SIYA KE RAM: MY POETRY CORNER

By jan1916

1.7K 95 37

#1 in poetry #1 in starplus #2 in mythology My ultimate love for the mythological series of Star Plus. Lov... More

23/02/16: ROSHNI
24/02/16: DIL KA DIYA
27/02/16: USI RAAH
12/03/16: YEH VAADA
21/03/16: TERE SANG
14/04/16: AAHATEIN
17/04/16: AITBAAR (SIRA RIVERSIDE SCENE)
A BETTER PLACE
INTEZAAR

22/02/16: BAAT KAL KI

474 14 2
By jan1916

Kal ki baat kuch aise sochte rahe

Kal ko Kuch aise dekhte rahe

Baar baar mudte rahe

Aage bhi kal hai

Peeche bhi Kal hai

Aage dekhne ki wajah na samjhe

Peeche na mudne se dil darey

Doobey the uss sagar mein

Beech majdhaar me phanse rahe

Koi kashti paar lagaaye

Himmat na thi hamari

Ki yaadon ko bhul jaye

Iss kashmakash mein rahe

Ki dard sirf humein kyun hai

Baat kal ki thi

Baat kal ki hai

Koi aaj ka waqt toh samjhaye humein...

Continue Reading

You'll Also Like

1 0 1
कुछ साल पहले की ही बात है सीरिया, अफगानिस्तान, इराक जैसे युद्धग्रस्त देशों से रिकॉर्ड संख्या में लोग यूरोप में शरण लेने पहुंचे। जिसका नतीजा ये हुआ कि...
626 49 4
nahi bataungi khud hi padh lo ❤️ peep into know more 💖💖
3 1 1
यह बस एक काल्पनिक कथा है।
HINDUTVA By Vipin Vishwakarma

Historical Fiction

5 2 2
सनातन धर्म क्या है ? धर्म की रक्षा क्या है ? हिंदू धर्म क्या है ? हिंदुत्व क्या है ? यही बताने का एक छोटा से प्रयास है हिंदुत्व ये कोई कहानी है धर्म...