NEXT DAY
both are ready to meet .
Nandini wake up to navi in happy tone.
Naachan lyo re beraagi mann,
Arrey bhagan laagyo re beraagi mann
instrument break ( nandi meet chachi and abhi and leave to cafe with navi)
manu ready and go to meet nandu.sit in the car.
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein
Chal unke liye kuchh lete chalein
Aur unko duaayein dete chalein
mithai ki dukan par ruk kar
Thodi gunjiya-wunjiya lete chalein
Thodi barfi-warfi lete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein
nandu ke baare me sochte huye and choti nandu ko influence krte huye.
Mahalon ki raani hai
Sunder sayaani hai
Wo khaandani hai jaane dil
Kya kya kharidein hum
Kya naa kharidein hum
Kya de nishani ye hai mushqil (x2)
halwai ki dukan par jakar
Thodi mathri-vathri lete chalein
Thodi chakli-chevda lete chalein
Kuch teekh-veekha lete chalein
Kuch khatta-meetha lete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein
Aa...
car me late kar sochte huye.
Unse milenge toh hum kya kahenge
Ye socha na, samjha na, jaana hai
Shayad kahein aise unka humesha se
Sar aankhon par hi thikana hai (x2)
DRY FRUITS KI DUKAN PAR JAKAR
Thode kaaju-kishmish lete chalein
Sab thoda-thoda lete chalein
Chalo unke liye kuch lete chalein
Aur unko duaayein dete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein
nandu reach in cafe and wait for manu.
Nachan laagyo re bairagi mann
Are bhagan laagyo re bairagi bann
Nachan laagyo re bairagi mann
navi- kaha hai tera manu dikh rha hai kya kahi
nandi- navi abhi 8.00 bhi nahi baje wo aa jayega.
navi-ok
SCENE CHANGE
manu ki car ka tyre puncture ho jata hai
manik to himself-shitt ye bhi abhi hona tha ek kaam karta hu paidal hi chala jata hu kaunsi jyada dur hai.
manik rasta paar kar rha hota hai tabhi ek car speed me aati hai aur uska accident ho jata hai aur uska sir patthar se takra jata hai aur wo woho behosh ho jata hai.
scene change
nandi- manu to time ka bahut hi puctual hai wo late kese ho sakta hai ,lagta hai traffic me fas gya hoga.
navi- tu ek kaam karna call kar le.
nandi call but koi bhi pick nahi karta.
AFTER 1HOURS.
hospital,
manik hosh me aata hai and wohi par dr. khade hote hai
dr.- how r u feeling
manik- me yaha
dr.-aapka accident ho gya tha aur jinse accident hua wohi aapko yaha lekar aaye hai.
manik-nandu... dr. i have to leave.
dr.-no aap abhi bahut kamzor hai aap nahi ja sakte.
manik- agar me nahi gaya na to shayad me kabhi theek hi na ho pau.
dr.-dekhiye aap thodi der baad chalejaiye abhi aapko drip lagi hai
manik drip nikal kar fek deta hai-dammit u don't know ki me kya keh rha hu meri life khatam ho jayegi agar me nahi gya to.
and he leaves to hospital.
scene change
navi- nandi hume lagta hai ki,kisi ne mazak kiya hai tumhare sath chalo ghar chale
nandi falling tears-koi itna ghatiya mazak kaise kar sakta hai,par wo sab bate ....
navi-ho sakta hai ki kisi ne aise hi kaha ho aur tum...
nandi bus floor par girne hi wali hoti hai par navi use sambhal leti hai.
navi-chalo nandi hume clg bhi jana hai,manik tumhe lene aa jayega.
nandi-no navi mera man nahi hai plz tum manik ko mana kar dena.
nandi nod yes and both go to home w8 for taxi
jese hi dono taxi me baithne wali hoti hai tabhi manik aa jata hai and nandi ke hath me fireflies dekh leta hai lekin isse pehle wo kuch kehta unki taxi chali jati hai.
manik to himself-nandini... nandini hi meri nandu hai i ....i can't believe means jo kuch bhi mujhe mehsus ho rha tha it was true.
manik falling tears and all time and word nandu and nandini ke yaad karte huye clg jata hai.
AT FAB-5 PRACTICE ROOM.
cabir- i am so happy for manik yaar aaj finally they meet her
mukti-yes wo kitna tut gya tha jab use pata chala tha ki she is dead.
aliya-yes guys .
dhruv-ur right cabir tabhi to dekho itna magan ho gya uske sath ki abhi takclg nahi aaya.
tabhi gate khulta hai and manik come to room
cabir- manik..ye kya hua ye chot kese lagi tujhe tu to...
manik-i am f9.
dhruv-buddy tu to nandu se
manik puri baat batata hai
cabir-woahhhh ab samajh me aa rha hai sab, ye pata na hone ke baad bhi ki wo teri nandu nhi tu usse kuch bol hi nahi paya. bahut strong connection hai tum dono ka.
manik smiled.
mukti-sorry mujhe nahi pata tha wo teri nandu hai mene usse kitna kuch keh diya
dhruv-par ab ye bata use kese batayega,tu waha nahi pahuncha to she is totally falled.
manik-yes i have a plan
cabir-plan to tab execute hoga na jab nandini clg aayegi
manik-matlab
cabir- wo aaj clg nahi aayi
manik-navya tu baat kar usse plzzzz
cabir nod yes and go to meet navya,talk to navya and she agreed to help all.
navya call nandini but she is not pick up and she call chachi and chachi ko sab bata deti hai chachi navya ka phone nandi ko deti hai.
call conversation
navi- nandi tujhe aaj clg kisi bhi halat me aana hoga
nandi- navi me nahi aa paungi plz
navi- nandi agar tu nahi aayi to scholarship bhi cancel ho sakti hai
nandi - what
navi- ha,to tu jaldi se aaja aur hum tera auditorium me w8 kar rhe hai bye
nandi reached to clg.and call navi
nandi- navi tum kaha ho
navi- hum auditorium me hai tum jaldi se aa jao presentation start hone wali hai.
navi to text everyone-she reached in clg.
nandi jese hi auditorium me jati hai bahar se all fab-5 close the door
nandi-are gate kisne band kar diya kholo ,ye navi ne to kaha tha ki yaha presentation hogi par yaha to kuch bhi nahi hai aur itna andhera kyu hai yaha par.
tabhi manik wo star wali music show piece jo nandu ne diya tha start kar deta hai.aur star ki flash pure auditorium me fail jati hai
nandi sees this and listen ring get shocked
nandi-ye to....
tabhi manik play guitar and tu hi to meri dost hai tune play
nandi falling tears.
nandi- manu......it was u agar ye kisi ka prank hai so plz stop ab me sehan nahi kar paungi plz.
tabhi manik saamne aa jata hai manik ko dekh kar nandi shock ho jati hai
nandi- manik tumhe ye gaana.
manik-abhi bhi nahi samjhi,manik nahi ur only ur manu.
manan bg tune start and both falling tears and eye lock.
tabhi manik side table par apna guitar rakh deta hai and open her hand .and nandu bhagte huye use hug kar leti hai.
PRECAP-THE PARTY TIME OF FAB-5 AND NANDINI AND NAVYA