chapter 7

5K 504 26
                                    

Natasha- dad kyo na hum sid ki mom ko bole ?? I know wo apni mom ki baat kabhi nahi talta hai...

Dad- hh par mujhe nahi lagta 😏😏

Natasha- matlab ???

Dad- matlab jaisa abhi sid ne kaha or jaisa tmne kaha iska matlab uski mom bhi sid ki baat ko maanti hogi uski...
Or wo tumhe nahi janti to wo kyo sid ko force karegi ??

Natasha- hh sahi kaha wo mujhse buss ek baar mili h

Dad- to tum sid k ghar jao sabse jaan phchan badhao ...
Aisa jaise family ka hissa ho...

Natasha- yess dad thank u ...
Ab main yahi karungi 🙂🙂🙂

Natasha go from there...

Natasha- ab sid mera hoga..
But ye smjhta kyo ni m isse itna pyar karti hu 😔😔

Dad to himself- ek baar ye shadi ho jaye phir mujhe kitna fayda hoga...
Huhhh akhir kaar meri nalayak beti kisi to kaam aai ni to wo sirf paise hi daan karti rehti h...
😒😒😒😒

On other side....

Sana and kiara reach cafe...

Sana call arnav..

Arnav- sana andar aa ja n

Sana- par hai kaha tu ??

Arnav- are andar hi hu baba...

Sana go inside...

Kia- woww mumma yaha kitna acha deco decc.. Kya bolte hai ??

( aise meri choti bhn karti h kuch galat bol k puchti h kya bolte h 😁😁😁 )

Sana- decoration

Kia- hh h wohi hai....

Sana- hh baby ..

Sana see arnav..

Sana- are yaha itna decorate kyo kiya hai ??

Kia- auncle chocolates ??

Arnav give lots of chocolates to kiara...

Sana- are itne ki kya jarurat thi ek se bhi kaam chal jata 😅😅

Kia- oo my jalkulri....
Main sara ek time par nahi khaungi 😁😁

Sana- ok baby ....

Arnav- baby aap waha jaa kar khelo dekho kitne toys hai

Sana- cafe m toys ???

Arnav- are ye mere dad ka cafe hai 😅😅😅

Sana- o i see..

They sit and order coffee...

Sana- kya jaruri kaam tha ??

Arnav- wooo ammm wowoo

Sana- bol n fumble kyo kar raha hai

Arnav - wo sana i..

But sana phone ring....

Sana- sorry yarr 2 min...

She pick the call its sid..

Sid- hello kaha ho ??

Sana- m to bahar aai hu  ..
Kyo ??

Sid- or kia ??

Realisation Of LoveWhere stories live. Discover now