Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter...

By Autumn_writer2000

59K 7.2K 2.3K

Humse dosti karni hai toh ek baat yaar rakhna Madam sir.... Dosti ki hai woh wajha kuch bhi Karishma Singh ko... More

Blur and Character Sketch
Chap 1
Chap 2
Chap 3
Chap 4
Chap 5
Chap 6.
Chap 7
Chap 8
Chap 9
Chap 10
Chap 11
Chap 12
Chap 13
Chap 14
Chap.15
Chap 16
Chap 17
Chap 18
Chap 19
🌹Maha Episode- A🌹
🌹 Maha Episode-B 🌹
Chap 21
Chap 22
Chap 23
Chap 24
Chap 25
🌹Promo🌹
Chap 26
Chap 27
Chap 28
Haseen Dilruba🌹 BONUS 🌹Majnu Singh
Promo
Chap 30
PROMO
chap 31
Chap 32
PROMO
Chap 33
Bonus
Chap 35- A
Chap 35- B
Chap 36
Chap 37.
Friday's Night Sneak Peek
PROMO.
Chap 38
Chap 39
Chap 40
Chap 41
Chap 42
Aaj Raat
Chap 43
Chap 44
PROMO
Chap 45
Weekend Special
Note
Maha Episode- A
Maha Episode-B
PROMO
Chap 46
Chap 47
Chap 48
🍁 Second Last 🍁
End Of Chapter One
An Announcement and Small Help
#Phirse Milege Hum
Thank You 🙏

Sneak Peek

604 107 26
By Autumn_writer2000


Until I'm working on Maha Episode.

You enjoy the sneak peek on demand and one more thing, you don't know the whole recipe so don't decide it's taste until you don't know what is cooking.

Just enjoy the essence that too on demand and yup make a guess but don't make a mess 😛

🍁🍁🍁🍁🍁🍁

" Yeh sab kya hai? Karishma Singh?"

" Kya ka hai? Aaj hum tumko khud par sare haq dena chahte hai. Tumne he toh kaha tha humari shaddi ki pheli raat. Ke tumhara ab haq hai hum par lakin tab humne tumko na accept kiya tha aur na he humare rishte ko.

Lakin aaj hum tumko, khud par har haq dena chahte hai joh ke tumhara, hum par hai aur humesha se rahy ga aur aaj woh haq hum tumko sari rasamo ke sakte dena chahte hai"

Karishma told sliding ring in Haseena's ring finger and gently caressing it added,

" Aaj humne kisi ka bhi intezar nahi hai. Humko bus tumhara intezar rahy ga. Agar ao toh yeh phena kar aana ( she handover a packet to Haseena and continue) warna bahir gari aur driver hai usko bolna tumko wahin chodd aye, jaa se tum, humari zindagi main ayi thi."

Maharani ji, sara galati na apka haina. Na ap humko yeh letter bajhti. Na humko pata chalta ke Urmila Mahdev Mahtre, he humari madam sir, SHO SHO Haseena Malik hai aur na----

Karishma gazed at her mother with a evil smile as she set the letter on fire and holding burning letter in her hand, she added dangerously,

" Dekhiye, Maharani ji, ab kya haina. Ke hum toh phele se he is taakh main baith thy ke kab humare hath main, madam sir ka sach aye ga. Hum itne mahine se bohat koshish kiye, lakin har bar hum haar jaate thy aur phir Urmila ji, tch, I mean to say,

SHO Haseena Malik, humko humesha humko topa ban deti thi ke nahi hum Urmila hai.

Lakin hum bole thy us se ke jis din humko pata chal gaya ke ap he madam sir, SHO Haseena Malik, ho toh us din, na, na, din nahi us raat Qayammat aya gayi.

"Aur lo woh raat aakhir kaar aahe aagayi, Qayammat ki Raat. Maharani ji !"

And all thanks to you. Aur please rone ka nahi. Rona nahi. Ek Maharani ji, ki ankh main ansu ache nahi lagte"

" Bhagwan humne yeh kya kar diya. Arshu, baby listen to me mumma. Dekho hum jaante hai ke unko apse jhoot nahi bola chahiye tha.

Lakin ap he toh kehte hona ke woh Haseena Malik hai aur Haseena Malik ke liya unke siddhaat he unko Haseena Malik bante hai.

Aur phir unhoney ney joh bhi kiya. Apne farz ke hathon
majhoor hoke kiya. Warna aisa ho sakta hai ke, ke apki madam sir, apni SI ko itna bade dhoke main rahti haan, baby.

Aur agar ap unki jaagh hote toh kya ap bhi aisa nahi karte?
Are you getting your mumma?

" Acha? Toh hum kab inkaar kiye in sab se huh? Obviously, she's SHO Haseena Malik, humesha protocols ke sath chale wali aur joh bhi ki, farz ke hathon majboor ho kar kiya.

Aur humko toh is baat par un par garv hai.  Par woh kaha haina Maharani ji, hum aavashe waise he karte jaise SHO Haseena Malik ney kiya.

Par woh ka haina ke hum SI Karishma Singh hai aur hum badnaame zamana bhi is liye hue hai ke hum apne is wardi ke he banaye hue kanoon ke gulaam nahi hai like madam sir.

Aur phir Haseena Malik hoke, majboori par jihazuri.

Nah, Maharani ji yeh acha nahi hua. Aur phir hum apse he toh sikhaye hai, Maharani ji.

Jab farz aur mohabbat main se kisi ek ko harna ho. Toh humesha jeet farz ki honi chahiye. Toh phir-----

Ram Ram Satay !

🍁🍁🍁🍁🍁

"Tere dimagh main kuch chal raha hai na?"

Innocently nodding her head on Haseena's question. Karishma rested her head on Haseena's shoulder and sunggling in the warmth of Haseena. Karishma replied with heavy voice,

" Nahi, bus ab hum bohat tak chukye hai. Humko bus ab in bahon main aaj ki raat sakoon se sona. Tum samjh rahi ho na humari baat ko, wifey?"

Karishma innocently lifted her gaze to meet Haseena's eyes, a silent plea for solace evident in her expression as she sought comfort in Haseena's embrace.

" Wifey? Kal tak toh tumne mereko aur rishte ko qabool nahi nahi tha, lakin aaj yun aachank tujhe kya hoga hai? Koi baat haina? Koi wajha, yaha pershani haina tujhe? Joh tu mujhse chupa rahy hai?"

Haseena asked caressing Karishma's face as her heart is not ready to believe her ears and nor her brain is allowing her to come in Karishma's words but seeing her innocent eyes and pain inside them, Haseena's heart wanted to fulfill every wish and desires of her love, tonight.

Karishma again reside her head on Haseena's bosom and listening to her heartbeat, replied softly,

" Sab kuch aachank he toh hua aur hota raha hai, wifey. Tumhara humare jeevan main aana, humara milna, humara gusa, tumhari ankho ka woh sakoon, tumhara humne pukarna, aur woh humara na chahte hue bhi thaam sa jaana.

Kitna anjaana sa rishta tha na woh. Lakin phir kab aur kaha woh anjaan se jaan aur jaan se Jaanejahan ban gay, humko pata he nahi chala.

Sab ko topa kehte kehte hum khud kitni bade topa ban gaya. Humko he pata nahi chala. Is liya hum tumko khud par aaj sare haq dena chahte hai"

" Kaha se seekhiye hai yeh baatein apne?"

" Jab se tumko padna seekh gaya hai hum. Tab se aise hogay hum. Is liya bus ab hum kho jaana chahte hai kahin tum main bus, aaj raat"

Karishma told caressing Haseena's face. Haseena held Karishma's hand and said,

" Aur agar hum inkaar kare de, toh?"

" Toh?!"

Phir ikraar hoga

Tere har jrum ka

Mera har dard ka

Teri har bechaani le kar

Meri har bekarari tak

Kuch yun saaz-e-insaaf hoga

Ke tujhte aaj

Qayammat ki shab

Khudko tujh mai

Yun barbaad kar le gay hum

Ke

Phir Na Mile Gay Hum......

🍁🍁🍁🍁

Chalo goli SHO Haseena Malik. Tum he kasame khaye thy na.

Ke pheli aur aakhir goli tumhara hoga humare seene main.

Toh maaro seedhe yaha humare dil par apne jajbaaton ko goli aur le lo. Humari Jaan, Jaanejahan

Nahi, madam sir........

___________

Enjoy the promo and will update soon

Continue Reading

You'll Also Like

3.4K 509 14
Like everyone, Karishma and Haseena also dreamed of their share of a fairy tale, standing the test of times the love story powered through the ugly o...
7.2K 527 15
After 5 years of relationship he betrayed me.....!!!! Whyyyy A girl said with chocked voice n tearfull eyes.... Congratulations ur pregnant ur going...
111K 9.4K 129
Rahat milti hai tere bahon mein ane se lekin jab bahon ko hi beriyo se bandh diya jaye toh kaha milegi rahat......... . . . . . . Meri jeene ki khawa...
19.1K 1K 25
Possessiveness, jealousy, hatred, pain...these were the things she learned growing up in the infamous Khan Haveli where ego of its residents was even...