Das Kavitaye

By NiharikaKolhekar

1.6K 7 4

This all poems write by my father Mr. Surendra Kolhekar ,He support me very much, I hope you may like it.. (N... More

1. BHIMRAYA
2.RAM JI KA LAL
3.BHIM RAO JI
4. JAI BHIM BOL
5.BHIM JI KA SAPNA
6. BABA KI YAD
7. DHAMM KA SAR
8.BHIM RAJA
9.BABA KI BADOULAT

10.DHAMM KI RAH

64 1 0
By NiharikaKolhekar

Dhamm ki rah par chal pade ho agar,

To bouddh sachche hi banne ka vada karo,

Boudh bharat ka sapna jo bhim ji ka tha ,

Usko pura sajane ka wada karo,

Dhamm ki rah par chal pade ho agar.

Aake dekho jara ,esme domat nahi ,

Jindgi apki tab savar jayegi,

Jab karoge tum shilo ka palan sahi,

Mout khud rah ane se dar jayegi,

Baba ne jo pratigye di hai tumhe,

Unko pura nibhane ka vada karo,

Dhamm ki rah par chal pade ho agar

Aese daldal me abtak ham kyo hai fase,

Jisme apna bhala koi hoga nahi,

Khudko badlo jara chhod do gandagi,

Aapka kuch bhi kam esme hoga nahi,

Samjho baba ki mansha  aur tyag ko,

Ab samay na gavane ka vada karo,

Dhamm ki rah par chal pade ho agar.

                                                                         By- Surendra Kolhekar

Continue Reading

You'll Also Like

369 7 7
Rashmirathi (Rashmi: Light (rays) Rathi: One who is riding the chariot (not the charioteer)) of light is a Hindi epic written in 1952, by the Hindi p...
16 0 5
Agar yeh dunia meri hoti na, toh mein ye saari dunia tumhe de deta.
331K 41.4K 80
It's a story between the neighbours who are poles apart...but..but...but..things gonna happen between them will definitely bring them closer...❤️ Are...
Pyar Ki Ek Dasta By L.D

Mystery / Thriller

85.7K 2.7K 43
Doh dil kismat se milte hai aur pyaar ki rah par nikal padte hai. Purvi Tiwari Has a little secret sealed from the world buried deep down in her hear...