Dadi and Rhea's Truth ~ 4

674 42 3
                                    

In their room Ishqi started packing all her things, whereas Ahaan is sad as he is gonna miss his love for few days.

Ishqi - Before stepping outside she said, I love you AVM and I'll miss you

Ahaan - Hugged her and said I love you too Ishqi, and I'll miss you soo much, take care

They both headed downstairs where whole family is present, as planned Ahaan has angry face and Ishqi is crying. Ahaan is carrying luggage in his right hand and holded Ishqi's right hand in his left hand and dragging her downstairs with him.

After seeing Ahaan's angriness and Ishqi's tears and luggage in Ahaan's hand, Dadi beamed with happiness while Kartik, Sonu and Chachi are shocked and very angry on Ahaan, because they thought Ahaan again misunderstood her and not given chance for Ishqi to explain herself.

Ahaan - Bas Ishqi ab bohut hogaya, ab mai aur nahi seh saktha, so isse pehle I loose my patience please leave my house (In Mind : Sorry Ishqi agar bohut jyada bol liya tho..)

Ishqi - AVM atleast mere baath tho suniye ( In Mind : Wah AVM kya acting kar rahe hai)

Kartik, Sonu, Chachi - Bhai/Ahaan aap/tum bohut galat kar rahe hai

Dadi - Oyy chup kar aap sab log, mera pota Ahaan ekdum sahi kar rahe, turning towards Ahaan, Ahaan puttar tu ekdam sahi kar raha hai, maine pehele hi bola na ye ladki tumhare liye aur hamare parivaar ke liye sahi nahi hai, par tune meri baat nahi  maani, ab kya hogaya tasalli, dekha na iski asli rang, tumhare maa ke saath mile kithna gul khilayi iss ladki, mai jo bhi boltha tumhare achayi ke liye hi bolta hoon, issliye abhi se mere baat maan liya karo, turning towards Ishqi, ithna ache se bola na Ahaan samajh nahi aaya, jaao hamare ghar se aur Ahaan ki zindagi se abhi

Ahaan POV:

Dadi ki baath sunkar esa lagraha hai ki Ishqi hi sahi hai, par ek baar Ishqi ko koi proof mil jaye, tab mai batatha hoon sab ko

Ishqi - AVM aapne mujhe jaane ke liye kaha hai na, thik hai mai jaa rahi hun, par phirse aaungi iss ghar me voh bhi pura izzat aur samman ke saath, aur akele nahi balki iss ghar ki badi bahu ko saath lekar aaungi, mai yeh saabit karke rahungi ki jo bhi hua usme aapki maa ki koi galati nahi hai, by saying this Ishqi left

Ishqi POV:

Mai jaa tho rahi hun, par mujhe dar lag raha hai ki agar me proof nahi dhund paayi tho, mei AVM ko hamesha ke liye kho dungi, halaki AVM ne aaj mujhe trust dhikaya par phir bhi dadi ka influence abhi bhi hai unpe, dadi unhe bohut easily manipulate kar sakthi hai, agar mere pyaar dadi ki control ke saamne har gaya tho, nahi mai aisa hone nahi dungi, mai dadi ka sach bahar lakar rahungi chahe mujhe rodoan pe metro kyu na chalani padi,....par mujhe kisi aur ka help chahiye isme, par kisse help lun mai, agar AVM mere help karega tho dadi ko shak hojayega, kartik...haa kartik sahi hoga, mujhe kartik se baat karni padegi

Meanwhile in Malhotra Mansion Ahaan left to his room in anger, and Sonu is crying so much because she is not able to take stand of her bhabi when Ishqi needed the most, but now even she took stand for Ishqi no one are ready to listen her, and kartik is consoling sonu and Raj also arrived, Raj took sonu to her room, Sonu told Raj everything and raj is consoling her, Kartik went to Ahaan's room in anger, because today again Ahaan insulted his bhabi cum sister cum bestfriend and not believed in her.

Dadi(In Mind) - acha hai woh chali gayi, ab mujhe kaise bhi karke Ahaan aur Ishqi ki divorce karna padega aur Ahaan ko rhea se shaadi bhi karni padegi, woh bhi jald se jald, thinking this she messaged Rhea to come to cafe to discuss about Ahaan's divorce with ishqi and marriage with rhea and Dadi left to cafe.

Kartik banged Ahaan's room and went inside, left the door open

Kartik - ab kush hai na bhai aap, Ishqi chali gayi, aapne phirse wahi galati kiya joh ab pichli baar Mayank ke matter mei bhi kiye the, kum se kam ek baar Ishqi ki baath tho sun lethi, woh kya bolne ki koshish kar rahi hai, par nahi aap tho Ahaan the Mahaan hai jo kisi ko bhi nahi sunta, and he was about to say something but his phone rang, he lifted the call which is of Ishqi

ON CALL:

Ishqi - Kartik kaha hai thum

Kartik - bhai ke pass, I know it's waste of time but jo galati bhai ne kiya woh realise karwane ki koshish kar raha hu

Ishqi - tumhare bhai ne kya galathi ki kartik

Kartik - aap to esa bol raha hai ki aapko kuch nahi pata bhabi

Ishqi - Offo kartik aisa kuch nahi hua jaisa tum soch raha hai, ab jaldi se phone speaker pe daal mujhe aur Ahaan ko tumse baat karni hai

Kartik - thik hai, somewhat confused because now Ahaan's anger is vanished, he is so calm

Ahaan - bolo Ishqi, kartik ko call kyu kiya, kuch chahiye ho tho mujhe call karlethi, mei kartha hoon na help

Now kartik is totally confused he is not getting what's happening

Ishqi - Offo AVM mai aapse iss mamle me help nahi lesakthi isliye kartik ko call kiya, par app dono saath mai hi hai tho kartik ko bhi batate hamare plan ke baare mai

Ahaan - thik hai, par pehle yeh tho batao ki tum pahunch gaye maasi ke ghar

Ishqi - Ji AVM, mai phunch gayi hun, aur khaana bhi kaaya, medicine bhi liya, abh kush

Ahaan - Haa haa

Kartik - koi mujhe batayedga yeh sab ho kya raha hai, aap logone tho agent KM ko confuse kiya

Ahaan, Ishqi - Agent KM woh kaun

Kartik - Arre mai hi hun woh Kartik Malhotra thoda good boy name lagtha haina, issliye agent Km, yeh chodo aur batahdo yeh sab kya hai

Ahaan and ishqi told about their plan, and also asked help from karthik

Suddenly they heard Sonu and Raj voice from back, they are standing near the door and heard all this,

Sonu - bhai yeh kya hai, aur hamari maa, mujhe kuch samajh nahi aaraha hai, and started crying

Raj - Exactly Ahaan bhaiya, yeh kya plan banaya hai, par joh bhi hai yeh sunne ke acha laga ki aap bhabi par trust kiya

Kartik - wahi tho mei soch raha tha ki Ahaan the Mahaan aisa kab ban gaya, Ishqi effect haina, teasing him

Ahaan - slightly blushing and said, Karthik ye tease karne ka time hai, haa hum sab milke plan banayenge na

Kartik - par hum do problems se deal karna hoga

Ahaan - ek dadi ka aur ek problem kya

Sonu - haa chepade batahado

Kartik - ....


// To be continued


Ishk Par Zor Nahi - Short StoriesWhere stories live. Discover now