Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

The unbreakable bonds

144 11 9
By Juyairah__Rahman

5 saal baad

29 December 2027

At Bhalla Singh house

Everyone is running here and there like today is diwali. Actually today is something very special. Meanwhile two mothers runing behind their children to make them drink milk but they are being very naughty also scolding junior Bhalla Singh siblings to spoil them yeah is was Ira and Hasan who is disturbing their mothers Hasihita

Bhavna: Anuj behena jaldi kijiye aj bohot sare karya hai

Ira Hasan: Par hume nhi peena dudh

Ruhi: Agar tum dono ne dudh pi liya toh hum dono tum dono ko chocolate denge

Ira Hasan agreed to drink

Hasihita with irritated face: Thanku.....Tum dono ne itna pareshan nhi kiya acche bacche the tum dono

Anjali come with Haseena's phone

Anjali: Choti maa chote papa ka call hai

Haseena smile: Jii boliye

Anubhav: Kaha hai aap sab jaldi ayiye police vibhag mei. Bhratashree Behena jijashree hum sab aaplogo ka intezaar karrehe hai

Haseena: 30 minutes mei nikal rehe hai.....and sorry

Ishita: Anjali tum aur Adi jaldi se sabko taiyaar karo

Anjali: Jii maa

Anjali is wife of Adi. They are married from 3 years. Adi Anjali love each other from their college time and Anjali is daughter of Rajesh and Vandana wagle friend of Ishra and Anuseena

After 1 hour Bhalla Singh lyer Mallik family went to police department

IG sir come on stage: Aj hum humare police department se ek honest police officer ko ab ek bohot badi zimmedari dene jarehe hai....DCP Anubhav Singh come on stage and accept the commissioner position of Delhi

Anubhav come to stage with bright smile. IG sir make Anubhav wear police cap

Anubhav: Aj hum joh bhi hai humare parivaar k karan hai....bacchpan mei ek din humare Jyesth bhratashree Raman humare bina bole samajh gaye the ki hume ek police officer banna hai bilkul humare baba retired IB officer k tarah issilye bacchpan se woh humare liye guns k rackets lakar dete the taki hum sharp shooter ban paye aur desh ki aur acche se Raksha kar paye.....iss mukam mei ane mei humari ardhangini Doctor Haseena Anubhav Singh aur humare do santan Bhavna Singh aur Hasan Singh ka bhi bohot bada yogdan hai yeh teeno humesha hume himmat dete hai aur jab bhi koi mission ata tha tab humara sampurn parivaar hume gift mei desh k liye Vijay mangte the yeh nhi bolte the ki jeevit rehna balki yeh bolte the ki triranga lehra kar ana ya toh uss par lipat kar ana par ana zarur aur tum shaheed bhi hogaye toh hume koi dard nhi hoga parantu hum tumhe khushi khushi bhumi maa ko saup denge. Aj hume commissioner ki position mili toh uska wajah hai humara parivaar aur humara desh jinhone har pal har samaye hume prena dete rehte hai. Hum vachan dete hai ki aise hi hum apne Pyaare desh ki Raksha karenge. Dhanyawad humare police vibhag ko jinhe hum yogya lage iss position k liye. Dhanyawad humare sampurn parivaar walo ko jinhone hume humesha prena dete hai. Jai Hind. Bharat Mata ki jai

Families smile on Anubhav

Bhavna and Hasan run toward Anubhav: Baba congratulations

Haseena smile on him Anubhav take his children toward her

Anubhav: Dhanyawad Priye hum apne mehnat se commissioner bane

Haseena: Hume aur parivaar walo ko maloom hai....ateet ko yaad karne ki khoish bhi maat karna ab....ab chale hotel jahan ab aapke Bhai ko award milne wala hai

After 2 hour families reach hotel

Host: Pichle 5 saal k tarah iss baar bhi CEO of the year award jata hai Mr. Raman Kumar Bhalla ko. Par hum unse janna chahate hai ki unhone 2017 se lekar 2022 tak koi CEO ka award kyun nhi liya

Anubhav smile: Jyesth jaldi jayiye aur CEO ka award lijiye

Raman smile and went to stage and take the award

Raman: Thank you so much mujhe iss award ka haqdaar manne k liye. Darasal beech mei issilye award lena choda tha kyunki mere Zindagi mei ek Bhai hai joh beech mei kahi kho gaya tha usse dhundhne k liye maine yeh awards lena band kar diya tha. Par ab mera parivaar pura hogaya hai ek saath hai. My family my children my wife Doctor Ishita Raman Bhalla are my inspiration thank you once again

Karishma: Ab shaam k liye taiyaar hojao kyunki Ram Lakshman ka birthday hai celebrate karna toh banta hai

At evening family get together for celebrating RamBhav birthday party

Rambhav cut the cake together everyone was happy

Rambhav feed the cake to their wife, children and family

Kids shout: Dance plz

Ishra, Anuseena, Viyomshma, Romihika, Rajesh Vandana and Adi Anjali come to stage for dance

Elders and kids: Beautiful

They enjoy the night and return to home. They notice a family throw a lady from their house

Hasihita: Aap toh Gupta uncle ki bahu hai....aapko unn logo ne kyun nikala aapko

Lady: Kyunki mai banjh hoon unhe unka warish nhi de payungi issilye nikal diya

Ira Hasan become confuse and ask their elder brother sister

Ira Hasan: Yeh banjh kya hota hai bhaiya didi

Ishra Anuseena Adi Ruhi Bhavna close their eyes in pain

Anubhav: Kitne varsh guzar gaye parantu phir bhi logo ki soch aisi hai ab bhi kab hoga yeh sab thik

Ira Hasan: Maa bolo na

Hasihita both look each other before they speak Bhavna and Ruhi answer

Bhavna: Anuj behena banjh bohot ganda sabh hota hai....aap dono kabhi iss sab ka istemal maat karna isse tridevi ka apman hota hai

Ruhi: Haan aur sabhi aurton ka samman karna

Hasihita hug their first child Ruhi Bhavna whom they make them Ishimaa and Hasimaa

Maa Badimaa: Ghar chalo bacchon

Raman: Ek minute Chotimaa maa....Anu tujhe promotion mila hai aur ab tera farz hai ki desh ki Raksha karna par saath mei desh mei ab bhi taboo laga hua hai jaise vidwa aurton k liye divorced aurton k liye joh maa nhi banshakti thi unke liye ab tujhe ladhna hoga.....Jao aur Mr Gupta ko samjhao yeh mera adesh hai Anuj

Anubhav understood but he want Hasihita fight against it

Anubhav: Parantu jyesth hum chahate hai iske khilaf Bhabhishree aur Haseenaji ladhe kyunki ek samaye mei unn dono ne bhi iss hadse se guzar chuki hai

Hasihita smile and went to Mr Gupta's house

__________________

All the children are enjoying at terrace

Adi: I am sorry Anju par sabka bohot maan hai

Anjali: Toh mai konsa mana karrehi hoon ki apne Bhai behen k saath samaye maat bitao....aap jayiye time spend kijiye.....good night

_______________

At Anuseena's room

Haseena is look at moon Anubhav come and hug her from behind

Anubhav: Pata hai Priye aj jab hume promotion milraha tha na toh Jyesth k mukh par alag hi raunak thi sayad issilye ki humne iss baar kisi ko dikhane k liye barabari nhi karrehe the balki apne mehnat se yeh position ko paya aur iska sara credit aapko jata hai

Haseena: Aapne kabhi barabari nhi ki Anu bass halat ne aisa karaya tha aur Bhaiya bohot khush issilye the kyunki aapne apna speech apne Dil se diya hai warna Kuch officers speech note se dekhkar bolte hai par aapne apne maan se apne Dil se bola joh aapke parivaar wale bolte hai woh bola aapne

Anubhav: Aap na Chand se adhik Sundar dikhrehi hai abhi......Chaliye thoda prem leela karte hai

Haseena: Jii nhi sayad aap bhul rehe hai ki humara bada beta Adi ab shaadi suda hai

Anubhav: Toh Kya hua we are cool and friendly in laws

Haseena blush: Aap bhi na

______________

Ishita: Aj Anubhav kitna Khush tha aapko award pate huye dekhkar

Raman: Haan janta hoon Chandchala balki ab hum dono Dil se kaam karte hai kisi ko dikhane k liye nhi

Ishita: Aapko safai dene ki zarurat nhi hai Raman

_____________

Elders are enjoying at clubhouse

Maa: Aj mai bohot khush hoon.....itne saalon baad mai apne parivaar ko ek saath dekhrehi hoon

Badimaa: Mai bhi....ab bass age bhi aisa chalta rahe

________________

At terrace

Bhavna: Bhaiya Didi hume bhi baba k tarah police officer banna hai

Adi: Thik hai phir new year par mai apni sudh hindi Punjabi behena ko guns ki rackets lakar dunga jaise papa ne bacchpan mei Chachu ko diya tha

Pihu: Pehele tu pran le ki abse sadaran hindi mei baat karegi training k samaye toh mai nhi hogi na tere sudh hindi Punjabi sabh ko translate Karne k liye

Bhavna: Toh Kya hua hume ab sudh Punjabi bhi ata hai Chachu k tarah huhh

Adi Ruhi giggle while making Ira Hasan Mahir Mahira sleeping

Ishaan: Ladhna band karo na.....ludo khelte hai chalo

Raghav Vedika: Yeh sudh hindi aur sudh punjabi ka Jung kabhi khatam nhi hoga

Adi Ruhi: Chill karo

_____________

At Anuseena's room

Anuseena was laying on bed while hugging each other

Anubhav: Aj hum apno k pass hai uska credit aapko jata hai Haseenaji agar aap zabardasti na karke hume apne Bhai se nhi milate toh kadashit Satya mei hum sabkuch kho dete.....aj joh Khushi hum sabke mukh par dekhrehe hai woh nhi hota

Haseena: Akhir Jhansi ki Rani devi hoon sab thik karna hi tha hume warna hume bhi apne dusre sasural wale k baremei pata bhi nhi hota

________________

At Viyomshma's room

Viyom hug Karishma

Viyom: So DSP Karishma Singh kaisa lagraha hai aapko aj

Karishma: Bohot khush hoon apne pure parivaar ko saath dekh kar....akhir hum Saath Saath hai

_______________

At Ishra's room

Raman: Akhir mere Bhai ka sapna pura hogaya ek acche aur sacche officer ban gaya ab

Ishita: Saath mei aapko aapka Bhai bhi mil gaya

__________________

At Anuseena's room

Anubhav: Haseenaji Satya Satya kehna aapko behena ne bataya tha na indirectly humare Jyesth k baremei

Haseena: Haan par mana Kiya tha aapko batane k liye

Anubhav: Behena bhi na....aur phir aapne hume tamasha mara aur jhoote phekne ki dhamki bhi di thi

Haseena: Jaise Jyesth waise hi Anuj.....bhaiya bhi kaam kand nhi kiye bhabhi ne bhi mara unhe samjhe jodru ka gulam

Anubhav laugh: Aap bhi na.....waise humari putri ab 12 varsh ki hai.....kisi bhi wakt uska mahavari shuru hoshakti hai par hume koi chinta nhi kyunki unki Ishimaa aur Hasimaa hai unhe samajhane k liye

Haseena: Aap chinta maat kijiye Anubhav

Anubhav: I love you

Haseena: I love you too

Anubhav give forehead kiss to his beloved wife

Precap: Ramayan Ram ke drishti se

Continue Reading

You'll Also Like

11.7K 558 17
💕A Royal romance 💕 AYUSHMAAN PRATAP SINGH RA THORE -27 years old King Of Rajasthan , CEO of multi-million dollar company Rathore's CO, mafia king...
86.2K 3.5K 41
This book is based on the starplus serial "Anupama" and revolves majorly around Anupama and Anuj kapadia. ***************** Excerpt 1 The arrogance d...
29.9K 3.5K 24
"Tujh sang bair lagaya Aisa Raha na main phir apne jaisa.. Yeh Laal Ishq,yeh malaal Ishq Yeh aib Ishq,yeh bair Ishq".... Koi kaheta hain Laal junoon...
49.2K 2.7K 48
'Dekh, ye pyaar attachment sab bakwas hota hai.' 'Toh main kaha zindagi bhar ke liye puch raha hu, bas ek raat ke liye aaja.' _ Pari Malhotra has gi...