PART 2

955 58 17
                                    

Karan was feeling a bit uncomfortable seeing preeta with another boy.

Karan goes towards both of them leaving all the girls their.

Karan: preeta.

Preeta: haan

Karan: vo chalo na next class ka time ho raha hai.

Preeta: aaa itne jaldi.

Karan: itne jaldi kya matlab. Class ka time ho raha hai to ho raha hai.

Preeta: achaa thik hai mein aati uu.

Karan: hmm

Preeta: karan.

Karan: hmm bolo.

Preeta: arre mein tumhe isse milana hi bhul gai.

Karan: hmm kon hai yeh.

Preeta: vo inka name hai Rishabh Singh.

Karan(noninteractingly): haan haan hello ab chal na preeta.

Preeta: karan lakin......(but she complete karan holds her wrist and came out of the canteen)

Karan: chalo na chup chap.

When they came out preeta frees her hand.

Preeta: kya tha vo.

Karan: kya kya tha.

Preeta: vahi jo tumne kiya andar.

Karan: mein kya kiya.

Preeta: karan zyada innocent mat bano or batao ki tum mujhe bahar ku lekar aaye.

Karan: arre bataya to tha ki class k liye jaana hai.

Preeta: karan abhi class k liye kam se kam 30 mins. Hai.

Karan: h...haan to.

Preeta: tum bhi na. Bajarbattu kahi k.

Karan: haan haan jo kehna hai kaho.

Preeta: achaa vo sab chodo yeh batao ki koi pasand aai tumhe.

Karan: aa nahi yaar. Sab thik thik hai. Matlab not TKL's type.

Preeta: hufff. Aise to tumhe koi nahi milegi.

Karan: tum ho na mere liye.

Preeta(widened her eyes.)

Karan: don't worry. I was just kidding.

Preeta: i know your were kidding. Kuki tum or mein are just like East and West.

Karan: hmm vo to hai. Lakin shayad tumne suna hoga opposite attracts.

Preeta(irritated): karannnnn.

Karan laughs.

After some day's.

Karan and preeta were at preeta's house and karan was thinking about something being very serious. Preeta noticed that.

Preeta: oyee bajarbattu. Keske khayalon mein khoya va hai.

Karan: yaar mein soch raha tha ki.

Preeta: ki.

Karan: yaar ab mujhe lagta hai ki humein ek serious relationship mein aa jana chahiye.

Preeta(shocked): kya serious relationship vo bhi hum.

Karan: haan yaar.

Preeta: karan dekh tu mazak kar raha hai na.

Karan: preeta mein aise cheezon ko lekar mazak nahi karta.

Preeta: karan dekh tera dimag na kharab ho gaya hai tu thoda rest kar mein neeche jaati hu.

Karan: yaar preeta come on. Meri baat to sun na.

Preeta: karan plzz tujhe jo karna hai tu kar. Mein in pango mein nahi padna chahti.

Karan: yaar preeta terko pata hai na humne aaj tak jo bhi kiya hai saath mein kiya hai.

Preeta: iska kya matlab hai ki agar tu marne ko kahega to mein kya tere saath dungi.

Karan: oyee bajarbatti pehli baat to mein aisa kuch karunga nahi. Or yaar plzz na preeta just try kartein hai na. Agar relationship thik chala to aage sochenge kya karna hai. Or agar problems aai tu hum dono hai na ekdusre k liye.

Preeta: karan yaar plzz jo karna hai kar lakin meko force mat kar.

Karan: preeta plzz na.

Preeta(she was melting slowly): karan yaar.

Karan(made as cute face as he could): plzzz na.

Preeta: karan

Karan(with pout): plzz.

Preeta(convened): thik hai lakin sirf one shot at love.

Karan: hmm ok.

Preeta: hmm. Lakin kise date karna hai.

Karan: aisa kartein hai tu mere liye dhund mein tere liye dhundunga.

Preeta: ok.

Next day in collage.

After their classes both of them were sitting in the canteen and checking out everyone.

Few min. Later.

Karan: yaar mujhe to koi nahi laga tere liye badiya.

Preeta: haan or na mujhe tere liye mila koi.

Karan: to ab.

Preeta: so let's drop this relationship vala drama.

Karan glares preeta.

Preeta: to gfir kya karein.

Karan: tu apne liye dhund kese ko mein apne liye dhundunga.

Preeta: ok.

Then saw manit coming in the canteen.

Preeta (in mind): aisa karti hu manit ko hi puch leti hu. Or baad isse keh dingi ki humein yeh drama karna hoga karan k samne.

Preeta smiles widely.

Karan: kya hua tujhe mil gaya kya koi.

Preeta(lostly): haan.

Karan(shouts): kon.

Preeta(came to senses): aa vo Rishabh.

Karan(made annoying face): kya manit.

Preeta: haan ku usmein koi kharabi hai.

Karan: aa nahi kharabi to nahi hai lakin tere type ka nahi hai.

Preeta: karan vo mein decide karungi.

Karan: tujhe jo karna hai kar. Mein to koi hot🔥 si ladki hi dhundunga.

Preeta: ok.

Then preeta goes towards him and hold his hand. Then she draggs him outside the canteen.

Karan: huh propose hi to karna tha. Ismein haat pakane ki kya zarurat thi. Or chalo haat pkda vaha tak samajh aata hai lakin bahar lekar jaane ki kya zarurat thi.

Just then karan sawa girl coming inside the canteen.

Karan mouth got open like this😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲

Ab karan ko aisa kya dohra pada usse jaane k liye. Thoda to rukiye.

Chalo comment karke batao ki kon ho sakti hai vo.

Chalo mein option bhi deti hu.

A. Sherlyn
B. Kritika
C. Srishti
D. Monisha
E. Mahira
F. Sofia
G. Malishka

Ab isse zyada kundali bhagya girls mujhe yaad nahi hai.

So till now byeeee.

XOXO

ARE WE JUST FRIEND'S?✔Où les histoires vivent. Découvrez maintenant