CHAPTER-14

240 12 5
                                    

Taap lok.......

(Anuvan taap lok k bahr khde h or andr jane ki kosis krte h)
Anu :- viv taap lok to bahr se hi kitna dangerous dikh rha h esa Lg rha jese ye koi bhut badi fireball ho

Viv :- haa didi but kitna v dangerous kyu n ho hme debu bhaiya ko Vps lana h to hr mushkil ka samna krna hi hoga

Anu :- hmm but hm andr kese jaege taap lok k charo trf aag ki Boundary bni hui h

Viv :- charo trf boundary h but kahi n kahi to andr jane k liye koi Gate to hoga hi n hme usi gate ko dhundna hoga

Anu - viv vha dekho samne boundary k bahr itne sare dragon Ud rhe h or kahi v koi dragon ni h

Viv:- iska mtlb vha jrur koi invisible gate h hme usi trf jaana Chahiye

(Anuvan aage ki trf bdte h to vha ek bhut bada gate bn jata h)

Viv - wo rha gate... Chahiye didi (Dono gate me enter krne ki kosis krte h to sare dragon un pr Attack kr dete h)

Anu- oh no ye dragon to hm pr fire attack kr rhe h ab inse kese Bche....... I think mujhe protection sheild draw krni chahiye
(Anu magic se protection sheild bnati h)

Viv:- acha hua aapne ye sheild bna di isse hm thode time tk to Bch hi skte h but hme in dragons ko hrane k lie kuch To krna hi hoga

(Annya sheild se viv ko protect krti h or viv apni powers se Dragons pr attack krta h )

Anu - viv me jada der tk fire se protect ni kr paungi tumhe isliye Tumhe jdi hi in dragons ko khtm krna hoga or ye gate V bnd hone wala h
(Viv apne bv wale hammer se dragons se fight krta h or unhe hra deta h)

Viv: didi ye gate bnd ho rha h jldi chliye (Anuvan bhagkr gate cross krke taap lok k andr pahuch jate h)

Drak lok.....
Kaal:- tt tu dharti pr jaa or vha viv or hppy pr njr rkh aaj hme Unpr hamla krna h

Bhay :- lekin kaal hm avi hppy ko ni maar skte jb tk wo hathiyar Hme ni milta to fir uspr hamla krne ka kya fayda Me kuch smjha ni

Kaal - me kaal hu or me jo bolta hu wo krta ni jo krta hu wo Sochta ni or jo sochta hu.... Wo sbki smjh se Pare hota h

Tt - ohhh acha...... Lekin mahamahim ye bhayraja k pas to Vese v dimg ni h to inhe v apni yojna smja dijiye (Bhay tt ko gusse me dekhta h)

Tt :- wo bhayraja.... Esa me ni bol rha.... Me to

Kaal:- tumhe ni Igta bhaymar hmne bhut din se unpr hamla Ni kia to unhe shak v ho skta h ki hm koi badi yojna Bna rhe h hppy ko marne k liye

Bhay-mtlb unka dhyan bhatkane k lie hppy pr hamla krna h

Taap lok....

Anuvan gate cross krke taap lok k andr pahuch jate h taap lok Ki puri jmin jlte hue koyle ki trh red h or vha bhut sare volcano v h

Anu :- omg ye taap lok to kuch jada hi ajib sa Ig h acha hua bp ne Hme sheet kavach Iga dia wrna hm to ab tk dust bn gye Hote

Viv :- yha tk pahunchne me hi hme 12hr lg gye h isliye hme bina Ruke aage badna chahiye vese v hme ni pta ki aage kin Mushkilo ka samna krna pdega
(Anuvan kai volcanoes k pas se hokr aage bdte h but achanak anu ruk jati h or thodi ghbra jati h)

Viv: kya hua didi aap ruk kyu gyi chliye n

Anu :- vi... Vivan vha dekho (ek volcano ki trf ishara krti h)

Viv-ye volcano to...... Blast hone wala h

Anu :- ye volcano blast hoga or hm iske lava me jal jaege..... Ab kya kre viv

Viv:- ab sirf ek hi option h............ Bhaago (Anuvan gate ki trf vps bhaagte h 2no gate ki trf bhag rhe hote h volcano blast ho jata h or uska Lava unki trf bdne Igta h

Viv-ye lava to gate tk v pahuch jaega hm isse jada der tk ni bch paege or ispr hmari powers v work ni kr ri
(Anu ko samne ek chhota sa island dikhta h jo thodi hight pr h)

Anu :- hme us island tk pahuchna hoga viv, vha tk volcano ka lava Ni pahunch paega

Viv :- haa didi but wo island thodi hight pr h vha tk jane k liye Hme ek support ki jrurt hogi

(anu ek rope draw krti h or viv us rope ko island ki trf fekta h or Dono uske support se island pr pahuch jate h or thodi der me hi us island k Alawa hr trf volcano ka lava fail jata h)

Anu :-yha tk to hm pahuch gye viv but yha se aage kese jaege Hr trf lava hi lava agr aage jane ki kosis v ki to .......

Viv - udas mt hoiye didi jb yha tk pahuch gye h to aage jane ka V koi n koi rasta jrur mil jaega
(Dono island pr hi bethkr aage jane ka rasta sochte h)

baalveer returnsWhere stories live. Discover now