Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Bhavna get disappointed with Anubhav

318 31 30
By Juyairah__Rahman

Anuseena read the report with shock expression

Vikrant: Bhai dekhiye woh Kamini bahar gayi thi judge ko kuch kaha hoga issilye Bhavna ka rai janne k baad bhi unhone kaha baadmei faisla hoga phir mai gaya tha tab woh Kamini nakli anshu baha rehi thi aur 1 mahine ka notice mang rehi thi.....Maine muskhil se 15 din baad ka date nikala hai.....Bhai bass 15 din aur phir Bhavna aapke pass aur Bhai aapko rules manna hoga warna Kamini ne aap par joh bhi ilzam lagaya hai sab sach hojayega

Anubhav get anger: Hum apni beti ko 15 seconds bhi uske karib na jane de....15 din toh kada bhi nhi.....humari beti kahi nhi jayigi

Haseena calm down Anubhav: Shant rahiye Bhavna k liye.....sirf 15 din use apna mamta dikhana haina toh dikhane dijiye jabki hum sab jante hai woh yeh nhi kar payigi aur use toh yeh bhi nhi pata Bhavna kya khati hai kya pasand hai use

Vikrant immediately went toward Singh family and discuss about report

Vikrant: Dekhiye Uncle Aunty mai janta hoon Bhai dubara Shaadi nhi karenge lekin ab mujhe yehi rasta dikhraha hai unki aur Haseena Mallik ki Shaadi karwa dijiye....Bhavna dono k saath Khush rehti hai yeh baat sabit hui toh Bhavna aap sabke pass humesha k liye ayigi warna Kamini phirse Anubhav Bhai ko jeete jee mar degi.....agar Bhai ko apna Jeevan wapas chahiye toh unki Shaadi karwa dijiye

Ammi Abbu look at Maa baba both parents look at broken Anuseena and agree: Chinta maat karo inki Shaadi ab hote hi rahegi

Vikrant: Aur Kari jaha tak mujhe lagraha hai ismei Arman ka bhi swarth chupa hua hai. Mai janta hoon tum ab maternity leave mei ho par apne Bhai k Khushi k liye tumhe use dhunda hoga jiske karan Kamini aur Arman aise harkat karrehe hai

Karishma nodded

Singh family and Mallik family left toward home Kamini and Arman too follow them. In whole jounery Anubhav trying stop his tears how come he let his reason to live to go away from him. Bhavna become confuse to see him like this

At Anubhav's house

Anubhav with expressionless face: Maa Behena aap dono Bhavna ka Saman pack kariye jaldi

Bhavna: Baba hum kahi ghumne jarehe hai ?

Anubhav knee down and cupped her face: Court se order aya hai ki aapko bass 15 din k liye Kamini k saath rehna hoga....15 din baad baba aapko lene ayenge

Bhavna almost shout: Nhi....hum nhi jayenge

Haseena: Beta baba abhi bohot majboor hai woh court ki order ko taal nhi shakte

Bhavna start crying: Nhi....baba apne hume vachan diya tha na ki hum alag nhi honge. Koi bhi vyakti ya kanoon hume alag nhi karshakta phir ab kyun hum alag horehe hai.....Hume nhi jana unke saath.....Hume aapke aur Haseena aunty k saath rehna hai

Anubhav crying bitterly: Putri baba bohot zadya majboor hai....15 din ki baat hai....phir court aapko humare pass lauta denge....aapko good girl banke rehna hoga

Bhavna crying: Hum aapse kabhi baat nhi karenge

Bhavna went outside and stand. Both father daughter duo in pain and crying for each other. Haseena feel their pain

After few minutes maa and Karishma bring Bhavna's bag. Kamini take the bag with smirk

Kamini: Chalo Bhavna chalte hai

Anubhav: Humari bacchi ko ek karoch nhi ani chahiye warna accha nhi hoga

Kamini: Maa hoon mai uski....toh acche se khayal rakhungi....tumhe chinta karne ki zarurat nhi

Haseena: Tumhe toh yeh bhi nhi pata ki Bhavna ko kya pasand kya na pasand hai....Kya khati hai kya piti hai.....maa aisi hoti hai Miss Kamini Agarwal

Kamini: Mujhe lecture dene ki koi zarurat nhi....hoti kon ho tum....Kya rishta hai tumhara inke saath....badi ayi meri beti k baremei bolne wali

Haseena: Tumhe apni beti ki yaad 5 saal baad ayi toh 5 saal pehele yeh mamta thi kaha joh aj apni mamta dikhane ka natak karrehi ho

Anubhav: Kamini chup chap apna number do hume....hum pal pal ki khabar lenge apni putri ka. Rules k hisab se tumhe bhi manna hoga

Kamini forcefully give her number to him then left with Bhavna

Abbu: Hoor chal hume aur teri Ammi ko tujhse ek baat karni hai

Haseena: Par Abbu abhi Anubhavji

Ammi: Humne kaha chal

Haseena look at Anubhav painfully then left with her Ammi Abbu

Anubhav now totally broken into bitter crying his cry become loud: Bhavna

He is remembering her childhood with him. How he used to manage his duty along with his daughter. His daughter was blessing for him. How he used to calm her when she cried between in cases. He give his best in both role as a single father and and as a best officer. He protect his country along with his daughter. His daughter is his inspiration. Maa hug her son tightly. Whole family is crying for Bhavna

Anubhav: Maa Bhavna chali gayi hume chodkar....jiska daar tha wohi hua....uss aurat ne ab humse humari Jeevan bhi cheen liya. Aj hum aap sabke samme sahi salamat khade hai toh uska ek hi karan hai aur woh hai Bhavna. Hum uske bina mar jayenge maa

Baba keep his hand on his son's shoulder: Tujhe apni beti wapas chahiye. Apni Jeevan phirse wapas chahiye toh ek baat manega humari

Anubhav: Kuch kshan rukiye baba hum Kamini ko durbhash karke poochte hai Bhavna thik hai ya nhi

Anubhav called Kamini: Chup chap humari beti ko phone do

Kamini put on speaker....Anubhav too put in speaker

Anubhav control his crying: Bhavna baccha aap thik hona

Karishma: Bhav aap kuch bolo na

Bhavna: Bua hum thik hai. Court k  order k anusaar 24 ghante humare saath ek aya rakhi gayi hai. Unhe hum Amma bulate hai kyunki woh south Indian hai

Anubhav: Baccha apne baba se baat karo na

Bhavna: Bua Mr. Singh ko keh dijiye ki hum unse behad krodhit hai gussa hai naraz hai. Aur sayad natfart bhi kyunki unhone ek baar k liye kanoon k khilaf jakar hume nhi roka

Maa: Aisa nhi bolte bacche

Bhavna cut the call

Anubhav: Bhavna humse natfart maat karo....maa baba behena jijashree dekhiye na humari Bhavna humse krodhit hai.....hum kaise samjhaye ki iss samaye hum kitne majboor hai

Baba: Tu chahata haina ki Bhavna humesha k liye tere saath rahe toh Shaadi karle Haseena se

Maa: Haan mante hai tum dono ko Shaadi Pyaar mei Vishwas nhi raha ab lekin Bhavna ko phirse Khush dekhna chahate ho toh Shaadi karlo

Viyom: Kamini apne swarth k liye Bhavna ko hasil karna chahati hai aur aap dono Bhavna ko pana chahate hai.....pana aur hasil karne mei Zameen asamaan k farak hota hai Saale shahab

Karishma: Aur bhaiya aapki behen ka vachan hai aapse ki Kamini aisa kyun karrehi hai iska pata hum laga kar hi rahenge....aur aapke jeene ki wajah ko aapke pass le ayenge

Maa and baba: Hum joh bhi kehrehe hai thande dimag se soch

Maa and baba ask Viyomshma to come with them left Anubhav in deep thoughts

At Haseena's home

Abbu: Tujhe nhi lagta ki woh Kamini Agarwal bichari 5 saal ki bacchi ka istemal karrehi hai

Ammi: Apne swarth k liye ek masoom ka istemal joh kare woh maa nhi hota

Abbu: Haseena sun Bhavna tujhse aur Anubhav se behad mohabbat karti hai....abhi thode der pehele joh bhi hua na usse uska Dil tut gaya hai....woh sirf tum dono k saath zadya khush rehti hai

Ammi: Anubhav se nikah karle.....apne liye na sahi par uss masoom bacchi k liye nikah karle...phir koi bhi kanoon ya koi bhi insaan Bhavna ko tum dono se koi nhi cheen shakta....uss Kamini ne maa naam sabh k upar kala daag lagaya hai jise mitana ab tujhe hai.....sohar biwi ka farz maat nibhao chalega magar nikah karke pita aur maa ka farz nibhao

Abbu: Tum dono ki nikah hi ek rasta hai jisse Bhavna ko hum nark pe jane se rok shakte hai

Ammi Abbu left Haseena in deep thoughts

"Khaas aap humari maa hoti"

"Hum dono bilkul same same hai"

"Hume apne baba aur Haseena aunty k saath rehna hai"

At Anubhav's house

"Baba toh world k bestest baba hai"

"Baba hume vachan dijiye aap hume khudse dur nhi karenge"

"Hume apne baba aur Haseena aunty k saath rehna hai"

Both Anuseena look at Bhavna's picture with tearly eyes and wishper silently "Bhavna"

Haseena called Ammi Abbu to come with her and went to Singh house

Anubhav open the door. Both Anuseena got emotional eye lock

Maa: Andar ane de unko

Haseena: Anubhavji hume aapse ek baat karni hai woh bhi sabke samme

Anubhav: Hume bhi aapse baat karni thi Haseenaji accha hua ki aap yeha agayi

Viyomshma ask them to sit on sofa

Anubhav take Bhavna's pic and speak: Haseenaji kya aap humse vivah karegi.....jante hai hum dono ko Vivah aur prem se Vishwas udd gaya hai parantu agar hume Bhavna ko pana hai toh hume vivah karna hoga

Haseena: Hume manzoor hai.....hum Bhavna k liye kuch bhi karne ko taiyaar hai chahe woh nikah ho ya kuch aur hum uss masoom si jaan ko dard mei nhi dekhshakte

Do Alag Alag Dil Ka

Ek Samjhota Hai

Anuseena look each other with tearly eyes

Teesre Ke Khatir Hua Hai

Both then look at Bhavna's picture

Ho......

Na Kahi Hai Gham Koi

Na Kahi Hai Khushi Koi

Phir Bhi Yeh Rishta Bana Hai

Both families become happy on hearing their decision for Bhavna

Ho...

Banenge Kisi Dil Ki Rahatein

Aisi Yeh Hai Mohabbatein

Anubhav: Hum dono keval Bhavna k liye karenge....uske Khushi k liye....use phirse wapas lane hetu karenge....hum dono vivah k baad keval Bhavna k Mata pita honge aur kuch nhi....keval Bhavna k liye

Haseena: Jii sirf Bhavna k liye hoga yeh sab....sirf Bhavna k liye

Karishma: Yeh Shaadi secret tarike se karenge taki Kamini ko shak na ho aur woh phirse naya chaal na chale

Maa and baba: Mubarak ho hum samdhan samdhi ban gaye

Ammi and Abbu: Aapko bhi

Anuseena: Hum chahate hai ki Bhavna bhi shamil ho rasmo mei

Viyomshma: Uska intezam hum dono karenge fihall Shaadi k taiyaari mei lag jate hai

Viyom: Karu tum Vikrant ko phone karke Khabar kardo....aur phir hum dono families guests ki list bana lenge....phir cards invitation phir rasmei shuru

___________________________________

Bhavna: Aap sabko humare Pyaare baba aur humare pyaare Hasimaa k vivah mei ana hai....aap sabko hum amantrit karte hai

Viyom: Dekhte hai do alag alag Dil ka yeh samjhota kaise prem kahani banti hai

Karishma: Dekhte hai humari Bhav kaise do tute huye dilon ko ek karti hai

Viyomshma and Bhavna: Aap sabko ana padega. Jai Hind

______________________________

Precap: Haseena make reunion Anubhav Bhavna; Shaadi ki taiyaari shuru

Continue Reading

You'll Also Like

334K 8.3K 43
The plot is a little different. Fanfic takes place after 2 months of Arnav and Khushi's remarriage. Anjali never loses her baby. what will happen whe...
29.9K 3.5K 24
"Tujh sang bair lagaya Aisa Raha na main phir apne jaisa.. Yeh Laal Ishq,yeh malaal Ishq Yeh aib Ishq,yeh bair Ishq".... Koi kaheta hain Laal junoon...
49.2K 2.7K 48
'Dekh, ye pyaar attachment sab bakwas hota hai.' 'Toh main kaha zindagi bhar ke liye puch raha hu, bas ek raat ke liye aaja.' _ Pari Malhotra has gi...
28.3K 2.8K 37
What happen when a father of a 6 yrs daughter married a widow woman to save her from society....??? How will they cope up with each other when both a...