Aasmano Par Likha

Av A_Niqabi

1.4K 34 17

Story of a girl name Riddhima, she was modern girl full of life but suddenly her life took a turn and she con... Mer

Chapter 1
CHAPTER 3

Chapter 2

360 8 1
Av A_Niqabi


Rida was working on the kitchen when Noor came and hugged her from behind.

Rida: uth gayi meri princess !!

Noor: Mumma aap kya bana rahi hain ?? 

Rida: Apni noor ka fav " Aloo ke parathe" .

Noor: wow !! Thank you mumma !!! Allah aapko jaza de !!

Rida: Aapko bhi !!

Noor: Mumma baba kahan hain ??

Rida: Masjid gaye hain !!

Noor: mumma baba bhi hamari tarah Muslim ho gaye??

Rida: Jii !!

Noor: Mai ek baat pochon ??

Rida: poche ??

Noor: aap muslim kaise bane ??

Rida looked at her then smiled.

Rida: jab hidayat milni ho to kaise bhi kar ke mil hi jati hai !!

Noor: aap ko kaise mili ??

Rida: Dard se !!

FLASH BACK

Ridzi was sitting in her ward. After her consciousness she found herself there. Armaan had left. She was crying. She wanted her happy life back. She just wanted to erase these 2 days. She hid her face in her knees. She looked up when she felt a hand on her head.

Ridzi: Sania !!

Sania: kya hua ??

Ridzi: Tumse matlab !! tum ja ke apni zindagi geo mujhey mere haal pe chor do !!

Sania: kya thora sa bhi bharosa nahi kar pa rahi apne rab par ??

Ridzi: Bharosa ?? BHAR MEIN GAYA BHAROSA !! US PE BHAROSA KYA TO USNE MERI MOM KO HI CHEEN LIYA MUJHSE AUR KYA UMEED RAKHUN MEIN ??

Sania: ajar ki !! sabar karo ajar ki umeed rakho !!

Ridzi: u know what !! tumhare liye kehna bohat asaan hai jis par beetti haina usey hi pata hota hai sabar kitna mushkil hai !! Tum hameesha sabar karo sabar karo ka jo Bashan deti rehti ho !!! Mujhey batao kya milta hai is sabar se !!! Kuch nahi milta !!!! Sirf dard milta hai !!! TUM PAGAL HO !!!! YA PHIR JHOOTI HO !!! JO LOGO KA MAZAAQ UNHEY IS TARAH JHOOTE DILASE DE KAR URAATI HAI !!! TUM BHI JHOOTI HO AUR TUMHARA MAZHAB BHI !!!! TUM SAB JHOOTE HO !!! TUMHARA KHUDA BHI ........

**SLAP**

Sania: BAS !!!!! Mujhey jo bolna hai aap bol sakti hain lekin mere mazhab ko nahi !!! Warna Mujhse bura koi nahi hoga !!! Aur aapko kya lagta hai ??? Sirf aap hain jo takleef mein. Hain ??? Nahi !!! Takleef mein har koi hai !!! Kisi ki takleef zyada hai to kisi ki kam !!! Aur aap Mujhse poch rahi ke mere liye kehna asaan hai qk mein takleef mein nahi hun !! MAI AAPSE ZYADA TAKLEEF MEIN HUN !!!
meri zindagi bhi apki zindagi ki tarah bohat achi chal rahi thi !! lekin jis tarah aapki zindagi mein toufaan aaya aisa hi meri zindagi mein bhi aaya. Mere inlaws ko achanak dowry ka lalach hone laga. Mere baba jo kar sakte the unhone kya lekin lalach hota haina khatam hi nahi ho raha tha. jab kuch na kar sake baba to mere husband ne mujhey talaq de di. jab baba ko ye khabar mili to wo bardasht na kar sake pehle hi heart patient the is sadme ne unki jaan leli. mai jab apni beti ko lekar apne ghar wapis a rahi thi tab hi meri car ka accident ho gaya. mujhey 3 din bad hosh aaya. Sabse pehla khyal baba ka aaya ye afsoos raha ke akhiri baar unhey dekh bhi na paayi. jab apni beti ka pocha to nurse ne bataya wo theek hai lekin .....
usey kuch yaad nahi !! bas uske baad se mai roz yahan us se milne aati hun lekin tab jab wo so rahi hoti hai.  Aapke paas to abhi bhi aapke father hain mere paas to koi bhi nahi raha aur jo hai wo hokar bhi nahi hai.
Mai roz apni beti se milne aati hun lekin tab jab wo so rahi hoti hai
ek Maa hun bohat mushkil hota hai !! Bohat takleef hoti hai jab aapki beti aapke saamne ho aur aapko pehchaanne se inkaar kar de.
Meri bhi to takleefein hain !!! Mere bhi dard hain !!! Lekin mai to nahi ro rahi !! Mai to nahi keh rahi koi aake mujhey dilasa de !! Mai to kisi ko blame nahi kar rahi !!! Jaanti hain q ?? Qk Mai akeli hokar bhi akeli nahi hun.
MERE SATH ALLAH HAI.
Jiske sath wo hota hai usey kisi ki zarorat nahi hoti.
Mai jaanti hun ye uski azmaish hai wo mujhey test kar raha hai !!
Wo ye dekhna  chahta hai ke mujhey us par kitna bharosa hai mujhey us se kitni mohabbat hai !!!
Jabhi usne Mujhse sab le liya lekin sabar de diya apna sath de diya.
Yaqeen karo jab tak uski nazar aap par hai to kuch na ho kar bhi sab kuch aapke paas hai. Lekin Usne nazre pher li to sab kuch ho kar aap khali hath reh jayenge !!! Khali  hath.

Sania wiped her tears and left. Ridzi was dumbfounded. She never expect that outburst from her. Her words were still ringing in her ears.

JAB TAK USKI NAZAR AAP PAR HAINA TO KUCH NA HO KAR BHI SAB KUCH AAPKE PAAS HAI. LEKIN AGAR USNE NAZRE PHER LI TO SAB KUCH HO KAR BHI AAP KHALI HATH REH JAYENGE.

Ridzi: No !!! Aisa kuch nahi hai !!! Ye sab bakwaas hai !!!! Koi khuda nahi !!!! Sab kuch bakwaas hai ye sabar test bharosa !! Sab kuch !!!!

NEXT DAY

Ridzi was lost somewhere when someone entered in her ward. She looked up and found Sania. Sania came towards her while looking down. She folded her hands infront of her.

Sania: mujhey maaf karde. Mai aap pe kal jo chillayi !!! Mujhey nahi karna chahiye tha !!! Pata nahi mujhey kya ho gaya tha. Mujhey gussa .... Gussa nahi karna chahiye tha. Please mujhey maaf karde !!!

Ridzi: agar mai maaf kar dungi to jo mai bolongi wo karegi ?!

Sania: jii zaroor !!!

Ridzi:I want to convert into Islam.

Sania: jii ??? Ye aap ....

Ridzi:  han sania !!!! Mai Islam qubool karna chahti hun. Jab meri mom ki death hui to mai bohat upset thi aur Maine saara gussa aap par nikala. Lekin jab Aapki baatein suni  to ek pal ke liye mai ye sochne par majboor  ho gayi !! Aapne itna kuch saha aur uff tak na ki !!! Sirf bharosa aur Sabar ke sahare  jee  rahi hain !! Koi insaan itna strong kaise ho sakta hai !!! Puri raat khud ko dilase deti rahi ke koi khuda nahi ye sab jhoot hai lekin mera dil meri hi nahi maan raha !!!! Agar aapko ye sabar ye himmat Islam ki wajah se mili to mai bhi Islam qubool Karna chahungi !!! Mujhey bhi himmat ki zarorat hai !!! Mujhey bhi sabar chahiye aur ajar bhi !!!

Sania had tears in her eyes. She nodded.

AFTER 1 HOUR

Ridzi has converted to Islam. She was feeling like a new born. She had a pure new life now. A life which revolves around ISLAM. She was enjoying this new feeling. She was feeling contented as if nothing bad had happen with her. Sania was telling her about Islam. Suddenly car stopped infront of a mall.

Ridzi: yahan q ??

Sania: hijab nahi lengi ??

Ridzi smiled and nodded. They shopped many long dresses with matching hijab. When they were heading back Ridzi got a call from hospital. She became happy when she got the news that her father was conscious now. Sania hugged her. Soon they reached hospital. Ridzi met her father and was really happy. She informed everyone about it. She thought.

"QUBOOL KARTE HI USNE NAZAR KAR DI !!! KAASH PEHLE HIDAYAT MIL GAYI HOTI "

Days were passing like this. Ridzi didn't tell anyone about it. There was a small get together in her house so she thought to break this news at that time. Though everyone was sad because of the death. But they still planned it to celebrate her father survival. Sania and Ridzi talked regular on the phone. Sania had told her many things. Now Ridzi knew how to pray and about fasting in Ramadan and many more. Ridzi was learning Quran too.

Ridzi and Sania was talking when suddenly ridzi asked.

Ridzi: Sania !!! Mujhey apna name bhi badalna hoga ??

Sania: jii bilkul badalna hoga !!

Ridzi: phir kya rakhen ??

Sania: hmm.. Name to bohat saare hain aur bohat ache ache bhi hain koi bhi rakh le !!!!

Ridzi: mai apna name R se rakhna chahti hun !!

Sania:  R se bhi bohat sare  name hain !! Rabia ... Ruksana .. Rizwana ... Rubina ... Rida .. Ra....

Ridzi: ek minute dobara boliyega !!!

Sania: Rida !!!

Ridzi: RIDA !!!! Mai ye name rakhna chahti hun !!!!

Sania; theek hai phir aajse aapka name RIDA !!

Ridzi smiled. Soon they hanged up. Ridzi started getting ready for the get together. She wore a dark blue long dress with full sleeves and light blue hijab.
Everyone had arrived and was waiting for her.

Muskaan: ek to iski hoor ki pari banne  ki aadat kabhi nahi jayegi !!!

Everyone smiled. Their smile faded when they looked at Ridzi.

Anjii: Ridzi tune un stupid ... Jahil logo ki tarah kapre q pehn rakhe hain ????

Ridzi looked at everyone. She took a long breath.

Ridzi: qk Ab mai bhi unhi mai se hun !!! I have converted to Islam !!!! ...

*****SLAP*****

Ridzi looked up and found her father , who was glaring her.

Shashank: Tumhari himmat bhi kaise hui ??? .... Tum un  terrorists ke sath mil gayi..un  logo ke sath mil gayi ho jin mein insaniat bhi nahi !!!! Mujhse Ab tumhari shakal bhi nahi dekhi ja rahi !!!! Q kya hai tumne ye ???

Anjii : han Ridzi !!!!! Q kya tumne ye ???? Un  logo ne tujhey  force kya haina !!!! Kis cheez ki dhamki de hai un  makkar logon ne apna makkar mazhab qubool....

Ridzi: bas karo anjiii !!!! Tum jaanti kya ho Islam ke baare mein ??? Tum is tarah mere mazhab ki insult nahi karsakti !!! Maine Ab tak Islam ko jitna bhi Jana hai bas ye jaanti hun ke ye ek bohat hi khobsurat mazhab hai !!! Isey jitna jaanti rehti hun is se mohabbat barhti rehti hai !!!! ...

Anji: un  logo ne tere  dimag mein ye bakwaas bhar di hai is liye aisa lagta hai.

Ridzi: ye bakwaas nahi ......

Shashank: bas !!! Ye behas band karo !!!! Saaf baat ye hai ke agar tum hamare sath is ghar mein rehna chahti ho to ye mazhab chorna hoga !!! Nahi to hame chor do !!! ...

Ridzi looked at shashank with hurt eyes. She went to her room. After some time she came back with luggage in her hand. She made her way towards main door.

Muskaan: kahan ja rahi hai tu ridzi ???

Ridzi: aap logo ne hi kaha ke ya to aapko chor dun ya mazhab ko !!! Mai aap log ko chor rahi hun !! Aur dosri baat aaj se mera name Ridzi nahi RIDA hai !!

Shashank: han theek hai jao !! Lekin yaad rakhna tumhey ye darwaze hameesha band milegi !!

Ridzi wiped her tears and left. She didn't have any regret for leaving her family because she knew she is right. She really want to live with them. But she couldn't leave Islam for them. Didn't know why but she had a feeling that she is doing right. She was new in Islam. But after knowing the beauty of Islam she just couldn't leave it for anyone , not even for her family.

After sometime she was sitting in a cafe. She had messeged Armaan to meet her here. She was waiting for him when suddenly she remember something.

FLASH BACK

Noor: aap mujhey sach mein meri mumma se milwaengi ??

Ridzi: jii !!! Aap kal ready rehna mai kal Aapki mumma ko lekar aaongi !!!

FLASHBACK ENDS

Ridzi made a call to sania.

Ridzi: Salam !!! Sania !!! Aap ready hojaye mai thodi deer mein aapko lekar hospital jaongi !! ..... Aapki beti se milwane !! .... Mai mili thi us se ... Aap fikar na kare maine usey Bata diya hai ke mai use uski mumma se milwane wali hun. Aap tayyar rahega OK !!! Allah Hafiz !!!

She hanged up the call and looked up. Armaan was standing there giving her questioning look. He sat there and asked.

Armaan: abhi kya bola tumne !!!

Ridzi: Maine is baare mein baat karne ke liye hi bulaya hai !!!

Armaan: bolo !!!

Ridzi: mai Islam qubool kar chuki hun Armaan . abhi abhi apni family ko Bata kar a rahi hun. Unhone mujhey ghar se nikal diya hai. Mujhey pata hai tumhare paas bohat se sawal honge but trust me mere paas kisi ka bhi jawab nahi !!!! Ye bas ho gaya !!! Kaise hua ye to mai bhi na samajh saki !!! Maine tumhey yahan is liye bulaya hai ke tumhey Bata dun ke aajke baad hum kabhi nahi milenge. Ye hamari akhri mulakat hai.

Armaan: what !!!!! Tum mazaaq kar rahi ho right ??

Ridzi: Nahi Armaan !!! Mai mazaaq nahi kar rahi !!! Mujhey kahin Jana hai mai chalt hun.

She stood up and was going when arman held her hand. Tears started falling from her eyes which she was holding back. That was really difficult for her. She loved her family a lot. She loved her armaan a lot. But she had to leave them for the sake of her new love ISLAM.

Ridzi: mera hath choro Armaan!!

He left her hand

Armaan: dekho Ridhima mujhey tumhare mazhab badalne se koi masla nahi hai !!! Tum Jaise rehna chahti ho waise raho lekin mujhey mat choro. Mai tumse bohat mohabbat karta hun. Mai tumhare begair nahi reh sakta.

Ridzi: aur hum sath nahi reh  sakte !!!! Hamare mazhab alag ho chuke hain. Ab kuch nahi ho sakta !!!

Armaan: kya tum Mujhse mohabbat nahi karti ???

Ridzi's heart ached after hearing his crack voice. She knew that he is crying but she couldn't do anything.

Ridzi: mere mazhab mein mohabbat sirf shohar se ki jaati hai gair  mard  se nahi !!!

She left after that. Armaan hid his face in his hands trying to hold back his tears but he couldn't. His love had left him. He was feeling like everything is finish for him.

Ridzi came out and let her tears came out freely. She couldn't hold them now. That's why she ran from there. She composed herself and went to Sania's house. She reached there and told her everything. She ordered her to live with her and Ridzi nodded. They made their way towards hospital. Sania was really excited to meet her daughter.

When they were finding a Cab , Sania felt that Ridzi standing in the middle of the road. She was going to warn her but her eyes fell on the truck who was coming towards Ridzi. She ran towards her , pushed her and got hit by that truck.

Soon they reached hospital. Ridzi was holding her hand. Tears were coming out from her eyes. She left her hand sat on a bench. She was praying for her well being. She had lost her family , her love but now she couldn't lose her best friend.

She was praying while her eyes were closed. She opened her eyes when she felt someone's hand on her cheek. She looked up and found Noor.

Noor: aap meri mumma ko le aayi ???

Ridzi was going to answer her but stopped when she saw doctor was coming out from OT. She stood up and looked at him. He gave apologetic look. Ridzi sat down and started crying. She had lost her Best friend too.

Noor: aap mumma ko nahi layi ???

She looked at Noor. She didn't know what to answer her. She hugged her. Again Ridzi had no one !!!  Again she had lost someone !!! Not someone she had lost everyone. But this time she wasn't alone. She had Allah !!!! She had Noor.

Fortsett å les

You'll Also Like

22.5K 3.8K 50
//AU Story// *Unedited version* She- a broken yet strong soul who works to expose the wrongdoers. He- a broken soul who has managed to gather himself...
9.9K 474 20
"It's funny how stories that are barely a sentence can make more of a difference than stories with countless pages."