Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein

198 24 35
By Juyairah__Rahman

Karishma: So ajka match hai Anubhav ki maharati aur Haseena ki shaan ki beech. Anubhav ki maharati mei hai team k captain Anubhav Bhaiya, Raman bhaiya, Romi bhaiya, Bade papa, baba, Shah uncle, appa, bala jiju, Mihir bhai, Adi and Shravan

Aur Haseena ki shaan se arehi hai team ki captain Haseena, Ishu bhabhi, Mihika, Badimaa, maa, Noor aunty, Amma, Vandu akka, Simmi dii, Ruhi and Kshitija

So start the match umpire hai humare Pyaare Pati dev Viyom Singh

Anubhav maharati won the coin and start with batting. Anubhav's team very well and cross 75 runs with wickets

Then Haseena ki shaan start playing they are too playing well they almost cross 75 with 8 wickets  match get tied with same runs both teams won

Raman wink at Ishita to remind the scene of sports of their story because family want to see what will be Anubhav's reaction. Ishita slowly push Haseena. Haseena fall on ground Anubhav run toward her

Anubhav: Aapko na humesha se hi Jhansi ki Rani devi banne ka bohot tripia iccha hoti hai....dhyaan rakhna chahiye na khel mei....agar aapko kuch hojata toh humara kya hota

He stop and realise what he said he change the topic

Anubhav: Humara arth tha Bhav ka kya hota....bohot roti woh

Ishra and Viyomshma and family understood Love start beating their hearts for lost in them forever. This time the love of Anubhav was speaking and new Anubhav now trying to coming for his family

Ishita check Haseena's hand

Ishita: Kuch nhi hua Devarji bass chota sa karoch hai....thik hojayega Kal tak

Bhavna, Pihu Ishaan and Anaya jumping in happiness as the they enjoy the match

Haseena pov: Inhe humare liye itna dar kyun laga aur itna chinta toh kabhi nhi ki joh aj kiya

Anubhav pov: Hume abhi kya hogaya tha itna bhay kyun laga inka dard dekhkar

Bhavna: Baba Hasimaa aj hum bohot zadya prasant hai aj aap dono hi Vijay hogaye iss khel mei.....aap dono ko toh jitna hi tha na akhir aap dono bhi ek dusre k liye bane ho jaise Bua Fufaji Chachu Ishimaa ek dusre k liye bane hai

Anuseena listen Bhavna's words and lost in see each other eyes

Viyom: Chalo Shaam ki taiyaari karte hai

Raman went toward Karishma: Behena kuch baad din Bhav aur Ruhi ka birthday araha hai toh usi din sab thik kar dunga dono k beech

Karishma smile

At evening

Mihir start hosting: Toh abhi hoga Cooking competition joh hoga jodiyon k beech....unke ek ek haath band diya jayega. Khana banane k liye sabko 90 minutes diye jayenge

Couples start cooking

Anubhav: Haseenaji acche se bhojan ka ayojan kijiye warna hum dono ki beti hum dono ko hi Ghar se bahar kar degi

Anuseena looking at Bhavna who is smiling

Haseena: Aap chinta maat kijiye hume Khana banana ata hai

Ishra and Viyomshma listen it and smile

Raman: Yeh chakri admi mera hi line chipka raha hai matlab Bhav ban gayi hai inke Dil k rahatein

Anuseena start cooking while helping each other

Anubhav: Ek kshan rukiye hum zara aapka kesh thik kar dete hai

He adjust her hair

Haseena: Jaldi kariye....samaye kaam hai

Soon 90 minutes complete everyone stop and Mihir start tasting it and then announce the winners

Mihir: Ismei bhi tied hogaya guys....Winners hai Mr and Mrs Raman Bhalla and Mr and Mrs Anubhav Singh.....par Kari tere dish mei Kuch zadya hi namak tha re

Viyom: Woh hum dono galti se do baar namak daal diya tha

Karishma: Inn Charon ko jitna hi tha akhir Ram Lakshman ka Jodi hai kyun Bhav Bua ne sahi kaha na

Bhavna: Haan Bua ekdum sahi kaha aapne

Mihir: Now it time for couples competition so let the start the games between couples

Simmi: Pehele pati log apne apne patni ko taiyaar karenge woh bhi 1 minute mei akhir pata chale pati log ko ki patni ko taiyaar hone mei time kyun lagta hai

Everyone start the game

Anubhav secretly watching Ishra and Viyomshma and doing it. 1 minute end

Mihir: Phirse Ram Sita Lakshman Urmila k beech tied hogaya dono couples ne 35 seconds lagaya hai iss game

Simmi: Now the game is over

Karishma: Anu bhaiya sach sach boliye aapne mujhe Viyomji aur Ram bhaiya Ishu bhabhi ko dekhkar game complete kiya

Raman: Are behena usse ab yeh baat maat pooch bechara abhi chota sa hatiyaar nikalne wala hai

Everyone laughing and left Anuseena embarrassed

Bhavna run toward Anuseena and hug them tightly

Bhavna: Aap dono bestest couple ho jaise Bua Fufaji Chachu Ishimaa k tarah

Anuseena unknownly blush on her comment. Everyone smile on seeing Anuseena

Viyomshma to Ishra: Ab Delhi ka hawa bhi subh hogaya hai aap dono ki tarah ab inko Pyaar hone mei ab sachmei zadya samaye nhi lagega dekhna

Both couple smiling by seeing Anuseena's blushing face

Ishita: Devraniji kal Bhav ki admission k baad mere saath hospital chalna job chahiye na toh interview k liye maine Doctor Mehta se baat kar liya hai

Haseena nodded

Viyom: Abhi jakar aaram kijiye sablog

Anubhav: Accha Sakha Ruhi ka janamdin kab ata hai

Raman: Jiss din Bhav ka jaman hua tha uss din matlab 25 May ko

Karishma indirectly: Lagta hai dono bacche aap dono ko apne apne sahi sangini ko dhundne k liye usi din iss duniya mei aye hai

Anubhav: Aap kehna kya chahati hai behena

Karishma: Kuch nhi bhaiya aapko baadmei pata chal jayega.....Chalo mai aur Viyomji aur Pushpa maa Ghar jarehe hai bohot thak gayi hoon....Sona hai abhi mujhe....Jai Hind subh ratri

Everyone too left

Bhavna: Baba Hasimaa hum bhi chalte hai chaliye....Hume bohot bhookhi bhi lagi hai

Haseena: Haan chalo

At Anuseena's home

Haseena is feeding Bhavna while Anubhav is staring at Haseena

Anubhav pov: Aj hume kya hogaya tha....inhe peeda mei dekhkar hume peeda kyun hui.....Kya hum unse....nhi hume unse prem nhi hai woh keval Bhavna ki maa hai aur kuch nhi....Kuch zadya hi soch rehe hai hum

Bhavna: Baba chaliye hum ab sojate hai kal nayi vidhyala k liye admission bhi toh lena haina

Anubhav nodded and went to room with Bhavna and Haseena

Haseena look at Anubhav pov: Inhe humari itni chinta kyun hui thi....Kya sachmei yeh hume nhi Haseena tum sirf Bhavna ki maa ho

Next day

Haseena wake up early and getting ready in hurry up coz she have interview in hospital and also Bhavna's new school admission....she was about to wear mangalsutra but suddenly her blouse's bottom broken and fall on dressing table. She get embarrassed and look at Anubhav who is sleeping with Bhavna by hugging her

Haseena: Ab washroom mei ise thik bhi nhi karshakti aur upar se bohot zadya late hogaya hai aj

She turn other side and fixing her blouse. Anubhav saw her then close his eyes Haseena again and again looking at Anubhav and fixing her blouse. But Anubhav looking at Haseena and again and again close his eyes he feel that she is uncomfortable to fix her blouse

Anubhav finally wake up and went to take bath: Aah....bohot zadya villamb hogaya hai aj hume....hum nahane jarehe hai....Bhavna utho jaldi aj vidhyala mei admission k liye jana hai hume

Haseena get embarrassed: Ya Allah inko pata toh nhi chala na....huhh ise abhi tutna tha

Bhavna wake up: Subh Prabhat Hasimaa hum Chachu Ishimaa k Ghar jarehe hai Ishimaa aj humare liye bohot yummy yummy South Indian dishes banane wali hai aur haan hum wohi taiyaar honge vidhyala jane k liye

Bhavna left with taking her dress

Anubhav come out from washroom: Humne kuch nhi dekha chinta maat kijiye aur Bhavna kaha hai

Haseena: Bhaiya bhabhi k Ghar gayi hai udhar hi taiyaar hokar school k liye jayigi humare saath....hum nasta banane jarehe hai

Anubhav pov: Humare hriday mei chal kya raha hai hum inke karib kyun ana chahate hai itna......prem moh hai Anubhav par Ram Bhai ne kaha ki ek mauka do par humare hriday mei inke prati kuch hai hi nhi....are hume nhi pata chalraha hai ki unke liye humare andar kya hai....bass acchi ladki hai yehi pata hai

Dil kahin rukta nahi
Dil kahin rukta nahi
Chale jaye tere aur
Dil mera sunta nhi

Anuseena and maa baba taking breakfast

Baba: Anubhav jaldi nasta khatam kar Bhav ka admission k liye jana haina

Anubhav nodded

Anubhav: Waise maa baba aap dono ab bohot khushi haina akhir Ram Lakshman vanvas khatam hua hai saath mei aap dono ko bhi apne apne dost mil gaye aur ab chupke se vartalap nhi karni padegi humare karan

Maa and baba happily nodded

Haseena: Hum Bhav ki pichle wale process card aur apna documents lekar ate hai phir nikalte hai kaam k liye

After sometime Ishra Anuseena and their kids left for school

Ishra wink at Ruhi to sing a line

Kabhi kaam na hogi inki Dil ki chahatein
Pal pal badhe yeh hai mohabbatein

Ruhi: Pata hai behena pehele yeh sologan sirf Papa aur Ishimaa k liye hota tha ab kisi aur Jodi k liye bhi hoga

Bhavna: Hume gyaat hai ab sologan Chachu Ishimaa k saath saath Baba Hasimaa k liye bhi hoga haina Didi

Ruhi nodded with bright smile

Bhavna's words make Anuseena embarrassed and also making smiling lightly

Anuseena pov: Bhav ki baatein baar baar Dil ko rahatein derehi hai

Precap: Anuseena ki nok jhok wala Pyaar

Continue Reading

You'll Also Like

2.9K 139 10
"What the hell are you so scared of, Ishita? Why can't you love me back?" His voice boomed in the room with an echo. "I'm afraid of falling in love w...
11.2K 503 6
Nothing just tried to write something on this couple 'Abhira'.... Different plot except characters..... Shower your love to my this fanfiction also...
334K 8.3K 43
The plot is a little different. Fanfic takes place after 2 months of Arnav and Khushi's remarriage. Anjali never loses her baby. what will happen whe...
5.3K 463 8
" you accepted this marriage na? Now I will make sure you will regret it." said he looking at his to be wife darkly while promising himself to make h...