes a sandwich from her (hm's) plate & takes a bite..
Hm - umm.. ks iye to bohot acchi hai.. aaj se meri bhi favourite ho gayi iye chesse sandwich... 😋
Ks - kya ms.. sach mein?
Hm - haa.. aab khaiye..
Ks - jii..
After finishing their coffee Hm says..
Hm - hmm.. aab bataiye..
Ks - kya ms?
Hm - kya socha apne?
Ks - kiske baare mein ms?
Hm - khusi ko dhundne ke baare mein..
Ks remain silent..
Hm - kya hua ks.. boliye, kya socha apne..
Ks - hh hum nhi dhundenge ms.. 😞
Hm - baap ki galti ki saaza aap unki beti ko kyun de rhi hai ks?
Ks - kya?
Hm - haa.. galti to vivek ne kiya hai na?
Ks nodded in Yes..
Hm - toh unki galti ki saaja aap bacchi ko kyun de rhi hai. Uss bechari ki kya galti hai.. bataiye?
Ks remain silent.. 🤐
Hm - dekhiye ks hum jaante hai ki aap vivek se naaraz hai.. lekin abhi aap ek dost ki tarha sochna bandh kijiye aur ek police officer ki tarha sochiye.
Ks - police officer ki tarha?
Hm - haa ks kyun ki aap ek dost hone ke saath saath ek police officer bhi hai aur abhi apko apni saari personal cheeze side mein rakh kar apni duty karni chahiye. Apko uss bacche ko dhundkar uss ki maa me pass pohucha dena chahiye..
Ks - iye kaam to aap bhi kar sakti hai na ms?
Aap hai, pj hai, cheeta hai santu hai bohot log hai thane mein.. aap unn se karwayiye na. Humare hi piche kyun padi hai aap?
Hm - kyun aap thane ki member nhi hai?
Ks - hai ms..
Hm - aur waise bhi aap hi bolti hai na ki ms hume koi bhi case akele solve karne nhi deti, aur aaj jaab apko dee rhe hai, aap maana kar rhi hai?
Ks - sorry ms lekin aap ko to reason pata hi hai..
Hm -  karishma singh bhuliye maat aap ek police officer hai. So keep all your personal emotion's aside & do your " Duty First" ..
Ks - jii ms..
Hm - hmm.. apke pass sirf 24 ghante hai ks. Bacchi ko dhund kar laiye..
Ks - thik hai ms lekin...
Hm - lekin?
Ks - hum akele?
Hm - haa ks aap akele hi solve karengi iye case. Aur agar aap solve nhi kar paye toh..
Ks looked at Hm..
Hm - HUM AAP SE DOSTI TOD DENGE.
Ks - kya?
Hm - haa ks agar aap iye case solve nhi kar payi toh hum apse dosti tod denge..
Ks - hhum hum karenge na hum karenge iye case solve, jitni jaldi ho sake hum khusi ko dhundkar layenge ms..
Hm smiled & says..
Hm - thik hai jaiye aur abhi se hi suru kar dijiye.. ss ne photo bhej diya apko.
Ks - thik hai ms hum abhi jaate hai..
Hm - hmm..
Meanwhile waiter came with the bill..
Waiter - maddam aap ka bill.. 📃
Hm took the bill from the waiter & saw the amount..
Ks - kitne huye hai ms?
Hm - isse aap ka kya?
Ks - nhi woh.. hum de dete hai..
Hm - nhi iye treat meri taraf se hai issi liye iss ka bill hum hi denge..
Ks - lekin..
Hm - shut up ks.. 😒
Ks - 🤫
Hm took out money from her purse & gave to the waiter..
Hm - iye lijiye.. 💴
Waiter took it..
Waiter - jii...
Waiter was turned to go but Hm stopped him..
Hm - suniye..
Waiter went to her
Waiter - jii maddam?
Hm - ek pani ka bottle le ayiye toh. Thanda..
Waiter - thik hai maddam..
Hm - hmm iye lijiye pyase.. 💴
Waiter took the money & went & brought a bottle of water & gave it to Hm..
Hm - thank you.. 😊
Waiter - jii.. (waiter left)..
Hm looked at ks & says..
Hm - chaliye ks aab thane chalte hai..
Ks - jii.. (coldly).
KarEena went out of the cafe..
            
                    TO BE CONTINUED....
                   
Read & enjoy....
If you like it so pls tell me in comments. 🙏🏻
Don't be a silent reader....
I am not a professional writer..
So pls forgive my mistakes.. 🙏🏻
Please support me 🙏🏻
Ache lage to batana, bura lage to bhi batana. Pls its a request... 🥺




                   

                                 

                            








DUTY FIRST 👮‍♀️Where stories live. Discover now