Chapter 7

2.1K 126 4
                                    

Rohit looked at manik who is busy in playing game while laying in bed.

Rohit:"kiddo tum kuch bhul nahi raha".

Manik:"Nahi toh"

Rohit shook his head at his absent-minded bestie.

Rohit:"Acha tum kuch nahi bhul raha".

Manik:"Bola na kuch nahi bhul raha samajh nahi ata idiot".

Rohit smack his head angrily and say.

Rohit:"Mein idiot toh ap kya hon hain raat hona wale hain aur tuna abhi tak Coelho uncle ko call nahi kiya.Mumbai jana hain ka nahi.

Manik:"O tere, mein mein toh uncle ko call karna hi bhul gaya acha hua tuna mujhe yad dila diya thank you"

Rohit:"Tera kuch nahi hosakta Mumbai mein kaisa raha ga"

Manik:"Kya rohit itni si baat ko laka serious ho raha.tujhe kitni baar bola hain tension mat la warna you will soon get grey hairs🤣🤣🤣".

Rohit looked at manik with a done face😑😑😑😑.

Rohit:"Are you done ka aur drama bhi karna hain janab ko".

Manik:"Aww rohit you look so cute when you are annoyed🥰🥰.

Rohit:"Whatever,or ab ja aur call kar unko.

Manik:"yeah yeah going".

Manik went to the terrace and call ceolho uncle after two ring he picked up the call.

ON THE CALL

Manik:hello uncle.

Coelho:hello manik beta kaisa hon uncle ki yad nahi ati.

Manik:Ayesa kuch nahi uncle bas thora busy tha,sorry.

Coelho:Ary beta sorry kyun I know tum busy tha mein toh bas mazak kar rahun.

Maink:Mein bhi mazak kar raha tha🤣🤣🤣.

Coelho just shook his head with a smile.

Coelho:Acha bata mujhe call kyun kiya koi kaam hain.

Manik:Hain uncle actually mein mujhe Mumbai ka college mein admission mila gaya hain."before manik could speak more coelho cut him off"

Coelho:Ary beta yeh toh bohut ache news hain congratulations.tumhare aunty toh news sun kar bohut kush ho jaayengi,par problem kaisi yeh toh good news hain phir- "Now manik cut him off".

Manik:Uncle ap mere pure baat toh sune.

Coelho:Sun toh raha hon.

Manik:Nahi ap nahi sun raha ap mujhe cut off kar raha hain😫😫😤.

Coelho:Acha sorry ab nahi karunga ab toh bol kya problem hain.

Manik:toh mein yeh bol raha tha ka mera college mein admission toh hogaya hain par mera pass Mumbai mein rahane ke liye ghar nahin hai toh kya main aapke ghar mein Rah sakta hun plzz🥺🥺🥺🥺.

Coelho:Baccha mujhe tere mere ghar mein rahane se koi problem nahin hain but,I am sorry main aur teri aunty abhi out of country hain.

Listening to this manik becomes sad and tears formed in his eyes.Other side ceolho can also feel manik sorrow he immediately said.

Coelho::Par bacha tu fikar mat kar mein apne kisi friend se baat karta hon tera Mumbai mein rahana ka liya.

Manik:Plomish

Coelho:Hain promise chal by

Manik:byyy

~~~

Hope you like the update.

Take care💜💜💜

Connected By Heart❤❤Where stories live. Discover now