chapter 7

1K 76 11
                                    

Pallavi reached Deshmukh house and without saying anything she enters in her room closes the door.

She sat on her bed remembering today's incident tears rolled down from her eyes she was not hurt for Raghav throwing her the sheera on the floor

She was hurt that for the first time to thank someone she maded the sheera without caring that he is Raghav Rao whom she hated she is isn't anger that her efforts are wasted she was angry for whom she maded all these efforts didn't appreciate her

Pallavi wipes her tears

Pallavi: bus aab bohot ho gya galti kar di maine jo uske liye sheera banaya mai ye kaise bhul gai mai usse nafrat karti hu uski har cheez mujhe na pasand hai mai ye kaise bhul sakti hu ki mujhe har mard se dur rehena hai kyuki sab mandar jaise he hote hai koi alag nhi hota sirf kehene ki baate hai ye

Sharda enters inside her room

Sharda: Pallu

Pallavi looks towards her and immediately hugs her sharda caresses her hairs

Sharda: bus rona band kar aur bta mujhe ki kya baat hai kaun hai vo jiski waja se meri pallu ro rhi hai ha bta mujhe

Pallavi: maine aaj vo galti ki hai aai jise karne ke liye maine khud ko hamesha roka tha par meri bewakoofi ki wajha se maine aaj kuch ko chot pahuchane ka ek mauka de deiya us Raghav ko

Sharda: kya kiya usne bta

Pallavi explains the whole incident to sharda

Sharda: koi baat nhi beta kya pta wo kisi aur cheez ki wajha se pareshan ho aur galti se aasa kiya  ho usne jab hum kisi baat se pareshan hoye hai na to dusre ki har sahi baat bhi hame galat he lagti hai tu shant ho ja jane de use

Pallavi: nhi aai mai aab usse baat bhi nhi karugi

Sharda: pallu aase baccho ko jaise zind nhi karte tu itni samajhdar hoke aasi baat kasie kar sakti hai

Pallavi: duniya ki saari samajhdari ka theka maine nhi kiya hai aai mai usse baat nhi karugi mtlab nhi karugi.

Sharda: aacha theek mata aab chal khana kha le

Pallavi: theek hai aai

Here in RR Mansion

Jaya to Raghav: ye kya kiya tu vo itne pyar se tere liye sheera bna ke leke aai thi aur tum vo fek diya akal naam ka cheez nhi hai kya tere me

Raghav: aama aasa nhi hai vo mere se galti se

Jaya became more hyper listening to the word 'galti se'

Jaya: galti se ye galti nhi hai Raghav tere se log vaise bhi dur reheta hai tere gusse ki wajha se aur jo tere pass aata bhi hai unhe bhi to aase icch kar ke dur kar deta hai

Raghav: par amma

Jaya: par war kuch nhi sunna hai mereko tu chup chap jake Pallavi se mafi mang samjha

Raghav: mai mafi nhi mangega amma mera koi galti nhi tha

Jaya: tu mafi nhi mangega na theek hai jab tak tu Pallavi se sorry nhi bolta tab tak mai tere se baat nhi karega

Raghav: par amma tum mere sath aaisa kaise kar sakta hai vo bhi us Pallavi ki wajha se

Jaya: jaise tu mera beta hai vaise he Pallavi bhi mera beti jasi hai aur uske sath mai galat hote hue nhi dekh sakta samjha tu aab chup chap jaa aur usse mafi mang

Left with no other option he nods in yes to his mother as neither he can't deny her order nor he want to be ignored by her

Raghav: theek hai amma mai usse sorry bol dega

Tera Mera sath rheWhere stories live. Discover now