Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna

309 34 30
By Juyairah__Rahman

At car

Bhavna is sitting on Anubhav's lap. Anuseena are most happy now as their daughter isn't angry from them

Bhavna: Bua pehele hum kaha jayenge

Karishma: Pehele hum jewellery shop jayenge waha se Sagai ki rings, Mangalsutra, functions ki jewellery lenge aapke liye aur aapke maa k liye....phir mall jakar aap teeno k liye dress lenge....aap teeno ek jaise dress pehengi....Matlab same hoga aap teeno ka dress uske baad aap Amma k saath Ghar jana aur aapke cheezein humare Ghar par hogi.....functions k according Amma aapko ek ghante pehele le ayenge.....aur haan sare functions society hall mei hogi toh zadya tension lene ki baat nhi hogi

Bhavna giggle: Unka kima ban jayega yeh soch kar ki hum 3 din kaha jate hai Amma k saath

Everyone laugh on her comments

Bhavna: Parantu itne sari shopping karni hogi aap logo ne bohot villamb kar diya na

Anuseena: Aap hum dono se rusht thi na....issilye thik se taiyaari nhi ho payi

Viyom: Chalo ab agaya hai pehela Manzil yeani jewellery shop....Saale shahab aap aur Haseena Bhavna k liye jewellery choose karna kyunki woh toh light jewellery lenge aur dhulan ko heavy jewelleries lena hoga

Karishma and Bhavna first choose jewelleries for Haseena

Karishma: Bhaiya pehele sagai ki rings dikhaiye

Bhavna choose rings for Anuseena then Karishma and Bhavna choose jewelleries according to functions then Anuseena buy jewellery for Bhavna. Then they went to mall

Anuseena getting confused choose dresses and Viyomshma smile at their innocent moments

Apni Apni Soch Apni Apni Chaal

Haal Hua Behaal Apni Apni Soch

Apni Apni Rahe Hai

Apni Apni Manzil Hai

Par Hai Inhe Saath Chalna

Hoo... Ekdam Uljhana Hai

Ekdam Suljhana Hai

Girna Hai Gir Ke Shamalna

Hoo.. Dua Hai Dil ki Chahatein

Pal Pal Badhe Yeh Hai Mohabbatein

Dua Hai Dil ki Chahatein

Pal Pal Badhe Yeh Mohabbatein

Karishma giggling: Bhaiya Haseena chodiye hum aur Viyom ji manage kar lenge....kyunki ek ghante mei Bhav ko Ghar jana hoga

Anuseena see each other and then left the dresses and Anubhav take Bhavna in arms. Viyomshma final the dresses for trio. Viyomshma write trio's names in every shopping bags so they don't will be confused

Viyom: Chalo Bhav sari shopping hogayi ab aap Ghar jao....Shaam ko milte hai

Bhavna: Bua Fufaji hume kuch lena hai....Amma aap humara pocket money nikaliye joh humne aapko diya tha na

Anubhav: Kya lena hai aapko Bhav

Bhavna: Surprise hai....nhi bata shakte aapko aur Haseena aunty ko

Viyom take her in his arms: Chaliye Rajkumari boliye kaha jana hai aapko

Viyomshma and Bhavna and Amma left for another shop in mall

Anubhav notice Haseena is quiet

Anubhav: Aap thik haina Haseenaji....jante hai yeh vivah ek samjhota

Haseena: Hum uss baremei nhi soch rehe the

Anubhav: Phir

Haseena: Hum yeh soch rehe the ki Bhavna hum dono ki nikah baad kya kehkar pukaregi....Ammi ya maa....ya phir aunty....kyunki sauteli maa toh sauteli maa hoti haina

Anubhav: Dekhiye Haseenaji humari putri kabhi aapko sauteli maa nhi samjhegi....bass samaj ka yeh soch hai ki sauteli maa buri hoti hai parantu aisa kuch nhi hota sab tv shows k karan horehe hai....akhir maa toh maa hoti haina sauteli sagi yeh sab maa bacche k rishtey mei ata hi nhi....woh aapko toh peheli din hi aapko aapni maa man chuki thi....baba hai unke....unke hriday baat humse behtar koi nhi samajhta bolti nhi hai parantu yeh Sach hai ki unhone aapko kabka apni maa k Roop mei swikar kar liya hai

Do alag alag Dil ka
Hai ek samjhota
Teesre khatir joh hua hai
Bhavna bought a special gift for Haseena
Phir bhi bana hai yeh Rishta
Ho.....aisi yeh hai mohabbatein
Anuseena looking each other. They lost in their own land

Dil kahin rukta nhi
Dil kahin rukta nhi
Chalta hi jaye tere aur
Dil mera sunta nhi

Bhavna: Bua Fufaji iss gift ki suraksha karna ab aap dono ka dharam hai....baba ko bhi gyaat nhi hona chahiye thik hai

Karishma: Thik hai Bhav....jabtak aap nhi aaoungi tabtak Bua iss gift ko apne saath rakhegi....Khush

Viyom: Aur koi hukum Rajkumari ji

Bhavna: Ghar jakar sabko ek prashna poochna ki Bhavna mei se Haseena aunty ka naam kaha chupa hai

Amma: Ayiyo kanna....par tumhare naam mei toh Anubhav sir ka hi naam haina.....Anubhav ki Bhavna

Viyomshma understood her meaning: Thik hai hojayega.....aur Amma mante hai Bhavna naam mei Anubhav naam ka arth hai par Haseena ka bhi naam hai....aapko Shaam ko pata chalega.....abhi aap dono jao Ghar....plan k according kaam karna aap dono....aur Bhav aap Kamini k samme zadya khush maat rehna....ajana Shaam 6 bhaje function 7 bhaje hai thik hai

Bhavna: Parantu Baba aur Haseena aunty se milna hai hume

Karishma: Bhav Shaam ko arehi ho aap....tab milna abhi agar der hogayi toh chudail ko shak hoga. Remember code words Mission Tere Dil se mere Dil ka rishta

Bhavna smile and left with Amma. Viyomshma went toward Anuseena

Karishma: Viyom ji.....Pyaar horaha hai kya

Viyom: Nhi Karu bass do Dil ek dusre ko dekhrehe hai....abhi sirf Bhavna hi heartbeat karashakti hai....Chalo

Karishma: Bhaiya Haseena chaliye Ghar chalte hai

Anuseena broke their eye lock: Bhavna se milna tha hume

Viyom: Shaam ko milna abhi agar deri hui toh Kamini ko shak hoga.....chaliye Ghar chalte hai

Anubhav pov: Bass teen din aur Bhav phir hum kabhi juda nhi honge

Haseena pov: Teen din baad hum Bhavna ki maa ban jayenge.....humne kabhi socha bhi nhi tha ki aisa kuch hoga bhi humari Zindagi mei....Bhavna hume pura kar degi hume apni maa banakar....sayad issilye takqeer ne hume....khair abhi sirf Bhavna k baremei sochte hai

Anuseena and Viyomshma left for their home. Haseena already left for her house. Many guests come to her house according to functions date

At Anubhav's house

Anubhav hug his maa baba: Aj 12 dinon baad humari putri humse baat ki thik se.....humse gale mili....humse baatein ki....aur unka sara gussa narazgi natfart sab khatam hogayi....aj hum bohot prasant hai....bass teen din aur

Maa and baba: Bhav ko bataya apne aur Haseena ki Shaadi k baremei

Anubhav nodded: Haan.....bohot khush hui....aur bohot sari shopping bhi ki humari putri ne.....Shaam ko ayigi 6 bhaje

Vikrant hug Anubhav: Thanks Bhai mere baat ko samajhne k liye.....agar court ko yeh pata chala ki Bhav sirf aap dono k saath Khush rehti hai toh Kamini Jeet nhi payigi

Karishma: Vik Bhai photos toh click karenge aap na alag se apne phone par video bana dena taki Kamini yeh na bole ki photos fake hai

Vikrant nodded

Pushpa: Bahurani abhi tum aaram karo....Pani piyo

Karishma: Jii maa

Viyom: Haan Karu phir Shaam ko bohot taiyaari karni hai....teen din lagatar bohot kaam honge....toh apne tabiyat ka bhi khayal rakhna

Anubhav: Haan behena aur abhi aapka teen mahina chalraha hai....toh dhyaan se.....aur haan aj nitriya maat karna

Karishma: Relax bhaiya.....aj mai nhi nachungi....seedha Sangeet ko nachungi....aur phir chauthe din court mei case jeetne k baad uss Kamini k sar par bhi toh nachna hai

Everyone laughing loudly

At Kamini's house

Kamini: Aap dono ko itna der kyun hui

Amma: Madam humne aapko bataya tha na ki mere bete ki beti ki Shaadi hai....toh thode der k liye Ghar gayi thi

Bhavna: Amma aap teen din apne Ghar jaogi toh hume bhi le jana.....aapko toh gyaat haina ki hume yehaan accha nhi lagta

Amma: Madam court k order k anusaar hum Bhavna ki baat ko taal nhi shakte issilye yeh bhi humare saath ayigi.....thoda ghum legi....maan accha rahega

Bhavna pov: Accha hua bua aur fufaji ne Amma ko court rules phirse samjha diya ab hum Shaam k liye taiyaari karenge aur hum apne Haseena aunty ko ek surprise bhi denge

Kamini pov: Are ab yeh teen din Ghar par thik se nhi rahegi toh mai iska Dil kaise jeetungi.....puri ki puri apne baap par gayi hai balki naam bhi Anubhav se milta hai....sabkuch Anubhav jaisa mera toh ek bhi gun nhi hai ismei

Bhavna: Amma hum apne kaksh mei jarehe hai aap humare liye bhojan lekar aao.....bohot bhookhi lagi hai hume

Amma nodded

At Anubhav's house

Karishma: Suniye suniye suniye humari Ghar ki Rajkumari Bhavna Anubhav Singh joh ki teen din har rasmo mei Chief guest bankar rahegi unhone aap sabke liye ek karya karne k liye diya hai.....aap sabko Bhavna naam mei se Haseena ka konsa words ata hai woh bolna hoga agar aap sab Jeet gayi toh sagai k samaye humare pyaari chief guest Bhavna Anubhav Singh k taraf se uphaar milega.....Santu yehi same dialogue ladki wale k Ghar jakar bolkar aao

Anubhav pov: Bhavna naam toh humne aapne naam se diya hai....phir Haseenaji k naam se kaise sabh ayega

At Haseena's home

Santosh announce the same dialogue

Haseena pov: Bhavna naam se humare naam ka sabh kaise niklega

At 6 p.m

Amma and Bhavna reach Anubhav's home. Karitosh get ready Bhavna in light pink color dress as today's theme dress code is light pink color for groom bride and their daughter uff their chief guest

Anubhav come and pick Bhavna in his arms: Chale hall mei....sab pratiksha karrehe hai

Bhavna: Hum kaise lagrehe hai baba

Anubhav: Ekdum Rajkumari jaisi....ab chalte hai ek ghante mei ustav khatam hone k baad aapko jana hoga......Kal subah phir ana haldi aur Shaam ko Sangeet Sandhya aur mehendi rasam k liye

Bhavna nodded with bright smile. She then look at her Bua who is holding her gift for her to be mother Haseena. Her bua show thumb with smiling face

At hall

Pandit ji start the ritual with mantra....then ask to exchange the rings

Anuseena exchange the rings and look at their rings as it was the best and beautiful ring which was choose by their daughter Bhavna

Bhavna: Bua nacho na

Anubhav: Parantu

Karishma: Are kuch nhi hoga bhaiya.....slow dance hoga ek hi song mei kyunki baadmei humari pyaari Chief guest Bhavna Anubhav Singh k taraf se uphaar milega uska announcement bhi karna hai

Bhavna sat between Anuseena and holding their hands at royal chairs

Viyomshma from groom side and Cheetosh from bride side together dance on Tere bin

Viyomshma come on stage and ask Bhavna come. Bhavna come and stand between Viyomshma

Viyomshma: Ladki wale aur ladke wale ko humne Bhavna naam mei se Haseena ka konsa words ata hai woh dhunda tha....toh aap sabko mil gaya na....toh boliye konsa words ata hai

Groom and bride side loudly speak: NA from Haseena.....Bhavna ka Na ata hai Haseena naam se

Anuseena look each other and smile lightly

Viyomshma: Aap sab jeet gaye hai....issilye sabko gift milega humare chief guest Bhavna Anubhav Singh k taraf se. Bhav gift dene ki taiyaari shuru kijiye

Bhavna went toward Haseena and gift her best mother trophy and called her Hasimaa

Bhavna: Hasimaa yeh aapke liye. Aap humari Jeevan mei Halima maa joh aapke Islam dharam mei aapki nabi S.A.W k dudh maa aur Yashoda maa ho joh humare dharam se Krishn k bhi Maiya the.....bhalai hi aapne hume Janam na diya ho par aapse hume maa wala eshaas ata hai....issilye aap humare Halima ma aur Yashoda Maiya ho bhalai aap humari Janam dene wali Amina maa aur Devaki maa na hui parantu aapse hume bohot sukoon prapt hota hai issilye aap humari Hasimaa ho

Haseena almost cried and hug her tightly and kiss her and cupped her face: Humari beti....Hum aj maa ban gaye

Anubhav's eyes too become tearly: Aj humari beti ko maa ka mamta mil gayi joh use 5 saal mei nhi mili....bhalai humne maa ka kartvaya purn kiya ho par maa ka prem bohot zadya khubsurat hota hai

Viyomshma: Toh yeh tha aap sabka gift humare pyaari Chief guest Bhavna Anubhav Singh k taraf se

Groom and bride side become emotional and smile with tearful eyes

Vikrant record everything: Chalo ajka hogaya ab sirf do din ka functions ka video phir sab thik hojayega

Karishma: Toh yeh hai humari pyaari Bhav uske Baba aur Hasimaa

Function end

Viyom: Bhav ab aap jaldi se change karke Ghar jao.....Kal subah aur Shaam ko bhi functions hai....Kal milte hai

Amma take Bhavna

Bhavna give flying kisses to Anuseena: Baba Hasimaa Kal bhi hum ayenge....Jai Hind

Precap: Haldi aur Sangeet Sandhya aur mehendi

Continue Reading

You'll Also Like

61.2K 5.8K 54
Life is so beautiful with u. You know what because of you our college has reached this height. Because of you I again started living my life. Thankyo...
11.2K 503 6
Nothing just tried to write something on this couple 'Abhira'.... Different plot except characters..... Shower your love to my this fanfiction also...
3K 148 10
"What the hell are you so scared of, Ishita? Why can't you love me back?" His voice boomed in the room with an echo. "I'm afraid of falling in love w...
41.6K 5.3K 32
"Apni ishq ki syahi se humne likh di woh kahani, jiska pura hona mukaddar mein hi nhi tha...." "Sath hokar bhi sath rah na sake aur jab door gaye toh...