Tujh se puchu na kuch
hain tujh par aitbaar
na socha aisa
humdum meri jaan
na mann hota befikr
jo tujh par aye baat
le aye tum tak mujhe
ye saari kaaynaat
hai aitbaar tumpe
humdum meri jaan
hoga yeh aakhri dum tak yaar
tu bhi rakhna ye khayal
shayad de na pau saath
tab na puchna kyunki
hai tum par aitbaar
tu bhi rakhna usse aakhri dum tak
humdum meri jaan...