Rajat : main to kaal sara din soyunga baas ....
Abhijit : aur main vi....
Daya : tum sab na apna iss aram ko acp sir or criminals ke havale chod do....main to jabvi jaam ke soneka plan karta hoon koi na koi kasm ahi jata hain...issiliye main abb soneka plan hi nahi banata....
Abhijit : waise yeh baat tune sachhi kaha hain...dekhna kal yeh criminals zaroor koi gul khilayega...kal mere or mere nind ke bich jo ayega usko to main jaan se mar dalunga....
Sachin : waise girls app log kya kar hae hain kal?
Tarika : mera to kio plan nahi hain.....Shreya ,Purvi tumhara?
Shreya : mera to koi plan ahi hain....
Purvi : main apni dost se mil ne jayunga....
Tarika : fir to Shreya tu mere ghar aja na ....
Shreya : kiyun nahi zaroor...
Abhijit : to fir kalka plan vi hogyaya ...chalo abb sab log nikalte hain....
Daya : are tumhe to bohot jaldi ho rahi hain janeki....
Shreya : Taikaji jo sath main jayengi....kiyun Tarikaji?
Daya : correct. ..
Abhijit : tujhe Shreya ki konsi baat incorrect lagti hain woh bata na...
Daya and Shreya both blushed...
Abhijit : tu abhi itna sharmayega to shaddi ke din to tamatar ko vi hara dega....
Daya : kya Abhijit tum vi chalo ghar chalte hain...
Shreya : Daya sir?
Daya : ha Shreya bolo...
Shreya : sir mere paas vi ajj car nahi hain ....mere car se mom dad ahmedabad gayen hai...to kya app mujhe ghar drop kar denge?
Daya : yeh vi koi puchne wali baat hain..ajao main tumhe drop kardunga..
Abhijit : par Daya tere pas to car hain hi nahi...
Daya : kiyun bhai yeh hain na meri bike...
Abhijit : wahi to car nahi hain na tere paas .... tu ek kaam kar tu chala jaa waise vi Rajat ke paas car hain na woh usse drop kardegi or waha purvi vi hogi to usse company milegi...kiyun Shreya thik hain na...
Shreya (unwillingly)ha sir mujhe koi problem nahi hain....chaliye Rajat sir chalte hain...
Rajat : kaha chalte hain?mujhe tumhare janese bohot problem hain bhai....
Daya : dekha usse problem hain..Shreya tum mere sath hi chalo...
Shreya : apko kya problem hain sir?
Daya( pov) : yeh larki pagal hain kya...jane de rahe hain chup chap ajao .....nahi inhe to sawal puchna hain....huhhh!!
Rajat : are bhai....main abhi bohot thaka hua hoon..abhi Daya sir ka ek jhapar khaya na to sidha swargbasi ho jayunga...to mujhe koi shauk nahi hain abhi Daya sir se pitneki ...to tum unke sath hi jao...aur Abhijit sir ap kiyun mujhe ese fasa rahe hain??
Abhijit : are main kha fasa raha hoon ....main to Shreya ke bare main soch raha tha..pata nahi Daya ke sath jayegi to apne ghar pohochegi vi ya nahi!!!
Daya : kiyun bhai kiyun nahi pohochengi woh ghar??
Abhijit : tumhara kya pata...agar usse tum uske sasural main leke chle gaye to...
After hearing sasural both Daya Shreya blushed hard....
Daya : kya tum vi na boss main usse apne ghar hi chodunga....
YOU ARE READING
If this path does not end💕
RomanceIf this path does not end then we will go hand in hand with each other for eternity💕 An OS based on CID'S dashing and cute couple❤ I don't think I need to mention the name😉 Cover credit goes to @Sumpeople
❤OUR JOURNEY❤
Start from the beginning
