maan liya hum yaar nahi
par yun na kahenge ki pyar tha nahi
mera pyar to aaj bhi gunjta hai un lamho me
par sunne ko tum ho hi nahi
asaan nahi tha janti hu
pyar ek tarfa karna ye manti hu
phir bhi khudgarzi me sochti hu
us pal ko kosti hu
wo pal jisme sath tune chhora tha
pyar to maine bhi kiya tumse
bas, jaisa tumne kiya waisa nahi
- tanishkabahlmusic on instagram