Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Baba Bhav Hasimaa day

271 32 30
By Juyairah__Rahman

Singh and Mallik family return to home

Maa did puja of Anuseena and Bhavna

Karishma: Bhav aap apne kamre mei jao....aapke liye ek surprise hai

Bhavna: Haan kal Baba aur Hasimaa ne bataya tha hume....hum abhi ate hai

Bhavna run toward her room

Anuseena together speak: Bhav aaram se jayiye....then look each other

Both families smile

Haseena: Hum Khana garam karke table par rakhte hai

Karishma: Mai bhi ati hoon tumhare madadat karne

Haseena: Nhi aap baithiye....4 din aapne bohot kaam kiya hai.....pregnancy mei zadya kaam nhi karna chahiye....aap aaram kijiye abhi

Anubhav: Haseenaji sahi kehrehi hai behena aap vishram kijiye ab

Karishma nodded and smile

Bhavna look at her whole room.....she become most happiest at this moment....she again run toward hall to hug her Baba and Hasimaa

Bhavna: Baba Hasimaa....humare kaksh mei toh hum teeno ki ati sundar tasveere hai.....hum bohot prasant hai.....Dhanyawad Hasimaa humare Jeevan mei ane k liye

Haseena pull her nose: Aapko bhi Dhanyawad humare Jeevan mei ane k liye....aapne hume pura kar diya

Singh and Mallik family sat for lunch

Bhavna: Pehele Baba aur Hasimaa ek dusre ko khilayenge phir hume

Anuseena look each other then smile forcefully for their daughter

Haseena fed Anubhav kheer with her hand and Anubhav too fed Haseena kheer with his hand then fed their daughter

Bhavna: Aj hum sawayam apne haathon se bhojan karenge aap sabke saath

Maa: Karishma aj tu wapas apne sasural jarehi hai toh apna khayal rakhna

Pushpa: Are Samdhanji aap fikar maat kijiye hum Karishma ko bahu kaam beti mante hai....

Bhavna: Bua aap jarehi ho aj

Karishma: Haan Bhav par milne aaoungi apni pyaari Rajkumari k liye

Bhavna: Pushpa Dadi aapse ek baat bolun

Pushpa: Boliye Rajkumari

Bhavna: Pushpa Dadi kya aap fufaji aur bua iss society mei shift hojayiye na.....jaise Hasimaa ki maa baba yehaan rehte hai woh log Hasimaa se kabhi bhi milshakte hai par Bua nhi milshakte hume roz....agar aap log yehaan rehne aaoge toh Bua ka bhi maika idhar hi honge aur sasural bhi. Hume Bua ki bohot yaad ati hai....aur aapki bhi

Pushpa smile: Thik hai Rajkumari Bhavna hum ajse yehi ek flat lenge aur waha rahenge phir aap kabhi bhi apni Bua se milna

Viyom: Humari pyaari Bhav ko yeh idea aya kaha se

Bhavna: Baba Hasimaa k vivah k samaye parantu humne kaha nhi

Viyom: Thik hai....apke baba yeha ek flat ka intezam karenge tabtak aapke Fufaji apne ghar se saman lekar ayenge....tabtak aapki bua aur aapki favorite Pushpa Dadi yehi rahenge

Bhavna smile

Baba: Haseena ka kadam bohot subh hai....akar hi sabko mila diya....joh Anubhav pehele humesha sirf Bhavna aur kaam mei khoya rehta tha ab apne parivaar ko bhi samaye deta hai

Suddenly Anubhav remembered someone special person in his life who was his bestfriend in childhood

Anubhav pov: Kitna kuch badal gaya hai humare Jeevan mei....10 saal hogaye sakha Raman aapse bichar k.....asha karte hai aapke Jeevan mei bhi koi Dil agaya ho jisne aapko aapke parivar se mila diya ho.....sayad hum dono k Bhagya mei yehi likha tha....vivah aur prem mei dhoka khana.....humne aapko roka tha parantu aap nhi ruke

Everyone finish their lunch. Viyom and Pushpa left for their home to take their things to sift in Anubhav's society......Maa baba pampering Karishma.....meanwhile Anuseena and Bhavna went outside as Bhavna want to spend time with her parents

They went to park

Bhavna is playing with other kids

Haseena: Anubhavji Dopehar ko joh bhi hua uske liye hume maaf karna

Anubhav: Haseenaji aap humse kshama maat mangiye.....Hume yeh sab keval Bhav k liye karna hoga....hum aur humare parivaar wale hi jante hai yeh vivah Bhav ki Mata pita ka kartvaya purn karne k liye ki gayi hai agar Bhav ko lagta hai ki hum dono.....chodiye waise aap comfortable toh haina

Haseena: Jii hum comfortable hai....aur hum sirf Bhav ki maa hai aap fikar maat kijiye

Bhavna meet her friends she take them to introduce her Hasimaa

Bhavna: Sakhiyon yeh hai humari Hasimaa....humne kaha tha na durbhash mei ki humari maa ane wali hai

Bhavna's friends meet her with smiling face then left with their parents

Bhavna: Baba Hasimaa chaliye mall mei hume apne Anuj ya behena k liye kuch lena hai

Anubhav: Parantu Bhav unko ane mei 6 mahine hai....6 mahine baad lena abhi hum Ghar chale......udhar aap apni Hasimaa se baatein karna

Bhavna: Nhi hume aur ghumna hai

Haseena: Anubhavji ghumne dijiye aj Bhav ko bohot dinon baad Khush hai

Bhavna hold her parents hands: Chaliye pass wale Pani puri stall mei....Hume pani puri khane ki iccha horehi hai.....Aapka bhi toh pasandida hai

Anuseena smile take her to stall and enjoy Pani puri

Anubhav Bhavna together speak: Adbut....atuliye....maza ayega....isi khushi mei ek plate aur dijiye

Haseena smile and looking at them then speak: Anubhavji ek aur plate nhi....Bhav ka pet kharap hoga

Anubhav agree with her: Aap sahi kehrehi hai.....Bhav abhi hum kahi aur jaye

Bhavna nodded and left with Haseena toward car while he give money to Pani puri stall wale

Bhavna: Hum cartoon dekhrehe hai baba aapke tab mei

Anubhav get a unknown call and he pick up: Hello

Girl: Anu Chachu

Anubhav: Jii kon

Girl was about to speak her name Ru but her mother called her from behind

Anubhav: Awaaz bohot jani pechani lagi hume

Haseena: Anubhavji hum peeche baithte hai Bhav k saath

Anubhav nodded with light smile

Haseena sat beside Bhavna and she hug her mother and Anubhav driving the car.....trio enjoying the long drive....then at evening they return to home

Karishma: Aj humari Bhav ne bohot maza kiya haina

Bhavna: Haan.....hume bohot anand aya

Karishma: Chalo Bua k saath baatein karte hai

Bhavna: Nhi....Kal karenge abhi aj sirf Baba Bhav Hasimaa day hai

Karishma: Accha thik hai....aap enjoy karo

Bhavna: Waise Fufaji aur Pushpa Dadi kab ayenge

Karishma: Kal shaam ko

Bhavna smile and kiss her bua's cheeks

Karishma: Bhaiya aj Bhavna bohot zadya khush hai....Thank you Haseena mere Bhaiya aur Bhav k Zindagi mei ane k liye

Haseena smile

Karishma pov: Janti hoon bhaiya aj aapko Raman Bhai ki yaad arehi hai....unhe pata hai ki ab aap thik ho aur woh bhi ab Khush hai apne Zindagi mei....kyunki inn 5 saalon mei sirf mujhse baat ki unhone aap toh Duty aur Bhav mei khoye rehte the....parivaar dost ko bhula kar apni alag duniya joh banali thi apne ghanist sakha Raman Bhai k tarah

Bhavna: Baba kaksh mei chaliye hum dono milkar Hasimaa ka vastra Almirah mei rakhne mei unki sahayata karte hai

Anubhav: Thik hai chaliye

Anuseena and Bhavna went toward their room

Meanwhile Karishma get a Whatsapp message

Man: Behena...jaise mere Zindagi mei dubara Pyaar aya waise mere dost ka bhi karana....aur indirectly bolna ki Raman use aj bhi yaad karta hai aur woh badal bhi gaya hai....uska naya dost Raman joh apne bacchon aur parivar ko samaye deta hai....phirse Shaadi aur Pyaar mei Vishwas karta hai

Karishma: Thik hai Bhai miss you

At Anuseena's room

Haseena open her suitcase

Bhavna: Hasimaa aap sirf sari pehenogi

Haseena: Haan....pehele salwar suit pehenti thi ab sari....actually hume western dress mei thoda uncomfortable feel hota hai

Anubhav arrange Haseena and Bhavna's dresses

Bhavna: Abse hum teeno ek hi bed par soyenge....Baba Bhav Hasimaa....roz subah hum aap dono ko dekhkar apna din shuru karenge

Anuseena get uncomfortable to sleep in same bed but they will have to do it for Bhavna coz this relationship is make for only getting back Bhavna from Kamini

Anubhav: Aapka aur Hasimaa ka vastra Almirah mei thik kar diya humne

Bhavna jump in happiness and Haseena pick her in arms and kiss her

Haseena: Aise hi haste rehna

Bhavna: Abhi baba k saath saath aap bhi ho toh hum roz hasenge....hum teeno ka chota sa Sundar sa parivar ban gayi na....hum ab purn huye

Anubhav: Accha aap dono baatein kijiye hum ate hai woh society k chairman se vartalap karni hai ek aur flat lene k liye

Haseena: Jii aap jayiye

Anubhav was going but suddenly get a unknown message

Man: DSP sir congratulations for your remarriage your long lost friend. Don't try to track his number because I know you don't want to see my face

Anubhav pov: Humne apne kisi bhi mitr ko nhi bataya humari punar vivah k baremei....par hai kon....Dopehar ko bhi ek anjan choti ladki ka durbhash aya ab yeh khat....Hume kya....hum nhi karenge track....waise bhi yeh vivah ek samjhota hai keval Bhav k liye aur kuch nhi....hum nhi denge inke khat ka uttar

Anubhav left with irritated face

At night

Everyone taking dinner. Haseena is feeding food to Bhavna. Anubhav notice Karishma is looking at phone

Anubhav: Behena aap durbhash mei kya dekhrehi hai

Karishma was looking at some photos suddenly jerk while listening Anubhav's voice and look at him

Karishma: Woh meri dost ka message dekhrehi thi.....thank you bhaiya aap bhi move on kar liya apne ateet se....aap bhi ab apne parivaar ko samaye dene lage ho

Anubhav: Aap bhi matlab

Karishma: Matlab aap aur Haseena

Karishma send message: Bhai bata diya bhaiya ko indirectly. She get replied with happy face emoji

Anubhav: Khair chodiye.....aapka flat second floor par hai.....jijashree ko durbhash kar diya hai humne....subah ayenge

Karishma nodded with smile

After dinner Anuseena and Bhavna went to their room

Haseena was making sleep Bhavna....Bhavna was playing with Haseena's long hair and Anubhav was working on laptop

Bhavna: Baba sojao na.....Kal aap dono humare vidhyala aaoge......hum apne doston se humari Hasimaa ka parichaye karana hai

Anubhav close his laptop then smile at Bhavna: Thik hai

Bhavna take Anuseena's hand and keep together their hand and sleep. They look each other

Haseena: Haath maat hatana warna Bhav uth jayigi

Anubhav nodded and caring his daughter's hair with another hand...they then look each other

Do alag alag Dil ka
Ek samjhota hai
Teesre khatir joh hua hai

Bhavna sleeping hugging Anuseena

Phir bhi yeh Rishta bana hai
Aisi hai yeh mohabbatein.......

Anuseena sleep by holding Bhavna's hand

Next morning Anuseena both looking at Bhavna with smiling face. Bhavna open her eyes and smile at her parents

Bhavna: Ab humara pura din bohot accha beetega dekhna....humne pure 16 din baad aap dono ka chehera dekha subah

Anuseena kiss Bhavna's cheek: Subh Prabhat/Good morning

Haseena: Chaliye Rajkumari Bhavna Singh aj Hasimaa aapko taiyaar karegi

Bhavna went to Haseena's arms and left for to take bath

Precap: Khadoos Dsp and Jhansi ki Rani

Continue Reading

You'll Also Like

8.9K 531 19
So basically it's a new ff having not so much parts. The story continues before the heera mandi track where Anirudh sent Bondita out of the mansion...
20.2K 1.7K 29
jesa k ap sab janty hn k sirf anuseena pr hi stories likhti hn to ye story bhi anuseena par hi hai or description ma zeyada kuch hai nahi to ander ja...
10.7K 721 20
Kabhi kabhi joh dikhta woh Sach nhi hota aur joh nhi dikhta woh Sach hai. Think before taking a strong step otherwise you will be destroyed by fate M...
334K 8.3K 43
The plot is a little different. Fanfic takes place after 2 months of Arnav and Khushi's remarriage. Anjali never loses her baby. what will happen whe...