Arti:- kya huva sana aaise aakele kyu baithi hai

Sana:- khuch nahi yaar sidharth ki yaad aarahi hai use baat karni hai

Arti:- tu chal mere saath

Arti sana ko haat pakad kar ke leke jati hai

Sana:- kaha leke jarahi hai

Arti use captain room mai leke jaati hai our bedpe baithti hai sid ko fhirse fever aata hai to wo tablets leke sota hai sana ne banaya huva supe pike

Arti:- dekh sana wo tujhe bohot manta hai par tune jo kiya wo galat hai tujhe aaisa nahi karna chahiye tha

Sana:- ha pata hai par usne bhi to egnor kiya mujhe naye friends ke liye

Arti:- sana wo tujhpe bohot bharosa karta hai wo tujhe sabse upar rakhata hai

Sana:- ha pata hai par ab use kaise manau ye bata

Arti:- wo tu soch

Sana:- ek kaam karti hu use kiss karti hu or sorry bolke bhag jaungi

Arti:- thik hai ja

Sana:- ok tu bhi chal

Arti:- mai nahi tu ja mai yahase dekhungi

Sana:- aacha mai jaati hu dheere dheere our kiss karke sorry bolke bhag jaungi

Arti:- ha ja mai sone ja rahi hu good night

Sana:- ha good night

Sana jati hai bahar

Arti:- pagal sahi kehata hai sid gadhi hai ek number ki

Sana dhirese sid ke paas jaati hai sid bohot gaiheri neend mai hota hai sana Jake dheerese uske gaalo pe haath rakhati hai sid ghabarake ek dumse utth jaata hai

Sana:- kya huva sidharth

Sid:- kya huva

Sana:- khuch nahi wo tu soja

Sid:- ha good night

Sab sid ki aawaj sunke utthate hai our jo jag rahe hote hai wo hasate hai fhir sab sojate hai sana bhi so jati hai

Next morning Sunday hota hai shaam ko nomination task hone wala hota hai to sab aapna kaam karte hai sana aapni morning ki duty kar kar sid ka wait karte huye baith te hai

Rashmi:- sana kya kar rahi hai

Rashmi jaake sana ke paas baithti hai

Sana:- khuch nahi aaise hi baithi hu

Sana in mind:- aapne kullu ka intzaar kar rahi hu our jab wo aayega or tuzhe mere paas baitha dekhega to jarur or ghusa hoga, hyee babaji aapko pata nahi kya kharish hai mujhe aap chense jine nahi dete

Rashmi:- woye kaha khogai mai khuch puch rahi hu sun rahi hai ya nahi

Sana:- ha bol wo jara khuch soch rahi thi

Rashmi:- tu sochati bhi hai

Sana:- ha sochati hu kyu tu nahi sochati, wo sab chod kya puch rahi thi wo bol

Tab living area mai rashmi debo arti Arhaan paras kesari or vishal mahira hote hai bhau or sefali Himanshi bedroom mai hote hai asim bahar Jim kar raha hota hai or sid washroom mai hota hai sana unse baat kar rahi hoti hai par uska pura dyan washroom ki taraf hota hai

Rashmi:- are mai ye pucha rahi thi ke khuch bata aapne life ke baare mai ke kya hai kya nahi ( tabhi rashmi sid ko aate huye dekhati hai ) tera koi boyfriend bhi hai ya nahi

Ye mai janu ya tu Zane, Ise baat ko koi kya zaneWhere stories live. Discover now