Dil ka diya jalne do jara
Bujh ne ki baat karo na tum
Laut aao na tum
Ruki hu aj intezaar me tere
Ashk bahaata hriday hai Mera
Sukh jaaye naina mere
Ek baar aakar kaho mujh se
Naaraaz na ho tum
Kho kar jana hai
Ghum kaisa hai yeh
Imtehaan na lo mera yun hi tum
Dil ke diye ko jalne do zara
Zindagi hai saamne
Durr tak jana hai humein
Laut aao bhi tum
Diye ko jalne do anth tak tum...