Meets in Library

1.9K 94 5
                                    

Anirudh didn't get a chance to talk with Bondita.
After the class,
Anirudh was talking with a professor and he notices Bondita going towards the library. He becomes so muchh happy. He gives an excuse and goes to the library. He was waiting for this day for a long time. Today destiny gave him that chance. But he was really tensed that how will be their conversation after seven years. Is Bondita angry with him till today. He enters the library. He goes little close to Bondita. Bondita was taking some books. He was behind of her. He takes her name.

Anirudh: Bondita...... ( there was both happiness and pain in his voice )

Bondita's heart skipped a beat. It starts beating more faster. That moment she wanted never to come is in front of her. What will she do? How will she react? How will she face Anirudh? If he asks that why she hasn't talked to him. She was thinking these all. Her eyes were full of tears.😭😭

Anirudh: Bondita.... ( Crying ) ek baar mudhke bhi nahi dekhoge kya😭

Bondita is really confused😭 and nervous. She turns towards him keeping her head down. Anirudh couldn't control himself anymore. He goes closer to her and hugs her. He starts crying. He kisses her hairs softly. Bondita didn't know how to react. She reciprocates his hug. She starts crying too. Because he is her world till now. But Bondita tried to ignore this fact in this seven years. He is her everything till now. The moment she wanted never to come become so emotional and sweet. Can say the best moment. After a long time both parted. Anirudh was so much happy. Bondita was also very happy from inside. But she was upset with Anirudh. Anirudh holds her face gently and smiles.

Anirudh: Kaisi ho tum, Bondita.... kitnii badi ho gayi tum. Itnii si thi tum. Par aab meri Bondita itnii badi ho gayi hain...

Bondita decided to talk to him.

Bondita: Main thik hoon. Aap kaise ho? Ghar mein sab kaise hain?

Anirudh: Ghar mein sab log thik hain. Aur main bhi thik hoon.
In his mind: Tumhare bina main jitni baar saahs liya utni baar maar gaya.

Bondita ( in her mind ): Main bhi kaisi sawaal puch rahi hoon mere bina tho ai bohot acche hi rahenge na...

Anirudh: Paata hain Bondita tumko kitnaa miss kiya. Ek pal aisa nahi tha ki jab tumhe yaad nahi kiya. Sirf main nahi ghar ki sab hi. Kaka ki tho puja mein maan hi nahi baithta tha. Batuk tho khelna hi chhod  diya tha. Aur tumhare haath ki 'kaapi' nahi aab badi ho gayi ho tho coffee ko sabse jyaada miss kiya. Mera tho subah hi hota tha tumhare haath ki coffee se. Par tum nahi thi tho... subah nahi hota. Aisa lagta tha ki meri jeene ki wajah hi nahi hain. Tum tho humare parivar ki rounak thi. Tho tumhare bina sab kaise jee rahe the ai tum hi soch lo...

Bondita gives a fake smile.

Bondita: Aab London kab aaye? Aur aapne bataya nahi....

Anirudh: College se invitation mila tha. Aur isliye nahi bataya ki tumhe surprise dena chahta tha.

Bondita: Manorama ji bhi saath aayi hogi na? Woh kaisi hain?

Anirudh: Nahi, Bondita. Main aur Manorama saath nahi rehte hain. Bohot sach hain jo tumhe janna hain abhi. Aur main ai sab college mein nahi baata sakta. Par main tumhe jald hi sab batayungi. Par sirf ai janke rakkho ki maine jo kiya sab tumhare liye hi kiya. Bohot naraz ho na tum abhi bhi mujhse?

Bondita: Paata hain aapko? naaraj hum unse hi reh paate hain jinse hume koi ummid hoti hain. Nahi tho humare adhikar hoti hain unpar. Par mujhe koi ummid nahi tha aapse aur nahi koi adhikar tho main kaise aapse naraaj reh sakti hoon? ( with a fake smile )

This hurts Anirudh a lot. His eyes are full of tears. He has nothing to say.

Bondita: Woh barrister babu... college mein kisiko paata nahi hain ki main aapko pehele se janti hoon tho.....

Anirudh: Samajh sakta hoon. Tum chinta maat karo.

But it hurts Anirudh. Because Bondita told that she only know him from before. She didn't tell that they have a relation.
Suddenly Salim enters the library. He is Anirudh's best friend and a professor of King's College. He sees them together. Bondita notices him. She is nervous. Bondita is his favourite student. He is shocked to see Anirudh and Bondita together.

Bondita: Good morning, sir.

Salim: Good morning, Bondita. Yaha kya kar rahi ho tum?

Bondita: Woh kuch kitaab lene aayi thi. Main aab jaa rahi hoon. Ek class attend karni hain.

She leaves. Anirudh is nervous if Salim ask anything.

Salim: Anirudh, tu yaha kya kar raha hain?
( he sees tears in Anirudh's eyes)

Anirudh: Woh... kuch kitaab padhna tha... isliye...

Salim: Ek baat puchu Anirudh?

Anirudh: Ha....haan...

Salim: Kya tu Bondita ko janta hain?

Anirudh: Haan. ( Salim is shocked ) mera matlab ki aaj class mein mila. ( Nervously )

Salim: Mera sawaal ai nahi tha. Kya tu Bondita ko pehele se janta hain.. Main tujhe usse baat karte huye dekha. Aur teri ankho mein aansu bhi hain...

Anirudh: Nahi aisa ku..kuch bhi nahi hain.. main usse kaise janunga pehele se....

Salim: Tu jhoot keh raha hain. Best friend hoon tera sab samajhta hoon. Tu mujhse tho sach keh hi sakta hain na. Aur baate share karne se dil halka ho jaata hain.

Anirudh has no option now.

Anirudh: Haan, main Bondita ko pehele se janta hoon. 8-9 Saal pehele se.... aur Bondita bhi janti hain mujhe.

Salim is shocked.

Salim: kyaaa..... par maine jab Bondita se pucha tha ki woh tujhe janti hain nahi tho usne kahan tha ki nahi janti hain. Kahan ki usne ai naam bhi nahi suna. Mujhe laga ki woh bhi Tulsipur se hain tho tujhe paichanega. Par kaise jante ho ek dusre ko?

Bondita told that she didn't know him. This thing breaks Anirudh's heart into pieces.

Anirudh: Bondita meri patni hain ( tears in his eyes )

Salim is completely shocked.

Salim: kyaaaaaaaaa..... kaise tu tho Saudamini se.....

Anirudh tells him everything. How he and Bondita got married. Then what happened everything. Salim is surprised. Anirudh told him that why Bondita is angry with him.

Salim: Ai tho bohot galat huya na. Tune tho aapni jindegi ki sab kuch chhod diya uske liye. Par woh....

Anirudh: Maine kahan sab kuch chhoda hain... mera sab kuch tho  Bondita hi hain. Meri jeene ki wajah....

Salim: Woh tujhe kitna galat samjha na. Tu  usse jald se jald sab sach keh de. Tu sach mein mahan hain. Sirf uss ladki ke liye itnaa kuch kiya jisse mazboori se rishta juda. Tu usse aapna sab kuch manne laga. Par woh tujhe galat samjha.

Anirudh: Uski koi galti nahi hain. Usne woh sab hi kiya jo maine usse sikhaya. Dil tho maine todha uski. Uski ummid ko todha. Aab sari galti ko sudharunga main.






Anidita: The definition of loveWhere stories live. Discover now