Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

Oleh Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... Lebih Banyak

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Hearts are healing from wounds

277 24 36
Oleh Juyairah__Rahman

Anubhav: Sakha aap baithiye....hum abhi ate hai aapke liye aur Bhabhishree k liye kuch saman lana hai.....Hume aap dono k liye....bacchon k liye aj hum apne haathon se bhojan ka ayojan karna chahate the.....ate hai

Ishita: Rukiye devarji.....aapke bhai ko aapse kuch aur bhi poochna hai

Anubhav look at his bestfriend: Boliye chup kyun hai aap

Karishma meanwhile called the children to come

Raman: Aap hume kripia batane ka kasht karenge ki kaise society same dhunda aur Ghar ka renovations same hai balki aapka kaksh bhi bilkul humare kaksh ki bhati ekdum same hai balki har cheez same jagah pe rakhi hui hai aur inn 5 varshon mei keval behena ati thi milne toh aapko Ghar ka map kaise mila. Hume kyun aisa pratik horaha hai ki aap Delhi aye the chupke se Ghar mei bhi aye parantu mile nhi

Anubhav again looking here and there and was about to take out his the chota hatiyaar

Raman: Bachpan ki adadat abhi tak nhi gayi na....use andar rakho aur jawab do mujhe

Anubhav: Woh Bhavna jab 2 saal ki hui aur behena Raksha Bandhan ane se pehele jhoot bolkar Delhi gayi thi toh dekha ki woh aapke Ghar mei thi aur aap sab unhe lekar kahi bahar gaye liken darwaza band karna bhul gaye the toh humne andar pravesh kiya aur pure Ghar ki tasveere lene lage the aur phir chale aye wapas Lucknow

Viyomshma and Ishra forcefully smile on his brave plan: Bohot acche

Anubhav: Toh kya karte hum....hum apne sakha apne Bhai ko bhule nhi the bass naraz the natfart nhi thi darasal humne diwar par inka aur Bhabhishree aur bacchon ki tasveere dekhli thi toh hume gyaat hogaya tha ki Bhabhishree ne hi CEO Raman Kumar Bhalla ko badal diya aur humare Bhai ko wapas laye....Khush the hum issilye same renovations Kiya akar kyunki hume bohot akelapan mehsoos hota tha....ghutan mehsoos hoti thi....Hume humare Bachpan ka dost chahiye tha issilye aisa karke unke hone ka Ghar mei eshaas pane hetu hume aisa kiya

Raman hug him: Shanti hogayi....ek baar ajate....itne kho nhi jate mujhse milkar accha lagta tumhe...sare sawalon ka jawab milta tumhe

Karishma: Ohh Ram Lakshman mujhe bhookh lagi hai......aur haan Simmi di ka call aya tha news janne k liye....toh humare dusre jyesth bhratashree Anubhav bhaiya aap swayam unse vartalap karenge

Ishita: Aur sara saman already Kashi ne Viyom ko kehkar mangwa liya hai.....kitchen mei hai....Jake bhojan ka ayojan kijiye devarji

Meanwhile children come. Bhavna went toward Raman and Pihu and Ishaan come toward Anubhav.....Anubhav meet Ishra's kids

Anubhav: Bohot bade hogaye Adi aur Ruhi....aur Pihu bhi Ruhi k tarah Bhai pe gayi hai...aur Adi aur Ishaan Bhabhishree pe gaya hai

Raman: Aur tumne Bhavna ko apne tarah hi sudh Hindi Punjabi banaya diya hai....itni se bacchi itni bhari bhari sudh Hindi kaise bol leti hai

Anubhav: Humare saath rehti thi toh shikh gayi aur hum bhi balpan mei sudh Hindi mei vartalap karte the na

Raman: Patani Choti maa ne kya khaya tha ki tumhe sudh Hindi bachpan se bolne lage the aur chote papa bhi itna sudh Hindi mei nhi bolte the jitna tum bolte ho

Anubhav: Aap bhi toh sudh Punjabi bolte haina....badimaa bade papa bhi itna accha sudh Punjabi nhi bolte the jitna aap bolte ho

Raman: Abhi jakar Khana banao....bohot bhukh lagi hai hum sabko toh Haseena ki madadat karne ki kripia kijiye

Ishita: Ayiye Ravan Kumar kurkur Kumar Kashi k saath baithte hai....bohot mehnat ki hum sabne

Raman: Aya Madrashan Jhansi ki Rani

Anuseena get shock toh listen those words

Viyomshma and children laugh on this reactions

Raman: Beta aapko kya laga tha ki sirf aap dono ko hi naam dena ata hai ek dusre ko....Hume sab maloom hai

Anubhav rolled his eyes: Hum na badimaa bade papa se aapke Shikhayatein karenge

Ishita: Bohot hogayi tumhara aur Haseena ki Shikhayatein aap jakar bhojan ka ayojan kijiye

Haseena: Aap toh south Indian dishes lenge

Ishita: Haan par Ravan Kumar aur Ruhi k liye veg Punjabi Khana banana shikha hai

Anuseena went to kitchen and start their cooking

Haseena: Aap pehele Chicken ko acche se dhokar phir katiye

Anubhav get irritated: Aap na baar baar humse beshaas karti hai....Hume gyaat hai ki kaise banana hai.....aur hume apne Bhai ka taste pata hai toh aap hume maat shikhayiye ki kaise banana hai

Haseena: Hum aapki madadat karrehe the

Anubhav: Are nhi chahiye hume aapki madadat....hum swayam apne sakha k liye bhojan ka ayojan karenge....bola na

Haseena: Haan toh kijiye na.....kon mana karraha hai....lekin do type ka Khana banana padega na.....bhabhi south Indian hai aur bhaiya Punjabi....peheli baar aye hai toh unke pasand ka Khana banana padega na aapko.....issilye aapki madadat karrehe the.....aur hume koi iccha nhi hai aapki madadat karne ka khadoos Kumar

Bhavna: Dekha Chachu yeh dono humesha ladhte rehte hai....Hume bilkul accha nhi lagta

Karishma: Toh Bhaiya aap samajh gaye ki kyun baar baar hume aapko yehaan ane ko bolrehe the....Ruhi bhi aisi karti thi na

Ishita: Thoda ruko....pehele kuch sochne do....inhone kuch socha nhi hai kyunki pure jounery mei tumhara hi tension lekar ghum rehe the ki tumhara suspension na ho inhe dekhkar

Anubhav: Waise ek baat kehni thi aapse Jhansi ki Rani

Haseena: Boliye

Anubhav: Hum aapka bohot bohot Dhanyawad karte hai ki aapne humare Bhai ko humare Sakha ko humse milaya hai.....Hume inki bohot zarurat thi....bhalai hi inhone itne saal humse baat nhi ki ho parantu hume inki bohot yaad ati thi

Haseena: Humne aapke liye nhi balki apni beti Bhavna k liye kiya hai yeh sab

Maa and baba: Dekha thoda shant hogaye na....abhi ruko

Anubhav: Phir bhi Dhanyawad bolenge

Haseena: Aapka Bhai badal gaya lekin aap nhi badle....Shaadi k pehele Kya Shareef banne ka natak karrehe the

Anubhav: Woh humare Bhai hai ghanist sakha hai humare sukh dukh ki saathi hai....bhalai unhone Galat marg chuna ho parantu hume gyaat tha ki ek din humara Bhai wapas lautenge

Ishra and Viyomshma observe them

Karishma: Aap jakar thoda samajhao na....aise hi baithna hai kya....aapke aur Ishu bhabhi k beech tashan bazi hoti thi nok jhok hoti thi inke tarah bekaar ki ladai nhi hoti thi

Raman: Shant bhaukal ki devi shant....thoda dheeraj rakho na....Khana banne do

Bhavna: Parantu hum sabko bohot bhookhi lagi hai....agar baba Hasimaa ladai karenge toh raat ko Khana milega na

Ishita: So Ravan Kumar compliant sunna hogaya aapka....chaliye iss Maha yuddh ko rokna hai hume

Viyomshma and Ishra went to kitchen

Raman: Tum dono ko Khana banane ki koi zarurat nhi hai....hum kar lenge....bacchon ko sachmei bhookh lagi hai....bohot lamba jounery Karke aye hai aur Bhavna bohot choti hai toh use time pe Khana milna chahiye.....samjhe....aur haan tum dono ab humare saath aao....kuch baat karni hai bohot zaruri hai.....aur choti maa aap Khana banao inse nhi hone wala kuch

Karishma: Ram bhaiya pehele aapko apni aur bhabhi ki Kahani sunani padegi samjhane k liye yehi tay hua tha na humare beech

Ishra: Wohi Karne wale hai abhi.....aao Haseena Anubhav baatein karte hai thoda

Viyomshma and Ishra take Anuseena to hall

Viyomshma: Baachon abhi tum sabko Ravan Kumar aur jhansi ki Rani ki Kahani sunne ko milegi.....inki kahani shuru hoti hai Ruhi Luhi the....Ishima ne bachaya tha raste mei....phir Ruhi the Luhi ban gayi inke rishtey ki neev. Inke beech tashan bazi aur nok jhok hoti rehti thi phir Pyaar mei badal gaya unka nok jhok

Viyomshma and Ishra loudly said Ishra and Ruhi's story properly infront of Anuseena

Anubhav pov: Hume inke saath aise bekaar ki ladai nhi karni chahiye thi....Bhai aur Bhabhishree k beech tashan bazi aur nok jhok hoti thi lekin hum dono bekaar ki ladai karte hai

Haseena pov: Acche insaan hai....itne bhi bure nhi hai bass ateet k karan inhone humse bekaar ki ladai karte the.....ek baar baat karni chahiye

Ishita take Haseena with her to room and Raman sat with Anubhav in dining table

Raman: So moral of the story is ek dusre ko samjhne ki thoda samaye lo.....thoda dost bankar dekho.....aise bekaar ki ladai maat karo.....mere aur Ishita aise bekaar ki ladai nhi hoti thi....nok jhok aur tashan bazi hui thi.....bekaar ki ladai matlab har choti si baat ko lekar maat ladha karo.....apne iss Dil mei joh dard hai use nikalo....Bhavna mei Kamini ki koi gun nhi hai sirf tumhara hi gun hai iss hisab se tum uske samme ladai nhi karshakte the.....abhi thoda normal raho....behena ne bataya mujhe ki jab tum dono peheli baar mile acche se behave kiya karte the toh uss hisab se baatein karo ek dusre se aise nhi chalega samjhe

Anubhav: Par Bhai darasal jabse vivah hua haina.....toh iss hisab se woh humari naam ki patni ban gayi thi toh hume keval patni sabh se chid hogayi thi issilye na chahate huye bhi ladai hojati thi....hum aapko vachan dete hai ki hum ajse aise bekaar ladai nhi karenge ek dusre ko samjhne khoish karenge....apna dard bahar nikalenge....vachan dete hai aapse

Raman: Anu tumhare hi bhalai hi ismei....janta hoon tumne Shaadi Pyaar mei Vishwas nhi hai par ek baar chance dekar dekho....please mujhse phirse ek aur tuta hua Raman nhi dekha jayega....pata hai behena ne bohot baar ane ko kaha par mujhmei himmat nhi horehi thi....aj aya kyunki 5 mahine hone wale hai tum dono ki Shaadi ko.....Mera aur Ishita ka rishta tumhare samme ek example hai....hum dono ki Shaadi k 1 saal pure hone se pehele Pyaar mei dubara Vishwas hua Pyaar hogaya tha aur Pyaar karne bhi lage the

Anubhav: Hum prayas karenge aapke liye Bhavna k liye

At room

Ishita: Mai janti hoon tumhara ateet mere hi tarah hai....Mai bhi roti thi par Ruhi ne mujhse Raman se milaya....pehele tashan bazi aur nok jhok hoti thi phir dheere dheere karke phirse Pyaar par dubara Vishwas hone laga.....unse jab Pyaar hua na tab pata chala ki maine kabhi bhi Subbu se Pyaar nhi kiya mera saccha Pyaar toh sirf Raman hai....Ruhi k karan hum mile the.....Dekho hum zabardasti nhi karrehe bass itna kehrehe hai ek chance do ek dusre ko.....coin k do side hote hai toh iss hisab se tumhe dusre side ko bhi dekhna padega

Haseena: Hum khoish karenge bhabhi.....Bhavna k liye karenge

Ishra come with Anuseena in hall

Viyomshma: Hogaya kaam

Ishra nodded

Maa: Khana ban gaya bacchon ajao

Karishma: Ram bhaiya kuch aur plan socha hai aapne

Raman: Ek plan hai dimag mei....ruko use abhi use karte hai Khana kha kar

After lunch

Raman: Anu kamre mei jakar hum dono ki photo lekar aao....bacchon ko dekhna hai

Ishita: Haseena kamre mei jakar BP k medicine lekar aao na.....woh Raman k liye chahiye mujhe

Viyomshma: Kya plan hai aap dono k dimag mei

Ishita: Ruko thoda

Raman: Adi Ruhi suno Bhavna k dimag mei jaise bhi karke hug Karne se Pyaar badhta hai yeh baat dalo

Ruhi: Kuch toh sharam karo aap papa. Apke do bacche ab teenage mei hai.....woh dono ek 5 saal ki bacchi ko kaise bolenge aise

Raman: Tumhare liye mujhe zabardasti tumhari Ishima ko cheek kiss karna pada tha samjhi....yehaan sirf hug ki baat horehi hai beta jao kaam karke aao jaldi

Adi Ruhi do it according to plan

At Anuseena's room

Bhavna: Baba Hasimaa aap dono ko gyaat hai ki Chachu Ishima....Fufaji Bua sab hug karke ek dusre ko prem jatate hai....aap dono bhi karo na hug.....humne kabhi bhi hug karte huye nhi dekha aap dono ko

Anuseena nodded with forcefully smile and hug each other

Their first hug is melting them....hearts is trying to healing from wounds. They feel different feelings. The feeling was giving peace. They don't want to separate from hug. Bhavna jump in happiness

Anubhav pov: Aisa kyun Pratik hua ki humara dard bahar nikal aya

Haseena pov: Hume itna sukoon kyun mila inse itna karib akar

Automatically light smile come on their face

Bhavna come to hall

Bhavna: Adi bhaiya Ruhi Didi aapko gyaat hai humare baba Hasimaa ne bhi hug kiya ek dusre ko aur prem jataya ek dusre ko prati

Everyone smile

Karishma smile: Thank you Ram bhaiya.....ab Lakshman Urmila ko Pyaar hone mei zadya samaye nhi lagega

Viyom smile: Ab shuru hogi asli Kahani.....peheli Ruhi bani aap dono ki Pyaar neev ab Bhavna banegi unn dono ki Pyaar ki neev

Raman smile: Dheere dheere karke Pyaar Dil k pass ane lagega....bhalai hi abhi zabardasti se karwaya gaya

Ishita smile: Dubara Vishwas hoga Pyaar mei

At Kamini's house

Kamini and Arman are evily laughing loudly with their cousins

Kamini: Dono parivar ko nhi pata ki humare beech kya rishta hai.....ab akhri vaar sachmei hoga....kyun Shagun Didi

Shagun: Off course Kamini....unko pata bhi nhi hai ki hum behene bhi hai

Arman hug Ashok: Thanks bro yehaan ane k liye

Precap: Love is knocking the hearts

Lanjutkan Membaca

Kamu Akan Menyukai Ini

11.2K 503 6
Nothing just tried to write something on this couple 'Abhira'.... Different plot except characters..... Shower your love to my this fanfiction also...
9.7K 912 17
TW This story has mature themes, anxiety, depression, traumas, angst and violence 4 Zindagiyan hai ek duje se anjan, Kya inke rishte ko kabhi mil p...
41.6K 5.3K 32
"Apni ishq ki syahi se humne likh di woh kahani, jiska pura hona mukaddar mein hi nhi tha...." "Sath hokar bhi sath rah na sake aur jab door gaye toh...
86.2K 3.5K 41
This book is based on the starplus serial "Anupama" and revolves majorly around Anupama and Anuj kapadia. ***************** Excerpt 1 The arrogance d...