Yeh hai mohabbatein✅

By Juyairah__Rahman

13.8K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Happiness everywhere

185 19 40
By Juyairah__Rahman

At night

At Anuseena's room

Anubhav: Haseenaji abse aap keval aaram karegi aur haan hospital se aap maternity leave le lijiye....doctor ne aapko zadya bed rest pe rehne ko kaha haina

Haseena: Haan par doctor ka profession humare liye bohot khaas hai.....humne bohot sare auraton ko umeed di hai.....aise kaise leave le hum

Anubhav: Apne ane wale santan k liye karna hoga....hum chahate hai Bhavna k baad humara yeh ane wala santan bhi aapko samprun roop se purn kare

Anuseena both keep their hand on Haseena's stomach

Anuseena: Hum dono aapka intezaar karenge....jaldi ana humare Jeevan mei

Bhavna come and hug Haseena

Bhavna: Hasimaa Bhagwan ji ne humari baat akhir kar sun liya unhone aapke pass ek aur shishu bheja....accha humare Anuj ya behena humari baat sun shakti hai kya abhi....Hume ek baat kehni hai

Haseena smile and keep Bhavna's hand on her stomach

Haseena: Aap bolo....he or she is listening you

Bhavna: Anuj ya behena Dhanyawad humare Hasimaa k pass ane k liye

Anubhav: Koi hume bhul raha hai

Haseena and Bhavna laugh

Bhavna: Nhi baba aapko hum dono kada bhi nhi bhule

Haseena hug Bhavna: Bhav Hasimaa aapse ek wada karte hai ki new baby k ane baad woh aapko kabhi kaam Pyaar nhi karenge....aap humari peheli baby ho aur bohot special ho kyunki aapne hume Hasimaa banaya hai

Anubhav: Hum bhi aapse vachan dete hai putri ki hum aapko kabhi kaam prem nhi karenge naye shishu k ane se

Bhavna: Hume gyaat hai Hasimaa aur baba parantu hum swayam aap dono se zadya apne Anuj aur behena ko prem denge issilye aap dono bura maat manna

Anuseena giggle: Natkat hogayi hai humari beti

Bhavna: Nhi ab hum bade hogaye hai....ab hum bhi Badi behen hai Ru di k tarah

Anuseena kiss their daughter's cheeks

Bhavna: Accha ab hum chalte hai sone

Haseena: Aap yehi sojao baccha

Bhavna: Nhi agar Anuj ya behena ko lag gaya toh.....baba aap bhi dur rehkar sona....Hasimaa ko lagna nhi chahiye

Anubhav: Thik hai jhansi ki rani devi ki beti hum khayal rakhenge unka

Bhavna: Subh ratri Hasimaa baba

Bhavna left

Anubhav: Hum bohot khush hai aapke liye Haseenaji

Haseena: Dekhiye na kal humari Shaadi ek samjhota wala rishta bana tha teesre k khatir ab prem kahani mei badal gayi ab teesre k khatir nhi balki ek dusre se jeete hum hai....aapne sahi kaha tha agar Bhavna humari prem kahani ki neev hai toh humara ane wala santan humari prem ki nishani hogi

Anubhav hug Haseena and make her sleep by holding her hand

Kabhi kam na hongi inki Dil ki chahatein
Pal pal badhe yeh hai mohabbatein

At morning

Everyone is pampering Hasihita especially Haseena because it is new for her. A new feeling is getting from her body. She keep her hand on her stomach

Haseena pov: Hum maa banshakte hai

Anubhav: Haseenaji apna aur Bhabhishree ka khayal rakhna....koi kaam maat kijiyega bass vishram hum yehaan se pal pal Khabar lenge

Haseena nodded and hug him

Haseena: Aap jaldi ana

Rambhav and Romi left for work

Badimaa: Haseena khadi maat reh....baith jaa...Tere liye laddoo bana rehi hoon

Maa: Aur mai kesar wala dudh larehi hoon chup chap peena

Amma and Ammi come

Ammi: Tu thik haina Haseena aur Ishita tum

Hasihita: Hum thik hai

Amma: Aiyo hum tumhare liye coconut water laye hai....kehte hai isse baby Sundar dikhta hai....Ishu k time bhi diya tha dekha dono bacche Raman aur Ishu k tarah Sundar dikhte hai....Chalo pi lo....hum roz tum dono k liye lekar ayenge

Hasihita smile

Haseena pov: Maa banne wali baat sunkar sablog kitna Khush hai....sablog kitna khayal rakh rehe hai

Kids come after getting ready for school

Kids: Apna khayal rakhna....aur baby ka bhi

Hasihita hug Ruhi and Bhavna

Haseena: Agar aap humare Zindagi mei nhi ati toh yeh Khushi hume milti hi nhi

Bhavna: Arthat hum aapke liye aur Ru di Ishimaa k liye lucky charm hai

Hasihita nodded with smile and send them to school

Karishma come with Pushpa and kids

Pushpa: Haseena yeh lo bunai  isse apne hone wale bacche k liye sundar sundar kapde banana

Haseena: Par hume banana nhi ata matlab kabhi banaya nhi

Ishita: Mai shikha dungi infact Bhavna ka janam baremei suna tha na toh banaya tha uske liye Raman lekar bhi gaye the par dusra tuta hua Raman dekh kar wapas agaye the aur kapde bhi issilye woh kapde ab mai phirse banaungi apni Bhavna k liye akhir Ishimaa hoon haq hai mera uss par

Haseena: Hum pehele Bhavna k liye banana chahate hai

Ishita: Okay I will teach you

Karishma is very happy after seeing her broken family become complete and living happily

Karishma: Mai Mihika se milkar ati hoon

Haseena start work with bunai with Ishita with happy face

At evening everyone come from work

Anubhav was looking in tension

Raman: Kya hua Anu

Anubhav: Doctor ne kaha tha ki Haseenaji ki pregnancy bohot zadya complicated hai

Raman: Ishita ka bhi tha....uss wakt ek taraf tu jiske pass jana tha aur dusre taraf mujhe Ishita ka khayal rakhna tha....Mai tujhe apna experience bata hoon ki kaise maine Ishita ka khayal rakha

Both Ishra explain about their experience to Anuseena about their complicated pregnancy phase how they fight and get the blessings from god

Ishra: Agar Pyaar saccha ho toh hum kisi bhi musibat se ladh shakte hai

Anuseena hug them

At night

Anubhav is feeding both Haseena and Bhavna. Everyone smiling for them

Haseena: Anubhav hume aur nhi khana

Anubhav: Ji nhi pura Khana padega baadmei dawai bhi leni padegi

Haseena: Thik hai

Anubhav: Hum soch rehe the ki kyun na hum sab picnic pe jaye sabko accha lagega khaas karke Haseenaji aur Bhabhishree ko

Ishra get flashback of loosing their first baby

Raman: Humara baccha nhi hai ab

Ishita crying: Mai Adi Ruhi k baremei bolrehi hoon. Mujhe dukh nhi hai mere pass do bacche hai

Fb end

Ishra shout: Nhi koi picnic nhi hoga

Karishma immediately hug Ishita and Anubhav hug Raman

Karishma: Bhaiya bhabhi kuch nhi hoga....hum park mei picnic karenge.....udhar koi katra nhi hoga

Ishra: Sorry woh

Anubhav: Jyesth Bhabhishree itihas ka panna bhalai mere saath bhi dohra hai Jyesth ki Kahani k baad parantu uss hadse se hum apne parivaar ko apne bacche ko Raksha karenge

Ishra wipe their tears and nodded with smile

At night

Anubhav: Haseenaji aapne koi naam socha hai humne ladke ka naam socha hai Hasan hoga humare naam ate hai usmei aur Hasan aapke akhri nabi Mohammad S.A.W k nati the haina

Haseena: Haan....par abhi pata thodi hai  ki ladka hoga ya ladki....pehele delivery hojaye

Anubhav: Hum jante hai pregnancy bohot zadya complicated hai par hum aapke bina aur Bhavna k bina nhi rehshakte

Haseena: Hum dono kahi nhi jayenge aapko chodkar bola tha na hum aapke Jeevan mei maut rahenge

Anuseena hug each other tightly while smiling and I love you to each other

Anubhav: Chaliye sojayiye

Haseena: Hume neeni nhi arehi hum abhi apni Bhavna k liye uske Bhai ya behen k bunai karke kuch kadpe banayenge

Anubhav: Aap na abhi bilkul Bhavna k tarah vartalap karrehi hai

Haseena: Akhir beti kiski hai

Anubhav: Anubhav aur Haseena ki

Haseena: Hume na abhi Khushi mehsoos horehi hai ki hum ab aapko humari prem ki nishani de payenge

Anubhav: Ji nhi khushi toh ulta hume horehi hai ki hum aapko maa banne ka sukh de paye.....Bhavna ki Hasimaa k upar woh ganda sabh mitane mei safal ho paye....Chaliye so jayiye

At Viyomshma's room

Viyom notice Karishma's eyes are tearly

Viyom: Kya hua Karu....aap ro kyun rehe hai

Karishma: Yeh Khushi k anshu hai Viyomji ab finally jakar mere dono Bhai khush hai apne life mei.....aur Khushi humesha rahe ab dono saath mei rehte hai ab koi musibat kyun na ajaye dono Bhai ab ek saath hokar ladhenge jaise pehele karte the waise......ab finally mere tute huye parivaar ek hogaye hai ab isse koi tod nhi shakta na unka kale ateet na koi aur

Viyom hug Karishma: Aap jaisi behen sabko mile Karu....aapne Saale shahab ka bhi dhyaan rakha aur saath mei Raman Bhai ka bhi dhyaan rakha bhalai aap unse dur thi par aapne behen hone har farz acche nibhaya hai....har kartvaya acche se purn kiya hai aapne....hum bohot bhagyashali hai joh aap humari patni bani joh humesha apne parivaar k baremei sochti hai aur saath mei desh ka bhi khayal rakhti hai

Karishma: Ab koi diwar ajaye mere do bhaiyon k Zindagi mei uss diwar se pehele mai ladhungi aur apne bhaiyon ko musibat se dur rakhne ki khoish karungi humesha

Precap: Mid night cravings and mood swings

Continue Reading

You'll Also Like

27.7K 2.8K 37
What happen when a father of a 6 yrs daughter married a widow woman to save her from society....??? How will they cope up with each other when both a...
61.1K 5.8K 54
Life is so beautiful with u. You know what because of you our college has reached this height. Because of you I again started living my life. Thankyo...
8.9K 1K 31
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ✨If u haven't read the first season then read it first for more precise information✨ ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~...
41.5K 5.3K 32
"Apni ishq ki syahi se humne likh di woh kahani, jiska pura hona mukaddar mein hi nhi tha...." "Sath hokar bhi sath rah na sake aur jab door gaye toh...