Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

Od Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... Více

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Little world of mothers

173 19 25
Od Juyairah__Rahman

Next month

1st July 2021

In this one month Anuseena's love increase toward each other. Day start with their romance and end night with romance. And all thanks too Ishra who come for Bhavna make face off with Anuseena and realise their love for each other. Bhavna now stay with other kids in kids room as she want to spend more time with her siblings and sometimes she stay with Anuseena or Ishra. Everyone was on work only kids and Karishma is in house

Bhavna: Keval do din phir aap hume humare Anuj aur behena ko lekar ayenge na....aapne kya naam socha unke liye

Karishma: Bohot special naam socha hai aap sabke Bua aur fufaji ne....Naamkaran k samaye batayenge

Kids shout: Nhi unke ane k baad

Karishma smile: Accha thik hai bacchon unke ane baad hi bolenge naam....accha tum log khelo tabtak mai tum sabki Badi Bua yeani meri Simmi di se baat karti hoon

Karishma was going to called her sister but suddenly she feel her water broke and shout in pain

Kids: Kya hua Bua

Karishma in pain: Bacchon sayad tum sabki Bhai behen aj hi ane wale hai neeche jakar Appa ko bolo car nikale aur Adi Ishu bhabhi aur Haseena aur sabko inform karo....jaldi

In 30 minutes Karishma reach city hospital with extreme pain....Haseena take her toward OT and kids are stand outside and RamBhav Viyom and other elders too come

After 1 hour they heard babies crying voice. Haseena come with outside with babies while smiling

Haseena: Congratulations ek beta hua hai aur ek beti. Karishma ko 5 minutes mei hosh agaya

Viyom take them in arms and kids touch their tinny fingers and face

Bhavna: Ab hum aur bade hogaye

Haseena seeing Bhavna's happiness and pov: Khaas yeh khushi hum bhi Bhavna aur Anubhav ko de pate

Anshu ka rishta
Anshu ka rishta
Aankhon se hota hai
Dil bhi rota hai

Anubhav hug Raman: Hum dono mama ban gaye Bhai

Raman smile: Inn do nanhe mehman k dariye Bhavna ka bachpan dekhunga

Anubhav smile brightly: Aur hum Adi Ruhi Pihu Ishaan ka Bachpan dekhenge

All went to general ward where Karishma was shift

Kids: Bua naam batao

Karishma look at her special brothers while smiling and then said

Karishma smile: Beta bada hai iska naam hoga Raghav. Raghav Ram ji ka ek aur naam hota hai aur yeh naam dene ka ek aur karan hai ki Raghav naam mei mere do khaas bhaiyon ka naam ka pehela sabh ata hai Ram Bhaiya ka R aur Anu bhaiya ka A. Aur beti choti hai iska naam hoga Vedika. Vedika mei mera aur Viyomji ka naam ka pehela sabh ata hai. Raghav Viyom Singh aur Vedika Viyom Singh

RamBhav hug Karishma: Humari pyaari behena

Families smile. Karishma get discharged soon as she and babies were healthy and fine

After three days at Naamkaran

At Bhalla Singh house Naamkaran ceremony was keep all the relatives and guests come also Subbu and his mother as Subbu is Bala's brother

Viyomshma sat for puja and Hasihita give babies in Viyomshma's arms

Subbu's mother: Lo pehele do banjh auratein goud bharai ka rasam karti hai phir Naamkaran bhi. Patani logo ko kya maza ata hai banjh auraton ko apni bahu banane ka

Hasihita feel hurt. Ishita's pain was less as she already gave birth to Pihu Ishaan but Haseena feel more hurt due to this. Families become angry especially RamBhav and kids

Bhavna and Ruhi come toward Subbu's mother: Aapki himmat kaisi hui humari dono maa ko banjh kehne ki....aapko dikhta nhi woh dono pehele se hi maa hai aur joh pehele se hi maa hai unko banjh kaise bolshakti hai aap

Hasihita: Ruhi Bhavna bacchon ruko

Adi: Nhi Ishimaa Hasimaa bohot hogayi inki manmani ab aur nhi hum apni maa k baremei Galat baatein nhi sun shakte

Pihu Ishaan: Humari dono maa ki 5 bacche hai.....rukiye naam batate hai aapko....Adi bhaiya aap bade hai issilye pehele aapse shuru hogi phir khatam hum dono se hogi

Adi: Aditya Ishita Raman Bhalla

Ruhi: Ruhi Ishita Raman Bhalla

Bhavna: Bhavna Haseena Anubhav Singh

Pihu: Pihu Ishita Raman Bhalla

Ishaan: Ishaan Ishita Raman Bhalla

Adi Ruhi Bhavna Pihu Ishaan: Hum panch bacche hai Ishita Bhalla aur Haseena Singh k

All the kids hug their mothers Hasihita

kaise main bataaoon ye tera is tarah rona
dekha nahin jaataa hai sun
shaam jab dhaltee hai, subah muskuraati hai
khushbooen lutaati hain sun

udaasi ke lamhon mein hamein muskuraana hai
tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai

Ishita wipe tears: Mai aur Haseena banjh nhi hai....hum dono k poore panch bacche hai

Karishma smile with tearful eyes and said to Panditji: Bacchon ka naam sunyiye Panditji Raghav Karishma Viyom Singh aur Vedika Karishma Viyom Singh

RamBhav then come toward Subbu's mother and Subbu

Raman: Mai janta hoon aap meri saas Amma ki samdhan hai aur bala ki maa phir bhi hum do Bhai ko aapko ek sikh dena hai. A girl is a special gift and a boon for the world without them we are nothing. It's true that a girl faces many things but always she is been taunted and she is the shakti of us respect them. Aur kya hogaya agar Ishita and Haseena maa nahi ban sakti

Anubhav: Iss duniya mein kahi bacche hai bina maa baap ke unke liye hi bhagwaan ne in jaisi maaon ko banaya hai. Aurat Shakti hai,
Waha lakshmi hai
Saraswati hai
Durga hai
Mahakali hai
Annpurna hai
Yeh sansaar hai
Agar aurat chahe toh yeh sansaar ka vinaash bhi kar sakti hai

Raman: Aur aapko bata du Pihu aur Ishaan Ishita ke hi bacche hai own biological children of Ishita and Raman Bhalla toh woh baanjh nahi hai bas Adi aur Ruhi ko acchi parwarish dene ke liye usne faisla liya tha ki jab tak woh dono thode bade nahi hojate koi aur baccha nahi hoga

Anubhav: Tridevi ka roop hai auratein Gauri bankar Ghar shamalti hai Annapurna banke bhojan pradan karti hai Lakshmi bankar sukh aur prem deti hai Saraswati bankar gyaan deti hai aur agar zarurat pade toh Gauri mahakali bankar burai ka vinash karti hai. Agar ek aurat prem de shakti hai toh samaye ane par Maha phalaye bhi la shakti hai
Aurat se hum hai aur humara koi astitva hi nhi hai unke bina. Aurat adiprashakti aur tridevi ka roop hai ek aurat ka apman yeani tridevi ka apman

Raman: Aur Sach bole Adi aur Ruhi mei Ishita ka naam ka ek word ata I aur A aur Bhavna mei Haseena ka Na ata hai uss hisab se teeno bacche ka janam hote hi Ishita aur Haseena k bacche hogaye the. Shagun Kamini k nhi

Amma: Aaplog jayiye waise bhi Bala aapke iss roop k karan aapke saath rehta hi nhi hai.....pehele woh Ayub aur uski maa Karishma ki goud bharai ki rasam kharap ki aur ab aap dono Naamkaran k rasam kharap karrehe hai

Subbu and his mother left after getting insulting from RamBhav and kids

Kids: Panditji Naamkaran k rasam phirse shuru kijiye

Adi: Mere aur Ruhi k time Ishimaa nhi thi issilye humara Naamkaran hoga inke saath

Bhavna: Aur humara bhi Hasimaa nhi thi issilye humara bhi naamkaran hoga punah

Pihu: Mera aur Ishaan ka bhi

RamBhav hug kids: Proud of you all bacchon

Hasihita called kids: Idhar aao....hum dono maa k choti si duniya mei panch khubsurat bacche

Haseena: Thank you Anubhav hume Bhavna dene k liye

Ishita: Thanks Raman mujhe Adi Ruhi dene k liye

Pihu Ishaan: Hum dono bhi hai maa aur choti maa

Hasihita and RamBhav hug their kids tightly

They restart the Naamkaran ceremony properly

At Anuseena's room

Bhavna: Baba Hasimaa hum aj Chachu Ishimaa k saath sone wale hai

Anuseena nodded: Thik hai jao

At Ishra's room

Ruhi was present as she was talking about her study to Ishra

Bhavna come and hug Ishra tightly while crying

Ishra and Ruhi: Kya hua Bhav aap ro kyun rehe ho

Bhavna: Chachu Ishimaa Ruhi Didi hume bilkul accha nhi lagta koi Ishimaa ya Hasimaa ko woh ganda sabh bolte hai toh.....Ishimaa ko woh ganda sabh sunne ko nhi milta kyunki Bhagwan ji unhe Pihu Ishaan de diya parantu Hasimaa ko humesha sunna padhta hai....hum jante hai woh hume Anuj ya behena nhi de payenge hum jante hai uss sabh ka arth parantu Hasimaa humare liye apna peeda aur aashru chupati hai joh hume kada bhi pasand nhi....humne dekha jab Raghav Anuj aur Vedika behena ko goud mei liya tab unke mukh par alag hi raunak thi parantu woh sabh punah sunne k baad unke mukh se woh raunak chali gayi aur udaasi mei badal gayi....Kya Ishimaa k tarah humari Hasimaa bhi maa nhi ban payigi....unke pet mei unke swayam k bacche nhi ayenge....hum agar unke pet mei hote toh unko kadashit itna peeda sehen nhi karna padhta nahi aashru ate unke Nayan se....hum kyun nhi ayi unke goud mei kyun hum miss Agarwal k pet mei the

Ishra and Ruhi almost cried as the history is repeating. Ruhi explain same which Ishita told her in her childhood

Ruhi: Aap roz Bhagwan ji se pray karna dekhna yeh Khushi ek din Hasimaa ko bhi milegi

Bhavna hug Ruhi tightly. Ishra were crying and saw Anuseena was standing both were in tears and left mean they listen everything which Bhavna told to them

Bhavna: Aj hum aap dono k pass rahenge taki baba Hasimaa ko gyaat na ho ki hum ro rehe the

Ishita: Ishimaa is promising Bhavna that she will called a special doctor for her Hasimaa pakka wala promise

At Anuseena's room

Haseena crying: Humari bacchi humare liye kitni chinta karti hai Anubhav

Anubhav too crying: Akhir Jhansi ki Rani devi ki putri hai baba se zadya ab apni Hasimaa k liye sochti hai.....bohot prem karti hai humari putri aapse

Haseena: Agar hum dono na milte toh hum Bhavna ki maa kaise bante.....sukriya Allah hume Bhavna ki maa banane k liye

Anuseena hug each other tightly with tearly eyes

Precap: Saat janom ka maha vivah

Pokračovat ve čtení

Mohlo by se ti líbit

8.9K 531 19
So basically it's a new ff having not so much parts. The story continues before the heera mandi track where Anirudh sent Bondita out of the mansion...
2.9K 139 10
"What the hell are you so scared of, Ishita? Why can't you love me back?" His voice boomed in the room with an echo. "I'm afraid of falling in love w...
20.1K 1.7K 29
jesa k ap sab janty hn k sirf anuseena pr hi stories likhti hn to ye story bhi anuseena par hi hai or description ma zeyada kuch hai nahi to ander ja...
14.3K 2.3K 28
Sid pov- Oo my innocent Little one belive Mee Baby you will never know this monster Bheind this kindness And about that person he is safe with God...