The moneylender and the new guy

Start from the beginning
                                    

Asha: Aisi baat nhi daya.

Daya: kya hum dono friends nhi h!!!( Too much overacting)
Both laughed.

Asha: we are friends daya, Balki hum log office BFFs hain. Ab khush.

Daya: bahut khush, acha bta bhi do.

In the mean time Abhijeet was standing at a distance saw it, he felt a little weird feeling but he tried to ignore it, so he took his black coffee and left asap.

Asha: ye abhijeet kahan jaa rha h?

Daya: Apna safety plan decide krne.(smiling to himself)

Asha:(confused) kya???

Daya:kuch nhi tum batao kya problem h.

Asha: mere upar wale flat me koi aaya h. Wo mr patil ke saath kaafi friendly h.

Asha: Mujhe usse baat krni h, u know ki coffee pr chlte hain, uss type. Kuch suggest kro.

Abhijeet: koi jarurat nhi h usse baat krne ki.(Abhijeet appears from no where)

Daya:(gave a smirk to Abhijeet) Hamari baatain sunna band kro Abhijeet. Aur waise kyon na baat kre asha, tumhe kya farak padta h?
Abhijeet rolled eyes on daya's question
Abhijeet: Asha, puri baat kya h.( He sat in front of asha. )

Abhijeet her a look, like he was saying 'I know you very well'

Asha: Theek h batati hun, uska naam Ankit h, dikhne me smart h pr mujhe, ussme kuch gadbad lag rhi h, pta nhi kyon.

Daya: kaisi gadbad ?

Asha: wahi janane ke liye, main tumse puch rhi thi ki usse kaise baat krni h. Jaise I am interested in him shayad uske apartment se kuch pta chal jaata.

Abhijeet: Asha, agar tumhara shak galat hua to.

Asha: Agar shak galat hua aur vo acha nikala to, I can date him.

Daya: idea bura nhi h waise, investigation ki investigation aur dating ki dating.
Daya and asha laughed in agreement, but Abhijeet held his serious look. After looking at him, both of them stopped laughing. Then Acp walks in.
ACP: safety plan pr kaam hogya.

Daya: Almost ho gya sir, Asha ne route taiyar kr lia, maine aur Abhijeet ne check points. Kal subah tak pura ho jayega.

Acp: Daya Asha tum dono mere sath chalo, paresh aur uski behen se baat krni hai.
Abhijeet: aur main sir?
Acp: tum safety plan pr kaam kro, jao, aur sath me sudhakar ko bhi le jaana.
Abhijeet looked disappointed.
***********
At the hospital,

Asha: Aap aur kuch bta sakte hain, iss khoon ke baare me.

Paresh: mujhe aur kuch nhi pta madam, jitna pta tha aapko bta dia.

Paresh's sister woke up,

Paresh: Roshni tum aaram kro.

Roshini: ye log police se hain, jayaram ji ke baare me puchne aaye hain?

Daya: Haan, lekin ab hum chalte hain, aap kriye.

Roshni: Jayaram ji kitne ache insaan the, koi unhe kaise maar sakta h.

Daya: Hum wahi dhundh rhe hain.

Three of them left in car

************

In the car

Asha: lekin roshni ne jayaram ko acha aadmi kyon kha?

Daya: Main bhi yahi soch rha hun.

Suddenly, Acp shouts.

Acp: DAYA STOP THE CAR.

Daya stops the car.

Daya: Kya hua sir?

Acp: peeche lo car peeche lo. Asha Daya Ye dekho Parantha Palace, yahi jagah h jahan se vo paranthe aaye the. Wapis chalo hospital.
********
In the hospital,
Daya: Roshni ji, hum ek baat janana chahte hain
Roshni: ji puchiye.
Daya: Aap ne jayaram ji ko acha aadmi kyon kha?
Roshni: kyonki unhonne hi mere operation ke paise diye the.
Acp: kitna kharcha h aapke operation ka.
Roshni: karib 85 hazar.
Acp: Paresh ji hmare saath chaliye.
Paresh: par kyon.
Daya: Aap chaliye to.(daya grabs him firmly and drags him out, bcs they didn't want any violence take place in hospital)
**********
In bureau
Daya slaps Paresh hard.
Abhijeet: sach sach bta do kyon kia khoon
Paresh: main khoon nhi krna chahta tha, main uske liye khana le kr gya tha, phir maine usse paise mange, lekin ussne mujhe mana kr dia, 20 saal kaam kia maine uske liye, phir maine gusse me khoon kr dia, aur 1 lakh ruppe lekar bhaag gya. Aur laash park me phek di(starts crying)

Acp: magar khoon to hua na, tumhe ab jail to jaana hi padega.
*******
Asha and Daya were eating dinner in cafeteria. Abhijeet joins them.
Abhijeet: tumhare plan me ek dikkat h.
Asha: kaisi dikkat route to sahi tha.
Abhijeet: uss baar me nhi.
Daya: Phir kis baare me?
Abhijeet: tumhare naye padosi ke baare me.

CID: a fanfictionWhere stories live. Discover now