Anirudh decision

972 38 0
                                    

sampurna anindita ko dekhti hai.mami usk man main aur zaher bharti hai.

mami: yeh dono to phir se ek hoo gaye.humne to doo dhari talwar se war kia tha per kuch nahi hua.bondita k man main asi wasi baat dal di jisse anirudh pareshan hoo jai aur unk beech duryan aa jai.trilochan ko mahawari k bare main bataya taki vo bondita per dawav dale taki uski padhi main rukawat aye.aur anirudh iska zimmedar usk kaka ko hi theraye.per asa kuch nahi hua.ab bondita humari bato pe nahi ayegi.

sampurna: bhale hi uski padhi se hum use dur na kar paye per hum phir se koshish karenge.

mami: kase?

sampurna anirud k study main ata hai aur asa drama karti hai jase use bondita k padhi ki kitni chinta hai.anirudh akele main sochta hai ki ab bondita badi hoo rahi hai.abhi k liye to samjha diya per kaka ka koi bharosa nahi hai.kahi bondita ko phir se na bhatka de.dugga ma bondita ki har bat ap manti hai per ap meri baat bhi to manye.ab sirf mera spna nahi hai yeh hum dono ka saapna hai.mujhhe isse pura karne dijye.

next morning.ek letter ata hai.london k schoool se.bondita k school se ek exam hua tha jisme bondita ne top kia tha aur ab vo apne baki k padhi aur higher studys k liye london k sabse bade school main scholership main padhne jayegi.yeh dekh k anirudh khush hota hai.vo sub ko bolta hai but bondita nahi manta hai.

bondita : nahi pati babu main apse door nahi jaunga.main waha apke bina kya karungi.ssat samundar paar akele kase rahunngi.

kaka: anirudh bahu sahi keh rahe hai.are ek akeli ladki aur vo bhi roy chowdhuryo k bahu vilayet main.nahi hum nahi jane denge.tum bahu ko un ferangyo k tarah bana na cahte ho.hum asa nahi hone denge.jo bhi padhna hai yaha pe padhe.bahar kyu jana?

anirudh: per kaka kitna bada mauka hai bondita k liye.use jane dijye.aur bondita yehi sahi waqt hai sub ko dikhane ka ki ladkiya akele sub kuch kar sakti hai.unko kisi k bhi madad ki zarurat nahi hai.

kaka:nahi bahu tum nahi jauge.

anirudh: bondita tum jauge.

kaka:nahi. bahu tum nahi jauge.

anirudh: bondita tum jauge.

kaka:nahi bahu tum nahi jauge.

anirudh: bondita tum jauge.

kaka:nahi bahu tum nahi jauge.

anirudh:  jauge.(start screaming)

kaka: nahi jauge.(start screaming)

anirudh:  jauge.(start screaming)

bondita : he dugga maa.(screaming)

kaka aur anirudh chup hoo jata hai.

bondita: kaka,apki bahu apse dur nahi jaa rahi hai.apk bahu jaker wapes aa rahi hai.main janti hu ki apko meri chinta hai.aur main apka samman bhi karti hu.per kaka apki bahu ab choti bacchi nahi hai.badi ho gayi hai.aur ap hi kehte hai na ki humesha pati babu ka sath dena cahye.yeh patni ka dharm hai.aur apne kaka sasur ji ki bat bondita na mane ase kabhi ho sakta hai kya?

kaka yeh sunker shant ho jata hai.aur bondita ko jane ki ijazat deta hai.

kaka:thik hai bahu tum jau aur jaldi wapes au.hum tumhara intezar karenge.

anirudh smile karta hai.

next morning kaka bondita k arti karta ha. 

anirudh bondita ko port leker jata hai.

bondita: pati babu ap apna khayal rakhyega.samay pe khana kha lena aur der raat tak mat jagna.kaka aur baba se jhagra mat karna.mere piche ghar main jung mat ladhna ap teeno.

anirudh: baap re itna kuch.accha thik hai bondita maam.apki sari baat manenge apke pati babu.

bondita: chalta hu pati babu.jald hi aungi.

anirudh: main tumhara intezar karunga bondita.

bondita anirudh k pair chuti hai.anirudh use blessings deta hai.

anirudh: vijaye bhavah..

jahaz nikal jata hai aur anirudh aur bondita dono k akho mian asu ate hai.

yaha sampuurna aur usk maa khush hoti hai.

mami: ab to bondita is ghar se chali gayi.ab tu hi is ghar main raj karegi.aur bondita vilayet se wapes kabhi nahi ayega.per waha to vo aur shan se rahegi.bondita ko teri naukhrani bane na mera ka spna sach nahi hoga.

sampurna: maa.bondita meri bahen hai.use main nokrani kyu banau?mujhe rc parivar se badla lena tha.unhe apne kadmo main jhuka na tha vo main zarur karungi.bondita chali gayi jane do.uske vilayet main shan se rehne se mujhe koi pareshani nahi hai.bus mere raste main na aye vo.

anirudh bondita k bina bohut dukhi hoo gaya hai.use uski yaad arahi hai.

anirudh: aj man kar raha tha ki swarti ho hi jaun.tumse dur jane ka man nahi kar raha tha mera per karna par raha hai.apna har khushi har gham har dard ko tumse bata hai maine.bohut se bate jo kisi se na bol pata main vo tumse bola karta tha main.bina tumse bat kie tumhari awaz sune adhura lagega mujhe.itne saal pata nahi kase rahunnga main?

vo bondita aur uski photo ko gale laga ker ro raha hai.aur so bhi jata hai bad main.yaha bondita ka bhi wahi haal hai.

rishta tera mera (x4)

Anindita the fireजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें