big boss 13-76

1.2K 131 14
                                    

Sid:- khubsurati ka wo aaina ho tum
Jise dekh kar khuda bhi aapni kabiliyat par shaq kare aaisa angina ho tum
Meri jindagika wo hasin pal go tum jise dekhane ki khauiesh kare aaisa hasin khab ho tum

I love you meri jaan bohot sundar lag rahi hai ek dum ruhu ki doll ki taraha ( uske kaan mai bolta hai shayari jorse bolne ke baad or uske forehead pe kiss karta hai) sana Sharma jati hai

Sid jab sana ki tarif shayerane aandaj mai karta hai tab waha washroom mai Arti , Mahira, Paras or Rashmi hote hai sid ki shayri sunke Arti ke haat ka saman niche hir jata hai or us aawaj se SidNaaz ko yaad aata hai ke wo BB house mai hai gharmai nahi

Koi khuch nahi bolta sid aapne baal set karta hai or sana aapna makeup karti hai or sab living room mai jate hai

Arti jati hai or washroom mai dekha wo asim bhau or Himanshi sefali ko batati hai

Asim:- ye  peheli baar thodina hai wo humesha use aaise hi compliments deta hai

Bhau:- ha last wkw nahi dekha kaise shayari bol raha tha

Sefali:- are aaisa hi bol raha hoga chalo wo sabke saath hi flirt karta hai uska nature hi aaisa hai

Dusari taraf Rashmi Jake devo vishal or paras mahira baat karte hai

Rashmi:- tum logoko kya lagata hai ye Shukla our sana mai khuchchal raha hai kya

Devo:- kyu kya kiya dono ne

Vishal:- aaise kyu bol rahe ho khuch dekha kya

Paras:- are wo ready hoke aai our use pucha kaisi lag rahi hu to shuklaji ne aapne shayaran aandaj mai uski tarif kar di bas

Vishal:- wo to first wkw se aaise hi compliments deta hai aap lohone dekha nahi kya

Rashmi paras debo or mahira vishal ke taraf dekhate hai

Vishal:- are aaise kya dekh rahe ho TV pe to sab dikhaya wo jo tumhara karachaut ka task tha tab to batawo mat kya kya shayari boli thi shuklajine sana ke liye or wo lag bhi rahi thi bohot khubsoorat, mai to fan hu unki shayari ka or har wkw par Salman sir bhi to unko bar bar bolte hai shayari sunana ke liye  or is baat ke liye dono kitane popular hai bahar unka # to bohot famous hai #SidNaaz

Rashami in mind:- khuch karna hoga mujhe uske saath connection banane ke liye

Mahira:- (dhire paras ko bolti hai) dekha maine kahatha na, tu bol raha tha chuma chatise hoga dekh khuch nahi hota chuma chasti se khuch romantic kar tu

Paras:- tu chup aaisa khuch nahi hai ye vishal pagal hai samjhi aagar ye first week se aaise hai to ye jo wild card entry aaiye hai wo bhi yahi bolte mera or sana ka naam nahi lete

Bahar ye sab chal raha hota hai or in San se dur humare SidNaaz in chugaliyo se dur aapni duniya mai bedroom mai aapne bed pe hote hai bate kar rahe hote hai or ek dusare ko ched rahe hote hai

Tabhi waha asim aata hai

Asim:- bhai tune to ghar mai alg hi aag lagadi hai

Sid:- kyu kya kiya maine

Sana:- tune khuch kiya ( did ko dekh ke bolti hai), par ye to mere saath hai subhese usne aaisa khuch nahi kiya

Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zaneWhere stories live. Discover now