Part 6

2.3K 342 147
                                    

Door Bell Rings

Dinesh Sahoo opens the door.

"Yes..."

"Sir, Pizza delivery"

"Apna pata check karlo thik se, maine koi pizza order nahi kiya"

"Free hai.. Sir"

"Free? Kis khushi mein?"

"Teri maut ki khushi mein.."

He pushes Sahoo inside the house and locks the door. He drags him to the sofa and keeps the pizza on the table infront.

"Ye kya kar rahe ho? Kaun ho tum?", Sahoo asks terrified.

"Tu itna jaan le ki tere liye ab main hi Yamraj hoon.", He says.

He pulls a sachet from his uniform's pocket. He break opens it, making the contents spill and pours the remaining content into his gloved hand.

"Help help.. bachao bachao, yeh mujhe maar daalega", Sahoo coughs and cries.

"Chilla aur chilla.. teri khadoospane ki wajah se tere biwi bachche tujhe kabka akela chodd gaye aur bahar baraat ka band bajh raha hai toh tujhe sunne wala koi nahi yaha", he laughs..

"Kya chahte ho? Teri baap ki umar ka aadmi hoon, atleast iss haisiyat se toh chodd do", Sahoo pleads while coughing..

"Mera baap already upar hai, tujhe bhi wahi pahucha raha hoon.. jaake mil le..", he says with gritted teeth..

He then blows the powder in his hand on his face. It was a pepper powder. Sahoo starts coughing and within few seconds he starts feeling suffocated as he couldn't breath.

The band sound outside gets louder..
.
.
.
Sana got down the bus and walked towards the college from the bus stop. Adi, Ruhi and JP come out from the gate in Adi's open top car and pull over near to Sana.

Sana: (shocked) What happened? Where are you guys heading? Class bunk kar rahe ho saare? JP tum bhi?

Adi: No sweetheart. College ki chutti aur hum tumhara hi wait kar rahe the. Chalo baito gaadi mein.

Sana: Huh?? Holiday kis khushi mein hai? Mazak band karo aur tumhe jaana hai jaao, main class attend karne jaa rahi hoon.

Ruhi: Babes, jab class hi nahi toh kya attend karogi? Khadoos Sahoo luddak gaya kal raat.

Sana: (shocked) Kya?

Ruhi: Haan babes, meri insult ki thi na usne, toh mera curse laga usko. Asthma attack aake marr gaya buddha.

Sana: Oh God!! Ruhi, kisi ke maut pe aise khush nahi hote.

Ruhi: I can't act unhappy when I am not. I am just clear as real.

Sana: Clear ka pata nahi but inconsiderate zarur lag raha hai. It's a sensitive situation. Dukh nahi sahi par khushi ki baat bhi nahi hai aur aise words use karna aur bhi galat.

Ruhi smirks and ignores.

Adi: Okay Yaar. Tum log chidhna band karo. Abhi hum koi shok shabaa toh nahi rakh sakte na? Toh let's leave this discussion aur ghumne chalte hai. Shopping, Gaming Aur Movie dekhenge.

Sana: Nahi, tum log jao, main wapis hostel chali jaungi.

Adi: Arey yaar, apna ticket khudh hi khareed lena aur popcorn bhi. Chalo na.

The Uninvited Lovers ✅Where stories live. Discover now