Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter...

By Autumn_writer2000

58.7K 7.2K 2.3K

Humse dosti karni hai toh ek baat yaar rakhna Madam sir.... Dosti ki hai woh wajha kuch bhi Karishma Singh ko... More

Blur and Character Sketch
Chap 1
Chap 2
Chap 3
Chap 4
Chap 5
Chap 6.
Chap 7
Chap 8
Chap 9
Chap 10
Chap 11
Chap 12
Chap 13
Chap 14
Chap.15
Chap 16
Chap 17
Chap 18
Chap 19
🌹Maha Episode- A🌹
🌹 Maha Episode-B 🌹
Chap 21
Chap 22
Chap 23
Chap 24
Chap 25
🌹Promo🌹
Chap 26
Chap 27
Chap 28
Haseen Dilruba🌹 BONUS 🌹Majnu Singh
Promo
Chap 30
PROMO
chap 31
Chap 32
PROMO
Chap 33
Bonus
Chap 35- A
Chap 35- B
Chap 36
Chap 37.
Friday's Night Sneak Peek
PROMO.
Chap 38
Chap 39
Chap 40
Chap 41
Chap 42
Aaj Raat
Chap 43
Chap 44
PROMO
Chap 45
Weekend Special
Note
Sneak Peek
Maha Episode- A
Maha Episode-B
Chap 46
Chap 47
Chap 48
🍁 Second Last 🍁
End Of Chapter One
An Announcement and Small Help
#Phirse Milege Hum
Thank You 🙏

PROMO

827 116 49
By Autumn_writer2000


Enjoy the promo of upcoming delight ☺️

As a compensation for making you all wait for whole one week for an update and also for giving this much love and support to my book.

This means a lot to me☺️

🍁__________🍁

What did you say? What did you say, Haseena Malik?

Humne tumko ek raat ke liya chaha tha?

Ek raat ke liya tumko apna banane ka jataan kiya tha?

Ek raat ki zid thi tum humari?

Ek raat ka sakoon thi tum humara?

Bus ek raat ka nasha karna tha humko tumhara?

Bol? Ek raat ki dewangi thi tum humari?

Ek raat ki khushi ka samaan thi tum humhara?

" Karishma Sin-----"

" Shh! Haseena Malik. Tameez se baat karo humse? Hum tumhara gulaam nahi hai.

Karishma Singh hai hum aur Karishma Singh ko chuna, aur uske kareeb ana tumhare liya itna he muskhil kar de gaya ab hum jitna us din aasam ka jameen se milna.

Aur yaad rakhna humari baat SHO Haseena Malik.

Agar aaj ke baad tum humari jitna kareeb aane ki khoshish karo gayi.

Hum apni maut ko apne uthye he kareeb karte chale jaye gaya aur tumko joh hum khud par joh haq diye thy.

Sab cheente hai hum tumse.

Ek raat ki baat thi na toh aaj is raat ke dhalte he. Bhool jayie gay tumko hum.

Bhool jayie gaya ke Karishma Singh ney bhi kisi ko chaha tha.

Humne bhi kabhi ke rootne par usko manane ke liya khud ko khaak main milaya tha.

Aaj tak tumne humare sath joh bhi kiya. Humko us par garv tha.

Kabhi nahi chahte thy ke humare aagye tumhara sar, tumhari nazare jhuke jaye.

Aur wohi hua, tumko palkon par baithate baithate. Hum khud apni nazaro main ghir gaya humko pata he nahi chala

Aur ab jab humko pata chal gaya hai ke tumhari nazaro main hum sirf ek raat ka sadoo karne wali cheez hai toh aisa he sahi.

Aisa he sahi, Haseena Malik.

" Karishma Singh I am sorry humne joh bhi kaha guse main bol diya jaan. I didn't mean it"

" No, Haseena Malik no. You mean it what you said. Yaad hai hum bole thy tumko ke insaan teen he surtoon main sach bolta hai.

Ek sab woh guse main ho, ek jab woh mazak kar raha ho aue ek tab jab woh

he surtoon main sach bolta hai.

Ek woh sab guse main ho, ek jab woh nashe main ho aur ek jab woh neend main ho. Lakin tum ka boli thi? Ke main toh nashe main bhi sach bolti hai.

Aur wohi tumne kiya? Us raat nashe main hum thy magar apna sach tumne bola. Ke ap he madam sir, SHO Haseena Malik ho"

" Kya apko hosh tha us din. Jab hum----"

" Toh aur tumko kya laga? Kya laga jajjabtoon ki Malika? Jis Karishma Singh ke tumne hosh uda diya? Woh tumhara hona, nashe main bhool jaye gayi.

Ama topa tumne humko nahi, us raat ki subha hum banaye thy tumko ke humko kuch yaad nahi.

Aur woh shaddi, tumhari Bakshi sir ki saazish nahi. Humara khel tha. Tumko apne kareeb rakh kar khud ko barbaad karna ka. Samjhti tum? Sirf tumhare liya topa ban rahy hum aur tumne Haseena Malik, humara kya haal kar diya?

Humara pyaar ko ek raat ka nasha keha diya. Waha madam sir waha.

Humko samjh nahi aata ke hum apke is choot par aah kar ke waha

" Karishma Singh ek bar humari baat toh sun liye jiye. Hum mante hai humse galti nahi gunah ho gaya hai aur hum us gunah ki har tarah se saza bhugatne ko tayar hai jaan. Please ek bar"

" Saza toh ab apko mile gayi Haseena Malik. Mile gayi apko saza humare dil ko dhadkane ki saza, humko khud ke liya jajjbaati banane ki saza, humko khud ke liya pagal bane ki saza aur humare ibabbat jaise pyaar ko bedua banane ki saza, Haseena Malik.

Kyun ke hum koi farishte nahi hai. Joh khud par kiye hue zulm ka hisab na rakhe.

Humne toh phele apko apke farz ke hathon majboor hota dekh uff tak nahi ki thi na.

Lakin ab nahi, Haseena Malik ab nahi. Joh dard apne humare seene main bhaar diya haina. Agar uski siskiya apke kaano main na goonji. Toh humara naam Karishma Singh, nahi.

Aur iko baat aur Haseena Malik.

Hum apse khene tha na us din jis din hum pyaar ki phela harf dosti likhne jaa rahy thy.

Tab hum kahe thy na apse ke agar humse dosti karni hai toh ek baat yaad rakhna, Madam sir.

Ke is dosti main koi chal nahi karna. Dosti ki hai toh phir woh wajha chahye kuch bhi ho, Karishma Singh ko kabhi dusari bara dhoka nahi dena.

Warna ek baar toh dosti main dhoka bardast kar le gay.

Lakin agar humko is dosti main apko humse, yaha humko apse pyaar hoga toh phir is pyaar main agar koi bhi wajha ya kaaran ki majhoori main hume apse dhoka mila.

Toh hum apse mile hue dhoke ko ek baar phirse bardast kare le ga.

Magar---

"Magar kya Karishma Singh?"

Ab aise roote jayie gay tujhse ke----

Phir Na Mile Gay Hum

Phir Na Mile Gay Hum

Ek raat ka nasha tha na humko apka.  Toh samjho jaise sar par chada tha aaj is jameen main dafan hoga.

Jai Hind, SHO Haseena Malik, Janpath. Lucknow

Phir Na Mile Gay Hum

🍁_________🍁

Continue Reading

You'll Also Like

9.1K 618 6
story padh kar jaane par haan it will be closer to actual show not to any drama show, full on comedy, action, romance and emotion packed. Maine drama...
49.3K 3.2K 29
Hm is the SHO of mpt and is married to anubhav singh, DSP of lucknow.. all mpt members and family misunderstand her and she is accused of a crime.. a...
7.1K 527 15
After 5 years of relationship he betrayed me.....!!!! Whyyyy A girl said with chocked voice n tearfull eyes.... Congratulations ur pregnant ur going...
6K 517 19
Mere saare vaade vaade reh Gaye aadhe Hai kasoor kya, Hai kasoor kya, Jeet ke bhi haare haare ... Khwaab yeh bichare yeh fitoor kya yeh fitoor kya ...