Mai koi writer ni hun na mujhe likhna ata hai. Bus jo experience kia woh share kar rahi hun.
Jb bacha paida hota hai usa ni pata hota woh kis ghar mai paida hua, cast kia hai us ka maa baap kun hai, or us ki qismat mai kia likha hai.
Mai jb paida hui tou jo baat mama sa suni ka doctor na bola yeh bachi bht weak hai mar jaye gi but shayad Allah na zindagi dani ajj mai 29 years ki hogi. But paida hui tou baap ni tha sath, bus jb thora hosh aya tou baba ko dekha mama ko dekha. Par Allah ki qudrat dekho baba phele sa shadi shuda tha unka 4 bacha first wife sa or hamara sath bus woh raat ko khana kahna ata tha, he is very rich person i still remember ka maina princess ki tarha life guzari, but thora or bhari hui tou pata chala baba ki tou bht girlfriends hain, or jo cheez dekhi woh yeh ka mama bhi kisi or banda ka sath attach hai. Or darmain mai main mujhe paiso sa tou sab mill jata tha but maa or baap ka pyar alag alag hi mila, bht bachpan mai bht kuch dekha jo ajj tk zehan mai naqash hai..... This is part one only story. To be continued
![](https://img.wattpad.com/cover/287151673-288-k9b6728.jpg)
YOU ARE READING
why life turns
Randomlife kaisa kaisa apna rung dekhti hai, kuch log bolta hain maa baap sab kuch hota hain,unki izzat karo unko takleef na do par read the story