ISHQBAAZ

By _Ferocious_Fire_

167K 7.6K 606

It's a shivika, rikara and rumya story . . . peep to know ( there will be rikara and romya scenes but my mai... More

Character Sketch
1
2
Note
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
36
37
38
39
40
41
42
43
Epilogue
New Story

35

3.6K 185 18
By _Ferocious_Fire_

Hi guys

It's 35th part I didn't expect that I will write this long. Thanks for your support guys. 😘😘😘😘😘

Enjoy reading

******

Days passed everything was settled in their places. Mahi was doing his job very keenly and bagging appreciation from everyone.

One fine Sunday

All the members were sitting in the hall and having evening snacks. Shivaay got a call he got to a side and attended it. After the call he came and spoke.

Shivaay: dadi kal subha guest aa rahe hai. Woh aa toh business deal ke liye hai. Par unhe humari family milna hai. So maine unhe mana nahi kiya

Dadi: koi baat nahi par kon hai puttar?

Shivaay: Rajasthan ke Keshar Mahal group of Industries ke owner Mr. Maan Singh aur Miss Diya

Anika(beaming with joy): KYAA????

She had a great smile. All were confused except gauri. Even she was happy.

Shivaay: haan par tum itna khush kyu ho rahi ho?

Anika(ignoring him): dadi kya main ghar ko sajha sakti hun?

Dadi: haan kyu nahi? Jo chahe kar. Par kyu?

Anika: aree guest aa rahe hai.

She ran inside and called khanna and told him to start the preparation immediately. Here the rest were confused.

Mahi: isse kya hua?

Gauri(chuckled): pagla gai hai. Acha hua subha phone nahi aaya. Warna bade bhaiyaa aapko pagal khane bhej na padta inhe

Shivaay: matlab?

Before gauri could say anything. Anika came screaming gauri's name.

Anika: Gauri!! Gauri!! 

Gauri: ji

Anika: aap yahan kya kar rahe hai? Chaliye humari madad kijiye. Rangoli banani hai. Aur bhi bohat kuch karna hai. Aur....

Gauri: ab aap baate hi karte rahenhi ya kaam bhi karengi?

Anika: haan chalo jaldi. Kal subha hi aa rahe hai.

Both left. They were decorating the house.

Tej: shivaay yeh wahi company haina jisne iss saal humare saath award share kiya hai?

Shivaay: yes bade papa

Om: kaisa award?

Shivaay: best business Industries ka

Ru: matlab humari aur unki dono Industries first aaiye hai?

Shivaay: nahi humari aur unki Industry second aai hai

Mahi: toh pehla kon hai?

Shivaay: A. M. S. Industries as usual. Pata nahi kon hai?  Let it be. Ek baat aur batni thi. Mr. Ratan Maan Singh yahan ke Raja hai.

Mona(excited): sachi matlab humare ghar raja aa rahe hai?

Shivaay: haan.

At night. The house was decorated Royally. It was shining like a beautiful bride. All the members were amazed by the decorations

Ru: wow bhabhi maa yeh sab kitna beautiful hai. Aisa lag raha hai jaise kisi fairy world mein aa gaye ho

Mahi: baat toh sach hai.

Anika: thank you. Khanna ji leke aaiye

Shivaay: kya?

Anika: aap khanna ji hai?

The rest chuckled and khanna brought some dresses.

Om: bhabhi yeh sab kya hai?

Anika: yeh sare dresses hai. Kal subha yeh sab hi pehen na theek hai.

She gave them their respective dresses.

Mahi: aree hume koi shadi main thodi jana hai. Jo yeh sare kadpe diye hai. Main nahi pehen ne wala

Gauri: aree mahi bhaiyaa aap chaho na chaho aapko yeh pehen na hi padega.

Mahi: kyu?

Anika: kyu ke maine kaha hai. Pehen na toh padega hi.

Dadi: theek hai puttar hum pehen lenge.

Anika: thank you dadi.

Jhanvi: chalo ab sab log khana kha lete hai.

They had there dinner and slept. But sleep was far away from anika's eyes. She was so excited as her wait of these many years is going to come to an end. She was tossing and turning in bed but all in vain.

She decided not to sleep and make all the favorite items of her beloved brother and Diya. She left to kitchen and started making the food. After sometime gauri came to have water. There she saw anika and was surprised

Gauri: jiji!!

Anika looked at her and smiled.

Anika: aree aap iss waqt?

Gauri: yeh sawal toh hum bhi puch sakte hai aap se. Aap iss waqt yahan kya kar rahi hai? Aur yeh sab?

Anika: woh hume nind nahi aa rahi thi toh humne socha kyu na Ratan aur Diya ka favorite khana bana lun. Aap yahan kya kar rahi hai?

Gauri: hum toh paani pee ne aaye the. Par ab humari bhi nind ud gai hai. Hum bhi aapki madad kar te hai.

Anika: aree nahi bas ho gaya. Bas thoda sa banana hai.

Gauri: haan toh hum bhi kar te hai na.

Anika: theek hai.

They prepared some more dishes. It was 4 : 30 now.

Anika: chalo ban gaya.

Gauri: ab aap thodi der aaram kijiye. Hum bhi thodi der so jate hai.

Anika: theek hai.

They went and rested for sometime.

It was 8 now all were getting ready. All got ready in an hour or so.

Their dresses

Mahi.


Mona


Soumya


Gauri.


Anika

All were present in the hall except anika. Khanna came

Khanna: sir woh log aa gaye.

Shivaay: okay.

All stood up and came to the entrance. A young man of age of 22 and a woman of age 31 appeared with some people holding plates covered with clothes.


Diya and Ratan (imagine them smiling)

Shivaay: welcome Mr. Singh and Miss Diya

Ratan/ Diya: thank you.

Diya: Mr. Oberoi yeh sare gifts aap sab ke liye.

Shivaay: but it was not needed.

Diya: please take it. Humare yahan riwaz hai. Kisi ke bhi ghar khali nahi jate. So please

Shivaay: okay. Khanna.

He nodded and guided the people to keep the gifts.

Ratan: please hume sab se introduce toh karvai yeh.

Shivaay: sure please come in.

Ratan: nahi.

They were confused. But gauri smiled.

Gauri: yeh nahi aaiyenge bade bhaiyaa. Aap mila dijiye.

Shivaay: okay. (Pointing towards everyone) yeh meri dadi hai.

They joined their hands and dadi smiled

Shivaay: yeh mere mom-dad hai aur yeh mere bade papa aur badi maa. Yeh Mahi hai my twins and mona his wife. Yeh om aur rudra hai my younger brothers. Yeh soumya hai. Rudra's fiance. (Pointing towards gauri)Aur yeh.....

Ratan: pagal Chiraiyaa

Gauri: badmash Chirota

As usual the others were confused. Gauri went to him and pulled his cheeks. Om frowned

Gauri: aa gaya tu?

Ratan: hum aap se naraz hai.

Gauri(frowned): kyu????

Ratan: kyu ke aap ne mere hote hue kisi aur se shadi kar li.

This was a shock for other and om was getting jealous

Om: excuse me. What do you mean?

Gauri(ignoring om): acha ji

Ratan: haan ji.

They laughed and hugged each other. Gauri broke the hug and kissed his forehead. Om was now fuming

Om(angry): gauri!!!

Ratan: excuse me why are shouting?

Om: I am her husband and I all rights. Who are you to ask?

Gauri: omkara ji aap isse aise baat nahi kar sakte.

Om: kyu kya lagta hai tumhara yeh?

Ratan: bhai hun main inka

All: what??

Gauri: haan.

Om: toh yeh shadi wali baat?

Gauri: mazak kar raha tha.

Om was going to say something but a voice caught their attention.

"Ratan Sa" anika called his brother with open arms.

He ran to her and just climbed no her wraping his legs around her waist and hands around her neck. He hid his face on the crook of her neck. Like a child hide when he is afraid. Anika carried him like a small 5 year old child. The Oberoi were shocked as well as confused.

Ratan: I missed you

Anuka: I missed you too meri jaan.

Now the jealousy was transferred to shivaay. Before he could say anything gauri held his hand and nodded no. Shivaay being confused actioned why. And gauri asked him to wait. Ratan was crying

Anika: bas bache bas.

He climbed down and anika showered kisses on his face. And wiped his tears.

Anika: nahi ab aap humare pass haina ab rona nahi. Haan?

But she was also having tears. He hugged her again.

Ratan: ab aap mujhe chhod ke nahi jaiyengi na?

Anika: nahi main kahin nahi jayenge. Bhala apni jaan ko chhod ke kyu jaungi?

Ratan: toh pehle kyu chhod ke chali gayi?

Anika: apni marzi se thode gaye the. Jana pada. Par ab nahi.

They cried. Gauri came and rubbed her hand on their back. They broke the hug and wiped their tears. A servant came with aarti ki thali. Anika did his aarti.

The Oberois were totally confused. But what next Ratan did shocked them. He bend and took the blessings

Anika(smiled): Thakar Sa (god) aapko duniyaa ki sari khushiyan de.

She again kissed his forehead. Shivaay not able to control spoke.

Shivaay(little raise in voice): anika what's happening?

Ratan: aapko alag se kehna padega. Don't shout.

Anika: Ratan!!!

Ratan: nahi Jiji Maa Sa. They can't shout on my sisters

Shivaay: what?? Aap kya bol rahe hai? Kya ho raha hai hume kuch samjh nahi aa raha.

Anika(smiled): sab samjhati hun. Have patience. (To Diya) aur aap Diya Baisa Hukum. Aap hum se nahi milenge?

Diya: kaisi baate kar rahin aap Jiji Sa?

She also came hugged her. They broke the hug.

Gauri: Jiji Baisa ab in logo ko sab bata dena chahiye.

Anika: haan. Chaliye sab. Aapko batate hai ke hum kon hai?

Ru: matlab?

Anika: pehle andar aaiye sab batati hun.

All settled on sofa. Ratan sat beside anika.

Diya: Jiji Sa pehle hum deal sign kar lete hai.

Anika: theek hai.

Diya: Mr. Oberoi yeh lijiye please read and sign the deal.

Shivaay took the file and read every single word and signed the pappers. He gave the file back. Ratan gave the papers to anika and she signed it which shocked shivaay

Shivaay: anika yeh kya kiya tumne?

Ratan: deal sign ki aur kya?

Shivaay: huhh!!

Anika: mujhe pata aap sab confused hai. So let me introduce myself. Hum hai Anika Maan Singh  aur yeh humare chote bhai Ratan Maan Singh.

Mahi: ayee tu dimag ka gangaram kar rahi hai. Theek se samjha

Anika: theek hai. Toh sab shanti se suniye.

Shivaay: bolo

Anika: pehli baat main anaath toh bikul nahi hun. Kuch reasons ki wajah se mujhe aapni pehchan chhupani padi.

Tej: okay. Par abhi yeh deal tumne kyu sign ki?

Ratan: kyuke humari company ki asli owner yeh hai.

Anika: nahi hum dono hai.

Ratan: haan wahi. Par ab aap sab sambhal lengi na. Toh mujhe koi kaam kar ne ki zarrorat nahi hai

Anika: bikul nahi. Aapko hi ab sambhal na hai.

Ratan: nahi

Anika: kya nahi. Datahukum hai aap.

Diya: Jiji Sa aap yeh sab baate baad mein kijiye ga. Pehle inhe toh sab bataiye.

Anika: haan. Toh main hun Anika Maan Singh. Aur main ghar ki eklauti beti hun. Sab ki ladli. Jab tak Ratan nahi aaiye the tab tak sab theek tha. Par jab yeh peda hue. In pe attacks hone lage. Kyu ke yeh sari virashat ke alagle waris the. Jab yeh peda hue the main 16 saal ke the. Aur Maa Sa Hukum inke peda hote hi hume chhod ke chali gai.

She took a pause.

Ratan: aur phir inhone mujhe pala. Issiliye main inhe Jiji Maa Sa bulata hun

All smiled and anika caressed his face.

Anika: phir jaise jaise ratan bade hote gaye. Attacks kam hone lage. Phir ek waqt aaya jab attacks hone bandh ho gaye. Hume laga ab sab theek ho gaya. Lekin jab Ratan 9 saal ke hue aur main 25 ki tab Diya Baisaa Hukum ke ghar holi pe Sajjan Kaka Sa ne hume bulaya.

Ru: bhabhi maa yeh Sajjan uncle kon hai?

Diya: humare Papa Sa.

Ru: ohh. Aage?

Anika: jab hum holi mana ke wapis ghar pe wapis ja rahe the. Tab hum teenon ko maarne ke liye car mein bomb plant kiya gaya tha. Par hum bethe usse pehle bomb blast ho gaya. Main aur Ratan dur khade the issiliye hum toh bach gaye. Lekin Papa Sa Hukum pass the. Par marne se pehle unhe pata chal gaya tha ke yeh attacks koi family member hi kar raha hai. Toh unhone mujhse wada liya ke main humari wirashat ko aage badhun aur ratan jab tak 21 saal ke nahi ho jate tab tak sari zimmedari puri karun. Par yeh sab Diya Baisaa ne sun liya. Toh unhone bhi Papa Sa Hukum ko wada kiya ke woh Ratan ki pehredar banegi. Hum ne bohat mana kiya par yeh nahi maani. Phir tab se leke aaj tak inhone bina koi riste ke yeh farz nibhaya. Inhone toh aapni engagement bhi tod di. Sirf yeh wada nibha ne ke liye.

Om: par aap ne aisa kyu kiya miss Diya?

Diya: kyu ke hum zinda hai. Usski wajah Maan Datahukum aur Jiji Sa hai. Ratan ke peda hone se pehle humare Papa Sa aur Maan Datahukum bohat ache dost the. Hum ek baar picnic pe gaye the. Hum toh bohat chote the. Tab achanak ek ghoda apna aapa kho betha aur humari taraf aane laga. Tab Jiji Sa aur Maan Datahukum ne aapni Jaan pe khel ke hume bachaya. Toh unka yeh ehshan chukane ke liye yeh sab kiya.

Gauri: aur Rajput kisi ka bhi ehshan nahi rakhte. Haina Jiji Baisa?

Anika: haan.

Mona: bhabhi mujhe ek baat samjh nahi aai gauri aur ratan bhai behan kaise hue?

Soumya: haan bhabhi

Gauri: hum batate humari bua Keshar Mahal mein kaam karti thi. Toh hum jab bhi bua ke ghar jate the hum unke sath Mahal jate the. Tab ek baar hum Jiji Baisa se mile. Aur hum dost ban gaye. Aur phir har saal hum inse milne jate hai.

Shivaay: achaa toh issiliye tum dono ek dusre ke bare mein itna sab kuch janti ho?

Gauri: ab bachpan se saath the toh ke dusre ke bare mein janenge hi na?

Anika: ab aage sunenge?

Shivaay: haan bolo.

Anika: Papa Sa Hukum ke death ke baad mera accident ho gaya. Par main bach gai thi. Tab Diya Baisaa ne kaha ke mujhe chhup jana chahiye duniyaa se. Warna aur attacks honge. Duniya ko yeh batana hoga ke mari accident ke wajah se maut ho gai hai. Phir maine aur Diya Baisaa ne Ratan ko Harvard bhej diya. Padhne ke liye. Par ghar pe kisi ko nahi pata tha ke Ratan kahan hai. Aur mujhe business bhi sambhalna tha. Issiliye main sahil ke parents ke ghar rehne lagi jo ek chote gaun mein rehte the. Par unka bhi accident ho gaya. Issiliye 13 saal pehle main sahil ko leke yahan aa gai par wahan kya ho raha tha woh sab pata rehta mujhe.

Priyanka: kaise bhabhi?

Anika: chanda. Chanda sirf meri dost nahi hai. Par ek agent aur investigator bhi hai. Woh wahan ki sari information mujhe lake deti thi. Maine sab jagah agent hire kar ke rakhe hai. Toh mujhe sab pata hota hai.

Shivaay: matlab chanda ke ghar tum issiliye jati thi?

Anika: haan.

Dadi: par puttar yeh attacks kon kara raha tha? Pata chala?

Anika: chala na dadi. Tabhi toh yeh sari baate bata rahe hai.

Tej: kon tha woh princess

Anika(angrily): Raghu Bhai Sa

Pinky: woh kon hai?

Anika: mere Ratan ke aur Yash Banna ke bade bhai. Aur Kako Sa aur Kaki Sa ke bete. A.... Yash Banna Kako Sa ke chote bete aur humare chote bhai.

Jhanvi: par tumhare bhai ne yeh kyu kiya?

Anika: kyu ke ratan ke aane se pehle Papa Sa Hukum unhe apne hi bete ki tarah rakhte the. Aur woh unhe apne baad agle Datahukum banane wale the. Par uss se pehle Maa Sa Hukum ne yeh new suna di. Ratan ke peda hone ke kuch time baad woh kahin gayab ho gaye. Humne bohat dhunda par woh mile nahi.

Shakti: toh ab woh kahan hai.

Diya: hume pata chal gaya ke yeh sare attacks Raghu Bhai Sa karva rahe hai. Toh unhone Kaki Sa ko kidnap kar liya. Aur apni hi maa ko marne ki dhamki dene lage. Phir jaise taise hum wahan pohanche. Unse request kiya ke woh na kare. Par unhone Ratan Sa pe banduk tandi. Par isse pehle woh kuch karte police ne unka encounter kar diya. Kyu ke unpe attempt to murder aur drugs smuggling ke charges the.

All were shocked as how can a person want to kill his own brother and sister.

Anika: aur aapko yaad hai humne party kyu ki thi. Woh issiliye ki thi kyu ke ab koi khatra nahi tha.

Soumya: toh Ratan pehle kyu nahi aaye?

Anika: kyu ke main chahti thi ke ab woh sari zimmedari uthay. Aur dusri baat yeh ke Diya ke alava kisi ko nahi pata tha ke main zinda hun Issiliye. Aur ab 13 saalon 5 mahine aur 26 din baad hum mil rahe hai.

He side hugged her and she kissed his cheek.

Ru: ek min aapne kaha aap 25 saal ki thi jab aap ke father pe attack hua aur aap 13 saal baad mil rahi hai. 25+13, 38 (shocked) matlab aap bhaiyaa se badi hai???

Anika(smiled): haan main tumhare bhaiyaa se badi hun

Shivaay: what????

Om: kabhi pata hi nahi chala

Ru: waah bhabhi maa aap ne kya maintain kiya hai apne aap ko.

Anika: thank you. Jab aapke bhaiyaa Cambridge padhai kar rahe honge tab meri doli uthne wali thi.

Shivaay: ek min tumhein kaise maine Cambridge mein padhai ki thi? Maine toh tumhein kabhi bataya nahi

Anika: kyu background check sirf aap hi kar sakte hai?

Shivaay: tumne mera background check karvaya?

Anika: haan mujhe sab pata hai

Shivaay(stammering): k....kya pata hai?

Anika: mere pass aapki sari history hai. Specially aapke  college days ki.

Shivaay's eyes grew wider.

Ru(curiously): sachi? Toh hume bhi bataiye na. Bhaiyaa toh kuch nahi batate hi the.

Shivaay: nahi usski kya zarrorat hai?

Om: zarrorat hai. Bhabhi aap boliye

Anika: haan

Shivaay(tensed): kya bataogi tum?

Mahi: shivaay tu itna dar kyu raha hai?

Anika: kyu ke inke kaarname hi aise the

Tej(furious): kaarname? Aisa kiya tha tumne shivaay?

Shivaay(scared): kuch nahi bade papa. Anika rehne do na

Pinky: nahi anika tu bol

Anika: aapko kabhi doubt nahi  hota ke rudy har hafte nayi girlfriend kyu banata tha?

Shivaay was shocked and was hell sacred for the upcoming secret of his

Jhanvi: kyu?

Anika: rudy har hafte nayi girlfriend banata tha. Par shivaay toh rudy ke bade bhai hai. Yeh har do din mein nayi girlfriend banate the. (She said the last line with a little angry face)

All the members hung their mouth in a perfect O. While  shivaay hid his face with his one palm

Ru: bhaiyaaa

Om: matlab tu humse jhuth bolta tha ke teri koi girlfriend nahi hai

Shivaay being embarrassed was not able to speak and was opening and closing his mouth

Shivaay(nervous): ab aap kya purani baate leke beth gaye?

All laughed at his nervousness. All laughed for a good five minutes

Mahi: bhabhi matlab tu businesswoman hai?

Anika(giving a disbelief look): puri ramayan khatam ho gai aur tu puch raha hai ram ko hai.

Mahi: aree waise nahi. Tune issiliye mana kiya tha?

Anika: haan

Shivaay: kya mana kiya tha?

Mahi: (to anika) bata dun?

Anika: haan ab kya puchana?

Shivaay: kya puchana matlab?

Mahi: matlab ke mujhe yeh jo job mili hai. Usske liye issi ne padhaya hai mujhe.

Om: kya??

Mahi: haan.

Shakti: par beta tumne kaha tha ke tum dono dhai (two and half) mahine pehle mile the?

Anika: haan papa par aapka beta itna talented hai ke ussne 40 din mein pura course khatam kar diya.

Oberois: kya???

Anika: haan issiliye toh usse yahan job mil gai.

Ratan: kahan?

Mahi: A. M. S. Industries

Diya: wow congratulations

Mahi: thank you.

Shivaay: mujhe toh yakin hi nahi aa raha. Ke jis anika ko haraz mein kitne zeroes aate hai woh nahi pata woh ke businesswoman hai.

Ratan: KYA????? Jiju Sa bohat acha mazak tha

Shivaay: nahi sach hai

Ratan: aree Jiji Maa Sa ne Cambridge se padhai ki hai aur maths mein University topper reh chuki hai. Aur aap keh rahe hai ke inko thousand kitne hote woh nahi pata?

Shivaay(shocked): tumne Cambridge mein padhai ki hai? Kaise?

Anika: what do you mean by kaise? Aapko ek baat bata dun humari sari properties mila kar total 900 thousand cores ki hai. Toh wahan ke fees bharna konsi badi baat hai?

Everyone's eyes popped out of their sockets.

Ru: bhabhi maa aap itni rich hai?

Anika: haan.

Ratan: areee Raj Gharane se hum. Aur yeh sari properties Jiji Maa Sa ke naam hai

All(shocked): kya???

Ratan: aap kyu sab itne shocked hai?

Anika: kisne kaha aapse yeh? Hum teenon ko yeh sari properties equally mili hai. Maltab 300 thousand cores each.

Ratan: aree haan woh toh main bhool hi gaya tha.

Anika: achaa ab chaliye nasta kar te hai. Aaj main sab aap dono ka favorite banaya hai.

Ratan: sachii? Aaj itne saalon ke baad aapke haathon ka bana khana khaunga

Anika: aaj toh main aapne haaton se khilaungi.

They went to the breakfast table. All were shocked to see the amount of items. 

Shivaay: anika itni sari dishes kab banai?

Anika: raat ko. Woh mujhe nind nahi aa rahi thi issiliye socha bana lun.

Om: par bhabhi yeh itna sara hai kon khaiga?

Anika: hum sab aur kon? Ab chalo betho jaldi.

All sat and anika fed Ratan Diya Rudra Om Gauri Priyanka Soumya Mahi and Mona.

After breakfast all were sitting in the hall talking.

Shivaay: waise I want to congratulate you aapki Industries ko iss saal award jo mila hai

Ratan: thank you aapko bhi congratulations aap bhi toh humare saath award share kar rahe hai.

Diya: waise kya aapko pata hai ke A. M. S. Industries ka owner kon hai?

Shivaay: nahi. Pata nahi kon hai?

Anika: aree haan yaad aya award function kal hi hai. Yaad hai ke bhool gaye?

Shivaay: haan yaad hai. Ek kaam karte hai kal sab chalte hai.

Tej: good idea.

Ratan: waise Jiji Maa Sa ek baat batani thi

Anika: kya?

Ratan: Veeranshu Sa ne ab tak shadi nahi ki

Anika(shocked): kyaa? Sachi?

Diya: haan Jiji Sa

Shivaay: kon Veeranshu?

Anika: Veeranshu Singhania. Yeh ek businessman hai aur humare family friend

Shivaay: toh usski shadi se tumhara kya lena-dena?

Gauri(teasingly): aree lena-dena kaise na ho? Jiji Baisaa se shadi hone wali thi unki.

Shivaay frowned.

Anika: gauri aapko pata haina mere pass bhi bohat kuch hai batane ko?

Gauri: aree hum...hum toh mazak kar rahe the.

Anika: good.

Om: kya hua bhabhi? Bataiye na

Anika: tumhein sach mein jana na hai?

Om: aap aise kyu puch rahi hai? Kya baat hai?

Gauri: aree omkara ji rehne dijiye na

Om: nahi ab toh jaan ke hi rahunga.

Anika: theek hai. You know Veer ka ek bhai bhi tha. Aaditya Singhania

Gauri(shocked): Nahi woh nahi

Anika(ignoring her): humari Chiraiyaa ka dil aa gaya tha. Kyu gauri?

Om got jealous and cursed himself for forcefully asking about the secret. While gauri blushed with made him more jealous. The rest smiled.

Ru: aaj secret reveal day hai kya? Sare secret bahar aa rahe hai. Pehle bhabhi maa ka aaya. Phir shivaay bhaiyaa ki pol kholi aur ab gauri bhabhi ki aur koi baki ho toh wo bhi bata do

Anika(teasing Ratan and Diya): Kyu Ratan koi secret baki hai? (To diya) aap bataiye Diya Baisaa Hukum ya yun kahun toh Diya Thakrani Sa

Both of them were shocked

Ratan: aa...aapko kaise pata?

Anika: matlab yeh sach hai?

He bit his tongue and Diya blushed.

Anika: maine kaha na mujhe sab pata chal jata hai. Mere bhi sources hai.

Ratan: aa.... woh...aa....

Anika(smiled): I happy for both of you

They smiled and hugged her.

Shivaay: ab aap log thodi der rest kar lijiye.

Anika: haan aap thak gaye honge na?

Then all rested for sometime. But Ratan didn't leave anika for a second

*****

Huff lomg long part. A long part of 4000 up words. Do tell me how was this part and anika's back story. Guys please ignore grammar errors cause I have not rechecked it.

Thank you.

Continue Reading

You'll Also Like

106K 6.6K 51
•~{ COMPLETE but unedited }~• " Jinki mohobbat Ishqbaazi kehlayi, Kya unki beti apne pitaah ka pyar jeet payegi ? „ Everything has changed in Ob...
57.4K 5.8K 50
Aaj tak tumne bahut si kahaniya padhi aur suni hogi . Kabhi Aisa hua hai ki hero hi apne pyaar ki jaan lene ke liye majboor ho ? Ek taraf vo usey pur...
245K 19.5K 95
Is it always so perfect as it seems? Are predictions always true? Does True love actually exists? . . Is the love of your life really your life? Befo...