Anjaam-e-mohabbat ye hua,
ki hume bewafa kha gya...
sawalon ke katghare me laa kar,
hume khda kiya gya...
hum safai dete rhe,
aur wo ilzaam lagata gya...
hum rote rhe,
aur wo muskurate gya...
mere ishq ko sare aam,
zaleel kiya gya...
bewajah hi meri mohbbat ko,
bewafai ka name diya gya...