Flashback - 1 ( Praveen s condition deteriorating)

973 46 0
                                    

5 months after the sepration.
Praveen coma mein thi.
Roshni : ammi main yeh nankhatai lekar hospital ja rahi hu.
Salma: thik ladoo! Dhyaan se jana.
Roshni reaches hospital to check about praveen s condition.
Roshni to nurse : yeh lijiye apke liye nankhatai aur yeh batayein unki tabiyat kesi hai.
Nurse: unki tabiyat bohot karab hai unki kidney fail horahi hai agar jaldi se donor nahi mila toh unki jaan ja sakti hai.
Roshni: kya!😨 Allah knows best aap mera test kijiye main kidney dene taiyaar hu.
Nurse: ok! Phir chaliye.
Nurse does roshni s test.
Nurse : thik hai! Test hogaya kal tak reports ajayge. Lekin ek baat puchu apse.
Roshni : ji yes! Puchiye
Nurse: aap inki lagati kya hai 5 mahine se aap hafte main do baar aati hai aur inki halaat ke baare mein puchti hai aur aapka naam kya hai. Aur jab bhi aati hai toh nankhatai deti hai.
Roshni : bas yeh sochiye ki main inki well - wisher hu aur naam mein kya rakha hai. Aapko mera nankhatai lana pasand nahi hai ya nankhatai ka taste acha nahi hai.
Nurse: arey nahi aisi koi baat nahi. Aapke nankhatai toh pure lucknow mein acha hai. Aisi nankhatai koi bana nahi sakta hai. 🙂
Roshni: toh phir thik hai. Aap mujhe call kardijiyega jab reports ajaygi.
Nurse: ji!
Roshni leaves from hospital and goes to the market to take some groceries.
Roshni does her shopping and was going back home sadly thinking about her past.
Suddenly a car was coming in full speed because it's break had failed. The person in the car was continuously horning but roshni was was in her own world.
It was just about to hit roshni. But suddenly someone pulled her. She fell on him. ( le writer : woh aman nahi hai 🤪)
Someone : Tu thik hai roshni.
Roshni : aru! Tu.
So he was arhaan.
They get up.
Roshni : ji yes! Main thik hu. Tu kab aya paris se.
Arhaan : main 2 din pehle aya tha business ke kaam ke liye woh hogya toh socha tera ghar aakar kuch din rahunga tere saath. Aur tujhe surprise bhi karunga.
Roshni : acha toh phir aaja.
Arhaan : lekin Tu aishe beech sadak pe kaise chal rahi thi. Woh car bas tujhe dakha marne wali thi. Kaha ko gayi thi. Woh toh acha maine tujhe dekliya aur kich liya waha se.
Roshni : aru! Woh aisi koi baat nahi hai.
Arhaan : aisi koi baat nahi hai toh phir kaisi baat baat hai. 🤨 dekh koi problem hai toh bata de.
Roshni : koi.. Problem.. Nahi... Hai.
Arhaan: agar koi problem nahi hai toh aise atak ke kyun bol rahi hai. Dekh jaan agar tune apna problem nahi bataya na toh main samajunga ki tune apne aru ko paraya kar diya.
Roshni : arey aru aisa nahi hai. Main tumhe bataungi lekin abhi nahi ghar chal batati hu.
Arhaan: thik hai chal.

How will arhaan react after coming to know about her speration from her husband and about her identity.

Keep imagining

Bye
Do vote and comment your views. 🥰

Trust ur love (yjhjk ff) Onde histórias criam vida. Descubra agora