35 😳😡

655 144 22
                                    



Suddenly they heard

? - aly kya tum neh joh bhi yeah sab bola voh sach ha ya jhoot

Aly - ilham tu yaha kya kar rahi ha

Ilham - aly baat mat ghuma aur sach bta ( in a shout voice ) 😡😡

Aly - hnn voh sab sach ha 😔🥺

Jas - ilham aly  konsa sach kis bara meh baat kara raha ho tum dono

Ilham - voh hum

Aly - jass tu toh ready hon gyi thi fir yaha kesa

Jas - voh actually jab meh tumhara aur rahul ka pecha yaha aa rahi thi tab Sakshi meh mujhe bula liya fir meh vaha chali gyi thi fir jab meh jaha ayi ta tum ilham sa baat kar raha tha

Aly - Sakshi neh tumhe kyu bulaya tha 🧐🧐

Jas - voh kuch nhi bus puch rahi thi ki voh shaam ko kya pehna

Ilham - ohh thik ha, Aly Jas dono mera sath chalo abhi aur rahul bhai tu bhi chal kuch jaruri bat karni ha 😠😠

All - kya baat🤨

Ilham - jaruri baat chalo mera sath

They all entered ilham room were danish bhai and munchkins are playing

Danish - tum sab yaha sab thik ha

Ilham - tum sab betho , Kritika ( care taker of kids ) tu bacho ko la kar ammi ka paas jao

Caretaker- ji didi

Danish - ilham sab thik ha kyaa hua ha tum itna gussa meh ho , aly kya hua ha koi mujhe btaya ga

Ilham - danish kuch jaruri baat karni ha jas sa

Danish- kis bara meh 🤨

Ilham - Sakshi ka bara meh 😑

Jas - di aap mujhe Sakshi ka bara meh kya btana chati ho, aur voh baat toh hum function ka baad bhi kar sakta tha na toh abhi kyu

Danish - jas tu Sakshi ki sachchai nhi janti isliya yeah keh rahi ho

Jas - matlab

Aly - Sakshi meri ex Fiance thi

Jas - kyaaa 😳😳 , aly aap yeah kya bol raha ho Sakshi to aap ki bestie thi na 🤯
Toh voh fiancé kesa meh kuch samajh nahin pa rahi

Rahul - jas tum neh kis neh kaha tha ki Sakshi aly ke bestie thi

Jas - Sakshi neh kaha tha

Ilham - Sakshi neh tum seh sirf jhoot bola ha aaj tak

Jas - kyu, voh jhoot kyu bol rahi ha mujhe sa

Aly - kyuni ki voh meri zindagi meh vapis aana chati ha

Jas - kyaa asa nhi ho sakta, aly app sirf mera ha na aap neh promise kiya tha na

Aly cupped her face - hnn meri jaan meh sirf tumhara hun meri zindagi meh Sakshi koi nhi ha aur na kabhi hogyi

Ilham - aly jass ko pls puri sachai bta da

Jas - ab aur kya 😟 ( jas started breathing faster)

Aly - pehla shaant ho ja fir btaonga

Jas - aly aap vasa kara aap sab btayanga

Aly - Jas allha ka pakka vada pehla shaant ho jao raat ko function ka baad sab btaonga ek ek chiz joh aaj tak nhi btayi

Jas - aly ek sawal puchu sach btaoga

Aly - pucho

Jas - aap neh mujhe. Sakshi ka bara meh kyu nhi btaya

Aly - Jas Sakshi ki kahi kafi lambi aur us ka kuch hissa itna bura ha ki tum voh coz kabhi bardash nhi kar pata isliya wait kar raha tha ki tumhari tabiyat thik ho jaya fir tum ha saab sach sach bta dunga but koi nhi aaj raat ko sab sach bta dunga kyunki kaal toh vasa he sab Mumbai vapis ja raha ha aur us kaa baad toh tum sidha barat vala din vapis ayo gyi ghar

Rahul - aga yeah sab ho gyaa ho toh ready ho jaya varna bahir tehla mach jaya ga 😜

Danish - aur pls yeah sab tension yahi chodha kar jao varana bahir sab ko tension ho jaya gyi sab ka utar muh dekh kar

Kesa laga itna dino baad update dekh kar jarur btana 😩😩

And do guess Jas Sakshi ki sachai bardash kar paya gyi ya koi new Sayapa on the way ha hnji 🤨😝

Do like and comment 😚😚

Till then peace out 🤍🤍
Saisha  :)

DESTINY WANTED US. ( hold 😇)Où les histoires vivent. Découvrez maintenant