Tum yun mile ho jabse mujhe

priyankaMehra10 tarafından

66.7K 3K 1.1K

A story where Raman's wife dies in a accident while ishita had a bad experience from her previous marriage w... Daha Fazla

Prologue
part=1
part=2
part=3
part=4
Teaser
part=5
Teaser
overwhelmed
part=6
part=7
Teaser
part=8
part=9
part=10
Teaser
Part=11
Teaser
part=12
Teaser
IshRa 💔💔
part=14
part=15
part=16
part=17
part=18
part=19
part=20
Teaser
part=21
part=22
part=23
part=24
part=25
Teaser
part=26
Teaser
part=27
part=28
part=29
part=30
part=31
part=32
Last part

Part=13

1.7K 80 21
priyankaMehra10 tarafından

Part=13

Next morning

Ishra were sleeping peacefully cuddling in each other ishita woke up first and saw raman sleeping keeping his head on her chest while his hand was on around her waist she looked at him and smiles she closed her eyes feeling goosebumps with his proximity

I: itni ajeeb si feeling kyu ho rahi hai ? par jo bhi hai bhot achi feeling hai aaj se pehle kabhi aisa feel nahi hua

She thought and smiles looking at him she caresses his hair lovingly and start admiring him

She remember their romantic moments last night and blushed she come closer to him and hide her face in his chest and closed her eyes feeling goosebumps with his proximity after sometime she got up slowly and made him lay down on the bed properly without disturbing him she looked at him and kissed his forehead lovingly then she got up and went to washroom to freshen up

After sometime raman woke up and saw ishita standing in front of mirror trying to tie the dori of her blouse but her hands was not reaching to her back raman got up seeing this and went towards her

R: main help kar deta hoon

He said while she looked at him through mirror while he start tying the dori of her blouse as his hands touched her back she closed her eyes feeling his touch he was doing his work with full concentration while she was feeling goosebumps with his touches she turn towards him and looked at him he also looked at her and they shared brief eye lock

R: kya hua ishita?

He asked looking at her while she nodded nodded in no and goes from there blushing without saying anything while raman get confused seeing her behavior

R: ye ishita ko kya hua? bina kuch bole hi chali gayi

He thought and went to washroom to freshen up after sometime he comes out and saw his tea on the table and his clothes was kept on the bed while his laptop and files were also there on the table he smiles

R: ishita kitna dhyan rakhti hai mera she knocw everything mujhe kya chaiye aur kya nahi

He thought and smiles after getting ready he went downstairs

R: ishita please jaldi se ready ho jao hum late ho rahe hai tumhe clinic drop karne ke baad mujhe ek meeting ke liye jana hai

He calls him but she didn't reply so he went to the kitchen to check her

R: ishita

Ishita was lost in her thoughts while making breakfast raman come towards her and call her again

R: ishita

He keep her hand on her shoulder she come out of her thoughts and looked at him

R: ishita kya hua kaha khoyi ho tum?

She looked at him and nodded

I: raman actually main wo breakfast bana rahi hoon aap jao main abhi breakfast leke aati hoon aapke liye

She said and turn towards other side but raman hold her hand and pulled her towards himself

R: kya hua ishita main subhe se notice kar raha hoon tum kuch disturb lag rahi ho

He said making her look at him

I: nahi raman aisa kuch nahi wo main

R: kya baat hai ishita? please tell me jab tak tum mujhe nahi bologi mujhe pata kaise chalega? Koi baat to zaroor hai please tell me

Ishita looked at him she don't how to tell him about her feelings towards him

R: ishita bolo kya hua? Kya tum mujhse naraz ho

He asked looking at her while she nodded in no

R: to kya baat hai? Please tell me

I: raman mujhe samjh nahi aa raha kaise kahu aapse wo actually

R: haa ishita bolo

I: raman aap

They were talking when door bell rings

I: main dekhti hoon koun hai

She said and goes from there without listening to him

R: isko kya ho gya hai? Aise kyu react kar rahi hai meri taraf dekh bhi nahi rahi achi tarah se kya baat ho sakti hai?

He thought recalls their moments which they share last night

R: oh shit ye maine kyu nahi socha pehle? kahi ishita ko hamare bich jo kal hua uska bura to nahi laga? Shyad iss liye wo aise react kar rahi hai i think yahi baat hai maine ishita se promise kiya tha ki main kabhi kuch aisa nahi karuga jisse wo hurt ho but pata nahi kal mujhe kya ho gya tha mujhe ishita se maafi maagni chaiye agar sach mai usko hamare bich jo hua wo thik nahi laga to mujhe usse baat karni chaiye yes i have to talk to her main nahi chatha ishita meri wajeh se hurt ho

He thought and goes behind her only to see mr bhalla and toshi ji there while ishita was greeting them happily

Toshi ji saw him coming

T: raman puttar

Raman went to her and touches her feet while she blessed him happily and hugs him

T: kaisa hai mera puttar?

R: main thik hoon maa aap dono kaise ho aur kaisi rahi shadi

Mr bhalla: bhot achi rahi shadi humne khoob enjoy kiya

T: ishita puttar teri tabiyat kaisi hai ab?

I: main thik hoon mummy ji raman ne mera bhot ache se dhyan rakha

She said looking at him while he smiled

R: maa aap tension maat lo maine aapki bahu ko bilkul pareshan nahi kiya aap chao to puch sakte ho isse

He said making her smile

I: mummy ji papa ji aap betho naa main abhi sabke liye breakfast bana ke leke aati hoon

She said and went to the kitchen raman was going behind her but mr bhalla stopped him

Mr bhalla: raman puttar aao naa hamare saath betho aur batao office mai sab kaisa chal raha hai

R: sab thik chal raha hai papa

He sits with his parents and start talking with them after sometime ishita comes after making breakfast for everyone they had their breakfast together talking randomly after breakfast raman gets ready to go to the office

R: ishita chale hum late ho rahe hai

T: raman puttar aaj tu akela jaa ishita ko mere saath rehne de mujhe apni bahu ke saath rehna hai aaj shadi ki photos shopping bhot kuch dikhna hai tu jaa aaj ishita nahi jaayegi clinic

R: but maa

I: haa raman mummy ji thik keh rahi hai waise bhi aaj clinic mai zada appointments nahi hai so aap jao aaj main ghar pe rahugi

T: sun liya naa ab tu jaa mujhe meri bahu ke saath bhi time bitna hai

She said while raman looked at ishita

R: thik hai jaisi aapki marzi

He said and goes from there

R: shit ye kya ho raha hai? Mujhe laga tha raaste mai ishita se baat karuga but usne to mere saath jaane se hi mana kar diya iska matlab zaroor usko bura laga hai ab kaise baat karu ishita se?

He thought and went to his office

At office

Raman was trying to concentrate on his work but he was unable to do it because he was thinking about ishita

R: kya karu main? Kuch samaj nahi aa raha maine khood se promise kiya tha ki kabhi kuch aisa nahi karuga jisse ishita ko bura lage hamesha ek acha husband bane ki kossish karuga par maine sab khrab kar diya ab ishita mujhse naraz ho gayi pata nahi ab wo mere baare mai kya soch rahi hogi?

He was lost in his thoughts when someone knocks the door

R: come in

He said and mihir comes there

R: mihir tum kab aaye?

M: bhai main abhi directly airport se aa raha hoon aur mujhe aapko ek baat bhot zaroori batani hai

Raman comes towards him

R: haa aao betho naa bolo kya hua? Koi problem to nahi hui naa jaisa maine kaha tha tumne waisa hi kiya naa

M: bhai relax aapne jaisa bola tha maine waisa hi kiya aur aap bilkul tension maat lo i am sure aapne jaisa socha hai bilkul waisa hi hoga

R: tum mujhe sab kuch batao kya hua waha?

Mihir nodded and he told him everything while raman gets happy listing this and he hugs mihir

R: thank you so much mihir agar tum nahi hote to ye kabhi possible nahi hota

M: bhai come on aap ab mujhe thanks kahoge? Itni formality karne ki koi zaroort nahi hai aapke aur babhi ke liye main itna to kar hi sakta hoon

R: mihir sach mai tumne meri bhot badi problem solve kardi ab bas uss ashok khanna ko sabke saamne expose karna hoga bas mujhe sahi moka chaiye phir uss ashok ko koi nahi bacha payega

M: bhai aap tension maat lo main aapke saath hoon

Raman smiles

R: ab bas mujhe kisi bhi tarah uss ashok khanna ko saza dilvani hai aur ishita ke chere pe wo khushi dekhna chatha hoon bhot taklif di hai ashok ne ishita ko ab uss ashok ki baari hai bhot kuch bardash kiya hai ishita ne uski wajeh se but now i will not leave him

M: babhi sach mai bhot lucky hai jo aap unki life mai aaye aap dekhna bhai jab bhabhi ko pata chalega naa aap unke liye itna kuch kar rahe ho wo bhot khush hongi bhot acha lagega unko

He said making raman smile

R: ye sab uski khushi ke liye hi to kar raha hoon ek baar maine jo galti ki thi main dobara wo nahi karna chatha iss baar main iss rishte ko puri tarah nibhauga aur ishita ki khushi ke liye jo karna pade wo karuga

Mihir smiles looking at him

M: bhai mujhe lagta hai aapko sach mai bhabhi se pyar ho gya hai

He said making raman looked at him

M: haa bhai main sach keh raha hoon jabse ishita bhabhi aapki life mai aayi hai aap kitna badal gaye ho pehle aap sara din bas office ke kaam mai busy rehte the aapke paas hamare liye to time hi nahi tha but jabse bhabhi aayi hai aap phir se pehle ki tarah ho gaye ho pehle ki tarah khush rehte ho bhabhi ka itna dhyan rakhte ho unki itni care karte ho i think you are falling in love

He said looking at raman while he was lost in thoughts

M: kya hua bhai? Kya soch rahe ho?

Raman come out of his thoughts and looked at him they were talking when someone knocks the door

R: come in

He said looking towards the door and saw ishita standing there

R: ishita tum yaha?

M: bhabhi aap

I: haa wo aaj aap lunch lana bhool gaye the so main aapke liye lunch leke aayi hoon

R: haa aao naa

Ishita nodded and comes inside

M: bhai main abhi chalta hoon aap lunch karo

I: mihir tum bhi lunch karlo naa

M: nahi bhabhi abhi main ghar jaa raha hoon bhot thak gya hoon ghar pe jaake hi lunch karuga aap dono ek saath lunch karo main chalta hoon bye

He said and leaves from there leaving ishra alone they both looked at each other

I: sorry raman aaj subhe mummy ji ne itne pyar se kaha ki main unke saath ghar pe hi ruk jaau iss liye main mana nahi kar paayi aur aap jaldi mai chale gaye lunch bhi bhool gaye so maine socha aaj main aapko lunch dene office hi aa jaati hoon mummy ji ne aapki favourite matar paneer ki sabji banayi hai

She said keeping the lunch box on the table

I: i know aapko bhot bhook lagi hogi subhe bhi aapne ache se breakfast nahi kiya tha but koi baat nahi ab hum dono ek saath lunch karege

She was saying while he was looking at her ishita looked at him

I: kya hua raman aise kyu dekh rahe ho?

She said looking at him

R: ishita tum mujhse gussa nahi ho?

I: gussa? Main aapse gussa kyu hougi?

R: wo mujhe laga tum mujhse naraz ho wo kal raat hamare bich i mean wo

He said and looks down

R: i am sorry ishita agar tumhe bura laga to but trust me main kabhi tumhe hurt nahi karna chatha tha pata nahi tum kya soch rahi ho mere baare mai but please mujhe galat maat samjhna i was just

I: raman aap kya keh rahe ho? aap jaisa soch rahe ho aisa kuch nahi hai

She said making him looked at her

R: par aaj subhe tum itni ajeeb tarah se behave kar rahi thi mujhe laga shyad tumhe acha nahi laga wo sab iss liye tum aise react kar rahi ho ishita main kabhi tumhe uncomfortable feel nahi karvna chatha tha i was just

I: aisa kuch bhi nahi hai raman wo to jab bhi aap mere kareebh aate ho mujhe ajeeb si feeling hoti hai jaisi meri sans ek pal ke liye ruk jaati hai pata nahi aap jab bhi mere kareebh aate ho mujhe kya ho jata hai hamare bich jo hua mujhe bilkul bura nahi laga infact main to kehna chathi thi aap jab bhi mere paas aate ho mujhe bhot acha lagta hai i

She said making him surprised she realised what she said and looked down blushing

I: i mean wo

R: kya kaha tumne phir se kaho?

He said looking at her while she looked down he made her look at him and cupped her face

R: bolo naa kya kaha tumne? Tumhe sach main acha lagta hai jab main tumhare paas aata hoon

I: raman wo main

R: haa bolo naa

He said looking in her eyes

I: pata nahi raman jab bhi aap paas hote ho mujhe kya ho jata hai? Aaj se pehle kabhi aisa feel nahi hua pata hai aapko wo ashok jab bhi mere paas aata tha mujhe haath lagta tha to mujhe bhot ganda lagta tha mujhe khood se nafrat hoti thi par aapke saath mujhe kabhi aisa feel nahi hua aap jab bhi mere paas hote ho mujhe ajeeb sa sukoon mehsoos hota hai aapke saath main safe feel karti hoon raman mujhe lagta hai jab tak aap mere saath ho mujhe kuch nahi ho sakta shyad aapko ye baat ajeeb lage par aap jab mere kareebh aate ho to mujhe sukoon milta hai ek ajeeb se feeling hoti hai aapko jab bhi dekhti hoon main sochti hoon agar aap pehle meri life mai aaye hote to shyad mere saath wo sab nahi hota aur sab kuch kitna acha hota

She said with teary eyes

I: aapse shadi karne se pehle maine kabhi nahi socha tha ki mujhe iss shadi se itni kushiyan milegi aapke jaisa life partner milega aapse milne ke baad hi mujhe ehssas hua ki life partner ka matlab kya hota hai itne kam samay mai aapne meri life mai apni jagah bana li mujhe kabhi nahi laga tha ki main dobara shadi karke khush reh paaugi par aapse shadi karke meri soch badal gayi raman life sabko ye second chance nahi deti but mujhko diya i am very happy maine aapse shadi karne ka faisla liya

She looked at him with teary eyes while he was surprised as well overwhelmed listing her confession

I: aur raman mujhe bilkul bhi guilty feel nahi hua aur naa hi mujhe regret feel hua jo bhi hamare bich hua uske liye . mujhe pehli baar aapne ehssas karvya ki pyar ki feeling kaisi hoti hai ek pati patni ka rishta kaisa hota hai aap mujhse pyar nahi karte phir bhi aapne itne pyar se mera sara dard door kar diya hamara rishta shyad abhi tak puri tarah husband wife wala nahi hua par hamari kiss thi wo moment mere liye bhot special tha raman i know aap mujhse pyar nahi karte aapke dil mai aaj bhi tanvi hai shyad aapko wo sab acha bhi nahi laga ho par mere liye wo moment special tha raman mujhe nahi pata aapko kabhi mujhse pyar hoga ya nahi aur main aapko kabhi kisi chiz ke liye force bhi nahi karugi par mere dil mai already aapke liye special jagah ban gayi hai aur ab zindagi bhar main aapke saath aise hi rehna chathi hoon i promise you meri life mai aapse important aur koi nahi hoga

She said looking at him while his eyes also get moist listing this he cupped her face and wipes her tears

R: ishita tumhe kabhi aisa sochne ki zaroort nahi hai tanvi mera past thi par tum mera future ho aur mere liye bhi ab sabse important tum ho main pyar ke baare mai to nahi jaanta but tumse itna keh sakta hoon agar mujh pe meri zindagi pe ab kisi ka haak hai to wo sirf tum ho and trust ne tumhari jagah koi nahi le sakta

He said looking in her eyes a tear fall down from her eyes he wipes it with his thumb she closed her eyes he kissed her forehead lovingly keeping his lips on her forehead little longer they looked at each other ishita smiles and hugs him tightly he hugs her back they stayed in each other arms for sometime

R: aaj to tumne mujhe sach much dara diya tha mujhe to laga tha tum sach mai mujhse naraz ho

I: aap bilkul buddhu ho agar main naraz hoti to aapko raat ko hi bol deti aur agar mujhe problem hoti to main aapko apne paas kyu aane deti?

R: matlab tumhe acha laga?

He said with naughty smile She blushed and hide her face in his chest he smiled and kissed her forehead again

I: aapse ek baat puchu?

R: haa pucho

I: aapko kaisa laga? I mean hamari first kiss kya aapko regret feel ho raha tha?

She asked looking at him

R: sach main bata doon

She nodded

R: sachi?

He said holding her from waist while she blushed

I: raman

R: sachi kahu mujhe bilkul regret feel nahi hua mujhe to bas tumhare reaction ki fikar thi but am happy ki tumhe bura nahi laga wo moment jitna tumhare liye special tha utna hi mere liye bhi

He said making her smile she hugs him again he smiles and hugs her back they stayed in each other arms for sometime


After sometime they broke the hug

I: ab khanna khaye mujhe bhot bhook lagi hai agar aapke paas time ho to hum lunch kare?

Raman smiles and nodded they both settled on the chair ishita opens the lunch box and serves him food

They both had their lunch silently after the lunch ishita was going home but raman stopped her

R: aaj tum pehli baar mere office aayi ho so kuch time hum yahi rehte hai phir hum saath mai ghar chalege

I: but

R: come on ab mere liye itna to kar hi sakti ho?

Ishita smiles and nodded he made her sit on his chair

I: raman aap yaha betho ye aapki jagah hai

R: to hum dono alag hai kya? Tum meri life partner ho aur life ka partner ka matlab hota hai life mai har jagah tum meri equal partner ho har chiz mai isme tumhara ya mera kuch nahi sab hamara hai samjhi

He said while she smiles looking at him

I: kaash aap pehle mile hote mujhe

R: to kya hua pehle nahi tha ab to aa gya hoon naa aur tum tension maat lo main itni aasani se tumhara picha nahi choduga zindagi bhar mere saath hi rehna hoga

He said looking at her while she smiles they spend some time together then they went to home together

At night

Everyone was having dinner

T: raman puttar tere papa aur maine socha hai ki hum tere aur ishita ki shadi ki reception karna chathe hai

R: par maa iski kya zaroort hai ?

Mr bhalla: puttar zaroort hai teri aur ishita ki shadi ke baad hum reception nahi de paaye so humne socha ki hum ab tumahri shadi ki reception party rakh lete hai sabhi relatives aur clients aayege tumhari shadi pe to sab aa nahi paaye tha

T: haa puttar ek choti si party rakh lete hai ghar pe hi

R: thik hai maa jaisa aapko thik lage

T: ishita puttar tujhe to koi problem nahi hai naa?

I: nahi mummy ji mujhe kya problem hogi?

Mr bhalla: to thik hai do din baad tum dono ki shadi ki reception hogi

M: haa papa ye sahi hoga aur aap tyari ki tension maat lo sab kuch main handle kar luga

T: ishita puttar tu apne amma appa ko bhi invite kar lena

I: ok mummy ji

T: main to chathi hoon hum dhoom dham se reception kare mere bahu aur bete ko sabse milvana chathi hoon mai sabko batna chathi hoon meri bahu kitni achi hai

She said making ishita smile

R: sahi kaha maa aapki bahu bhot achi hai

He said looking at ishta they both smiled looking at each other

P. S: sorry guys for making you wait for so long so please tell me how's the update? I will wait for your reviews.

Okumaya devam et

Bunları da Beğeneceksin

17.5K 979 17
story based on three friends... shagun, Ishita nd raman... from their childhood to grown ups..ishra fell in love with each other...will they be able...
37.4K 2.1K 34
Rank #3 on 3/08/18 A story about Ishita and Raman, how they fell in love having different lifestyle and culture. After marriage, Will they thought "...
115K 5K 30
New Story about IshRa ❤️
84.5K 4.9K 31
This story basically a simple lovestory. It revloves around two character Swara Gadodia: ambitious, stubborn and a bit impulsive. Being a carin...