Chapter 23

582 39 112
                                    

For a week, Sumedh and Nikita were busy in their respective campaigns. No one was able to predict about the results. Faisal and Sumedh were influential duo but Nikita was fighting them with great power.

Sumedh, Rajat and Isha were sitting in Sumedh's house.

"I don't like this" Sumedh said. "Nikita meri bachpan ki dost hai uncle aap Faisal se kahe ki wo badtameezi na kare aur hadh me rahe"

"Sumedh realx. Election matlab ekdusre ko challenge karna, baatein bolna common ho jata hai. Be a sport. Nikita bhi jawab de rahi hai na? Tum bhool jao wo tumhari dost hai jaise wo bhool gayi hai tumhe" Rajat said.

Agastya entered in house and saw Sumedh, Rajat and Isha.

"Hello everyone" He said.

"Good evening your highness" Rajat said.

"Good evening Comrade" Agastya said "Kaise chal rahe hai baccho ke elections?" He asked looking at Sumedh but Rajat understood that this taunt was for him.

"Yeh baccho ke elections hamare desh ka future decide karte hai, your highness" Rajat said "Nayi generation ko tayyar karna hamara kaam hai"

"I agree" Agastya said. "Sumedh kab hai tumhari rally?"

"Next week" Sumedh said. "Kal hum bas flyers distribute karenge aur posters lagayenge. Rally toh kal Nikita ki hai"

"Accha aise din diye hai tum logoko?" Agastya asked.

"Haan. Lecture hours me lecture honge aur bich me ek ghanta rally ke liye. Wo bhi sirf Wednesday and Thursday"

"Good"Agastya said. " Kal Nikita ki rally dekhne jaunga main"

Sumedh was shocked after hearing this. "Tum Nikita ki rally me jaoge? Kyu? Wo mere against lad rahi hai"

"Main na vote dene wala hoo na aur kuch. Mujhe kuch farak nahi padta. But I like that girl. She's good. Main dekhna chahta hoo kaise bhashan degi wo" Agastya said.

"Bhai tum iske pehle bhi bahot baar uske sath dekhe gaye ho. Log sawal pucchte hai mujhse. Ki kyu tumhara bhai use support kar raha hai?"

"Main kaha usko support kar raha hoo? Main kaun hoo use support karne wala?" Agastya said. "Jaise tumhari dost hai wo waise meri bhi ho gayi hai. Hamare khayal bahot milte hai isliye usko baat karte hue sunana accha lagta hai mujhe"

Sumedh rolled his eyes.

Rajat decided to leave. "Main nikalta hoo" He said.

"Main aati hoo baad me" Isha said to him.

"Main change karke aata hoo" Sumedh told.

Only Agastya and Isha were left in living room.

"Aap kuch toh chhupa rahe hai doctor" Isha said. "Jaroor"

"Main?" Agastya said dramatically. "Kuch bhi nahi."

"Kuch toh hai. Aap kuch baatein bata nahi rahe ho" Isha said. "Bataiye na main kisiko nahi bataungi"

"Are aisa kuch nahi hai" Agastya said.

Isha stood up and went to sit beside him. "Doctor" She said with puppy eyes and cute voice. "Please bata dijiye. Main kisiko nahi bataungi. Main jaroor election me hoo par wo isliye kyu ki Papa chahte the. That's it. Na main Sumedh ke side hoo na Nikita ke against."

"Tumhari baatein kaha se kaha ja rahi hai?" He cocked his brow "Kehna kya chahti ho?"

"Pata hai Sumedh ka election mere papa fund kar rahe hai. Election me jo kharcha aata hai prachar karne ka ya jo bhi wo mere papa kar rahe hai" Isha said. "Toh hum soch rahe the ki Nikita ke liye election funds aa kaha se rahe hai?"

The Royal SiblingsWhere stories live. Discover now