Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter...

נכתב על ידי Autumn_writer2000

58.2K 7.1K 2.3K

Humse dosti karni hai toh ek baat yaar rakhna Madam sir.... Dosti ki hai woh wajha kuch bhi Karishma Singh ko... עוד

Blur and Character Sketch
Chap 1
Chap 2
Chap 3
Chap 4
Chap 5
Chap 6.
Chap 7
Chap 8
Chap 9
Chap 10
Chap 11
Chap 12
Chap 13
Chap 14
Chap.15
Chap 16
Chap 17
Chap 18
Chap 19
🌹Maha Episode- A🌹
🌹 Maha Episode-B 🌹
Chap 21
Chap 22
Chap 23
Chap 24
Chap 25
🌹Promo🌹
Chap 26
Chap 27
Chap 28
Haseen Dilruba🌹 BONUS 🌹Majnu Singh
Promo
Chap 30
PROMO
chap 31
Chap 32
PROMO
Chap 33
Chap 35- A
Chap 35- B
Chap 36
Chap 37.
Friday's Night Sneak Peek
PROMO.
Chap 38
Chap 39
Chap 40
Chap 41
Chap 42
Aaj Raat
Chap 43
Chap 44
PROMO
Chap 45
Weekend Special
Note
Sneak Peek
Maha Episode- A
Maha Episode-B
PROMO
Chap 46
Chap 47
Chap 48
🍁 Second Last 🍁
End Of Chapter One
An Announcement and Small Help
#Phirse Milege Hum

Bonus

751 125 61
נכתב על ידי Autumn_writer2000


I read your comments and mostly all are accusing Haseena Malik for forcing Karishma Singh into a relation and playing with her emotion.

I understand your perspective but every story has two sides.

One which is visible to others and other which is not.

It's only buried inside one heart and only that heart knows how its feel what to can't scream.

That's why I'm releasing Friday's update as a bonus today.

So that after reading it. Your thoughts about HM changes a bit.

Though she's doing wrong with KM but she's too not living in peace. She's helpless too and when person is helpless then she/ he does what they never wanted to do purposely.

🍁___________🍁

After ensuring that Karishma had fallen into a deep slumber, Haseena quietly tiptoed out of the bedroom. She moved with utmost care, not wanting to disturb her love peaceful rest.

As she reached the bed, Haseena gently tucked the blanket around Karishma, making sure she was snug and comfortable. She made her way to the balcony.

The cool night air brushed against her face, offering a momentary respite from the emotional turmoil that had consumed her earlier. She leaned against the balcony railing, gazing out at the quiet night sky, tears began rolling down from her cheeks.

She gazed at the moon, its soft glow casting a gentle light on her face. As she stood there, memories of Karishma's words echoed in her mind, leaving an imprint that frightened her soul.

" Karishma Singh, aaj joh humne apke sath kar diya hain. Us ke baad toh hum khud bhi nahi chahye gay ke ap humne maaf kare"

Haseena's heart felt heavy as she recalled the words that had been spoken to her. Karishma's voice, filled with pain, anger and resentment, replayed in her thoughts. The weight of those words seemed to suffocate her, causing her to tremble with fear.

Song plays in bgm

" Lakin humne apke sath aaj joh bhi kiya. Un sab ke liya humne Bakshi sir aur higher officials , ney majboor kiya tha."

Haseena sobbed making the moon  mirror of her turmoil burning inside her heart recalled the past.

Flashback starts

It continues from chap 29 ( Haseen Dilruba and Majnu Singh) 

After playing with Karishma's subconscious mind until Karishma did fall in deep slumber. Haseena moved out the room. She checked her hidden phone and seeing Bakshi sir, ten missed call. Haseena gets worried and quickly called him.

Haseena " Jai Hind sir. Maaf kijiye ga hum thode masruf thy. Is liya apka call nahi le sake. Ji theek hai hum aate hai"

Haseena discounted the call and wearing her monkey cap. She moved out the house to meet Bakshi sir who urgently called her to meet him.

Haseena " Jai Hind sir. Apke humne yaha is waqt bulaye sab theek haina?"

Bakshi Sir " Ms Malik, sab kuch theek toh tab hoga. Jab ap more than consontrating on your personal life, will focus on this mission"

Haseena " Lakin sir---"

Bakshi Sir "  Miss Malik, Let me finish first"

Haseena " Sorry sir"

Bakshi Sir " I and department don't need your apologies, Ms Malik.

Department ko woh pen drive chahiye. But I think ap yaha pen drive aur un desh dahroiyon ko nahi, Karishma Singh ko dhoondne ayi hai.

Am I right?"

Haseena " Sir aise baat nahi hai. Hum apni puri koshish kar rahy hai pen drive ko hasil kare main. Aur rahi baat Karishma Singh ki toh sir, professional life ke sath humari kuch personal life bhi hai aur Karishma Singh us life ka ek pura hisa hai aur hum us hisaye ko aise nazarandas nahi kar sakte.

Woh bhi tab jab unko humari sab se zyada zaurat hai. Already hum unse jhoot bol kar unko bohat dukh aur takleef de rahy hai.

Ap aur department aur ka humse chahta hai ke hum unke zakham par thoda se marham bhi na lage aur unhe unko is haal main  aakela tapda chodd dey?

Then I am really very sorry sir. Hum aisa nahi kar sakte. Agar desh ki suraksha humari zimedari hai.

Toh Karishma Singh bhi hume jaan se bhi zyada pyaari hai."

Bakshi Sir " Is he liya, department ney faisla kiya hai ke apko is case se hataa diya jaye"

Haseena " What? What sir? Yeh ap kya bol rahy hai. Department aisa kaise kar sakta hai. Hum handle kar rahy haina yeh case. Toh phir kisi aur ko kyun?"

Bakshi Sir " Kyun ke humne aur department ko lagta hai ke ap Karishma Singh ke liya bohat jazbaati ho rahi hai.

When according to intellengece report SI Karishma Singh, is the red flag.

Lakin apko aisa nahi lagta. Is liya department ka yahi faisla hai ke apko is mission se hataa diya jaye aur kisi aise officer ko yeh mission handover kar diya ja.

Joh na sirf jald se jald woh pen driver dhoond, balke Karishma Singh par bhi kadi nazar rakhe.

Because Karishma Singh ke bare main intellengece ko bohat kuch pata chala hai."

Haseena " What you mean sir? Kya hum jaan sakhte hai ke kya pata chala hai intellengece ko Karishma Singh ke bare main."

Bakshi Sir " Come with me. Hum batate hai apko"

Bakshi sir took Haseena Malik with him. They entered the IB department where Haseena Malik greeted all the officials and moved inside the room.

Inside the room officials were sitting as they were already waiting for Haseena Malik.

" Jai Hind, Miss Malik. Hum sab apka he wait kar rahy thi. I'm sure, Agent Bakshi ney apko sab kuch bata toh diya hoga."

One of the official spoke. Haseena Malik nodded and said.

Haseena " Ji sir but hum apse yahi kahe gay ke SI Karishma Singh nirdosht hai but still agar apko ko lagta hai ke she can be behind that incident.

Then it's my request please humne kuch samane dey dijiye. Hum na sirf pen drive aur un sab ko kanoon ke hawale kare gay jihno ney humare desh ko nuksaan pounche ki shashi ki hai.

Balke hum SI Karishma Singh ko bhi ap sab ki nazaro main nirdosht sabit kar ke dekhiye gay."

Official " Woh toh ab tak kare gayi. Jab ap is mission ka hisa rahe gayi, Ms Malik.

And I'm sure Agent Bakshi has already informed you that you've been removed from this mission Behrupiya, and now some other official will not just handle this case but will also interrogate SI Karishma Singh too."

Haseena " No, please you can't do this officials. I don't understand jis insaan ki wafadari par unke dushmano nahi bhi kabhi shak nahi kiya.

Phir department ke log kyun SI Karishma Singh in sab ka zimedar samjh rahy hai. Why?"

" Because we found millions of rupees in SI Karishma Singh personal account. See these details"

Officials told passing KS, bank details file to HM. Haseena Malik read and check the details and got shocked to see KS, current balance. It's in millions.

" Now I hope Ms Malik, ap samjh gayi hogi ke kyun SI Karishma Singh is under suspect.

Ek SI ke bank main itna paisa kaha se aya? Do you've its explanation, Ms Malik?"

Haseena " No, sir but it also doesn't means ke humare murder ke peeche SI Karishma Singh involved hai.

Ap sab un par shak kar sakte hai lakin hum nahi.

And please it's my request. Ke humne is mission se nahi hataye. Kyun ke jitna ache se hum Karishma Singh ko jaante hai, koi bhi nahi jaanta aur humne khud se bhi zayad SI Karishma Singh par yakeen hai.

Ap sab ko woh pen drive chahiye nah. I promise hum apko woh pen drive khud la kar de gay. Lakin phir humne is case se mat hataye after all it's related to me. I insist you all please"

Officials exchanged a look and for some time send Haseena Malik, out of the room and after some times. They called her back after doing some important discussions.

" Theek hai, Miss Malik hum apko is mission se nahi hataye rahy.

Lakin apko Karishma Singh ke kareeb hona hoga aur unke bare main chhoti se choti information gather karni hogi.

Because humare pass unki koi bhi info nahi hai. Find about her family background and all the details"

Officials told agreeing with Haseena Malik to keep her on this mission.

Haseena " Thank you, officials I will do it" 

Bakshi sir " Sure you'll do this but woh tab he possible hoga jab ap na sirf SI Karishma Singh ke ghar par but unki personal life par bhi excess hasil kar gayi."

Haseena" Sorry, sir I didn't get want to mean to say?"

" Apko kal ke kal, SI Karishma Singh se shaddi karne hogi"

Officials commanded Haseena Malik to marry SI Karishma and listening to this command from her higher authorize. Land slipped under Haseena's feet, though she loves Karishma Singh and have many dreams to live with Karishma Singh but it doesn't means, she will forced her love to marry her without her will and consideration.

Haseena " Yeh ap kya bol rahy hai? Hum aisa kaise kar sakte hai? Shaddi hai, koi bacho ka khele nahi hai aur na he SI Karishma Singh, kisi ke hath ka khelona hai joh ap sab unki zindagi se humne khelne ke liya command kar rahy hai"

Bakshi Sir " Behave yourself Ms Malik, don't forget ke ap kaha aur kis ke samne khadi hai. Aur yehi wajha hai ke hum apko is mission ka hisa nahi rakhna chahte.

Dekh li jiye apko yeh mission continue karna hai toh uske liya apko Karishma Singh se shaddi kar ke. Un ke bare main sab pata lagna he hoga.

Aur agar ap unse shaddi nahi karne gayi, toh phir koi aur officer kare gay.

Aur yeh humne apko batane ki zaurat nahi hai, ke SI Karishma Singh ke kitne dewaane hai joh un ko apna bana chahte hai.

Dekh li jiye, ap nahi toh koi aur yeh kare gay unse shaddi aur I'm sure ap aisa bilkul bhi nahi chahti hogi.

Ke koi aur SI Karishma Singh se shaddi kare. Aur ek baat aur Ms Malik, department bhi chahta hai ke SI Karishma ko clean chit mil jaye.

Is liya ap ke pass do minute ka time hai decided it.

Ap Karishma Singh se shaddi karne gayi. Ke koi aur unki life main enter ho and start digging about her.

Haseena " But hum kaise kare gay? Ap jaante hai Karishma Singh ko? Woh kisi ko apne kareeb nahi ane deti."

" Yeh ap bol rahi hai Ms Malik? Apke liya kuch bhi impossible nahi hai aur puraye department main apki dosti se le kar mohabbat ke charche mashhoor hai.

Toh is liya apke liya kuch mushkil nahi hoga. Right Ms Malik?"

One of the official said. Haseena thanks him and said.

" Bohat shukari department ka ke unko hum par itna trust hai aur humne bhi kabhi apni kabilalat par shak nahi kiya.

Lakin sir humne maaf ki jiye ga. Is bar hum se yeh nahi hoga. Hum is mission ke liya apne jaan bhi de sakte hai, lakin hum Karishma Singh ki zindagi ke sath aur unke jazbaaton ke sath aur nahi khel sakte.

Hum phele he bohat sharmindi ka khudse ke woh humari ankho se samane humare liye he pal pal tadpa rahi hai aur hum.

Hum apne farz ke hathon majboor ho kar, unke jazbaaton ki jor chita jaal rahy hai.

Aur ab ap humne Karishma Singh se shaddi karne ke liya bol rahy hai aur agar hum nahi toh.

Toh ap kisi aur--- I can't believe ke ap sab humne is hadd tak majhboor kar rahy hai.

Kya hum phele kam unko dard de rahy hai. Ke ab hum Karishma Singh ki marzi ke bina, unko ek shaddi jaise paak rishte un par sirf is liya thoop de.

Because unka department un par shaq kar raha hai aur agar hum nahi. Toh kisi aur ko unki zindagi par musalat kar de gay.

Sorry officials lakin na hum khud aur na he kisi aur ko Karishma Singh ki zindagi se khele de gay.

Aur rahi baat Karishma Singh ki shaddi kisi aur se karne ki. Then I think ap bol rahy hai woh Karishma Singh hai.

Apko lagta hai ke ap unko kisi se bhi shaddi karne ke liya force kar de gay. And she will agree? Karishma Singh hai woh koi aam bechari ladki nahi hai."

Officials exchanged a look and getting Haseena Malik point. They negotiated in corner and then moving back to Haseena Malik, Bakshi sir said.

" Woh sab ap hum par chod de Ms Malik. But if you really want to give clean chit to SI Karishma Singh.

Then apko kal ke kal he Karishma Singh se shaddi karni hogi aur unke bare main sab pata lagna hoga.

Aur agar ab ap na bole gayi. Toh department has decided ke woh kal ke kal he, SI Karishma Singh ko apni custody main lena hoga aur un ko interrogation start karna hoga"

" What?"

Haseena Malik gets shocked to hear the decision of hers officials.

" Agar humne inki baat nahi maani toh yeh Karishma Singh ko humari maut ka zimedar man kar un par interrogation start kar de gay.

Aur agar aisa hoga toh, Karishma Singh toh jeete jee he maar jaye gayi.

Humari maut ke jhoot nay toh phele he unko jeete jee par diya hai. Aur agar ab, humari maut ka ilzam bhi unke sar kar diya toh woh toh maar he jaiye gayi.

Nahi hum aisa kaise hone de sakte hai apni jaan ke sath? Hum unko kuch nahi hone de gay.

Is se acha hai hum department ki baat man le aur Karishma Singh se shaddi kar le. Kam se kam hum hoge toh unke kareeb bhi rahy gay aur sab se unko bacha kar bhi rak paye gay.

Sorry Karishma Singh lakin apki zindagi bache ke liye aur apko in sab ki nazaro main nirdosht sabit karne ke liya humne ek bar phir se apke jazbaaton ke sath khelna hoga

Haseena comes out her thoughts and harshly wiping tears. She agreed with department decision.

" Theek hai, hum kal ke kal he SI Karishma Singh se kisi bhi haal main shaddi kar ke rahy gay aur unke kareeb ho kar.

Department ko unko begunahi ka saboot jald se jald la kar de gay"

Bakshi sir " Hum sab bhi aisa he chahte hai Ms Malik. You may leave now"

Haseena " Lakin hum ek baat kehna chahte hai"

" Ji kahine"

Officials nodded allowing Haseena Malik to say what she wants to.

Haseena " Humne apni wardi se aur desh se bohat mohabbat hai aur is ke liya hum kuch bhi kar sakte hai.

Lakin SI Karishma Singh par hum kabhi ek kharosh bhi bardast nahi ki aur na he kabhi kare gay.

Aur ap sab ney toh phir unki wafadari, unka apni wadri, apne desh se gardari ka ilzam lag kar bohat badi galati kar diye hai.

Aur is galati ke liya hum is department aur is wardi ko tab tak he apne saman bana kar rakhe gay.

Jab tak hum SI Karishma Singh ko nirdosht sabit nahi kar dete.

Jis din humne ap sab ki nazaro main Karishma Singh ko begunah sabit kar diya.

US DIN HUM YEH WARDI BHI UTHATE DE GAY"

" Miss Malik yeh ap kya bol rahi hai? Ap jaanti hai department ko aur is desh ko ap aise kabil officer ki kitni zaurat hai"

Officials said in unison but giving damn to their words. Haseena Malik said being fearless.

" Tajurba kehta hai humara; Ik pal ke liya mohabbat chhodi jaa sakti hai. Ibaddat nahi.

Aur Karishma Singh humari ibaddat hai"

" Miss Malik dekhiye ap----"

Haseena Malik interrupted them in mid and added,

" Secondly, department ke liya ap sab haina aur rahi baat desh ki toh. Us ki savaa toh hum bina is wardi ke liya bhi kar sakte hai.

Lakin Haseena Malik us department ka hisa kabhi nahi rehna chahiye gayi.

Jaha par sawal humari  ibaddat par uthaya gaya ho.

Waha hum sirf Haseena Malik hai, SHO Haseena Malik nahi. Jai Hind!"

Saying this Haseena Malik just being Haseena Malik marches out the room leaving the officials shocked because this is the first time, they have witness this side of Haseena Malik.  
  

Flashback ends

" Hum apki nafart nahi jhale paye gay, Jaan. Hum nahi dekh paye gaye apki ankho main khud ke liya nafart. Please hum humari is galati ke liya ap humne kabhi maaf nahi karna, lakin please humse kabhi nafart nahi karna.

Hum us din mar jaye gay, jis din apko humse nafart hogi"

Haseena sobbed continue to stare at the moon, seeking solace and guidance. She longed for the strength to overcome the pain that  Karishma's words had inflicted upon her and the pain she's giving her love.

The tears continued to flow, but amidst the sadness, a glimmer of determination flickered in her eyes.

Meanwhile, Karishma Singh lay peacefully asleep in the bed. However, as the haunting images of Haseena's death flashed before her closed eyes, Karishma's peaceful slumber turned into a restless one.

Her body twitched with unease, and suddenly, she jolted awake, her heart pounding in her chest. In a state of panic, she cried out,

"Madam sir!"

" Jaan"

Haseena mumbled hearing Karishma voice. She quickly clear her tears and runs inside the room.

However, looking at Karishma's condition, Haseena's heart comes to mouth to watch Karishma Singh is dripping in sweats and blood oozing from her nose.

She is looking here and there like crazy and calling her like a baby.

" Madam sir, madam sir"

Haseena comes out her thoughts and rushing close to Karishma. She like a baby embraced her love in her warmth.

" Shh! Shant ho jayie jaan. Hum apke pass hai. Bus kuch nahi hua. Hum yahine ha apke sath, apke pass"

Haseena whispered caressing Karishma's back gently to calm her shivering body.

Feeling the warmth of Haseena Malik, Karishma Singh snuggled more in her warmth and clinging her from shirt tightly pleaded again falling drowsy.

" Madam sir, ap aa gayi, please ab nahi jaana nahi. Humne chhod kar nahi jaana.

Mumma ko bhi bolo, Arshu good baby hai. Mumma ko bol, Arshu miss her"

Haseena tighten her grip on her love and pecking her head stayed in the same position until Karishma Singh didn't get calm and went into deep slumber and once Haseena made it sure.

She lied back on bed holding Karishma on top and wiping blood from her nose. Haseena thinks about the name Karishma mumbled in her sleep.

" Yeh Arshu kon hai? Humne pata lagna hoga ke yeh Arshu kon hai? Maybe isey ke through hum sach tak pounch jaye. Lakin use se phele" 

Haseena looked at Karishma and back to back pecking her forehead promised her love.

" Humne apko nirdosht sabit kar hoga. Sab ko bataye gay ke humari ibaddat kitni masum hai"

Haseena mumbled hiding her love in her embrace and prepares herself  to face the challenges ahead. She knew that healing would take time, but she was determined to find a way not just to find the real culprits behind her planned murder but to mend the fractures in their relationship.

🍁____________🍁

How's the update?

Do lemme know and don't forget to comment and hit the 🌟

המשך קריאה

You'll Also Like

19.1K 1K 25
Possessiveness, jealousy, hatred, pain...these were the things she learned growing up in the infamous Khan Haveli where ego of its residents was even...
32.1K 4.1K 27
sᴏ ʜᴇʀᴇ ɪ ᴄᴏᴍᴇ ᴡɪᴛʜ sᴇᴀsᴏɴ 𝟸 ᴏғ ᴛʜᴇ ᴍᴏsᴛ ᴅᴇᴍᴀɴᴅᴇᴅ ɪᴛᴠ sᴇʀɪᴀʟ ᴍᴀᴅᴅᴀᴍ sɪʀ❤️..ʜᴇʀᴇ ʏᴏᴜ ɢᴜʏs ɢᴏᴛ ᴡɪᴛɴᴇss ᴏғ ᴛʜᴇ ɴᴇᴡ ᴊᴏᴜʀɴᴇʏ ᴏғ ᴍᴘᴛ ᴍᴇᴍʙᴇʀs ᴀғᴛᴇʀ ᴛʜᴇ ʙᴏ...
22.4K 1.6K 11
Everyone has a limit......Karishma Singh has crossed that limit of someone speacial.....but does she know she has....? Will she be able to realize th...
43.1K 3.8K 19
A love story of KAREENA but in a different style. Haseena who loves Karishma from her college time but Karishma is unknown about Haseena's feelings...