Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Bhavna choose Anuseena over Kamini

316 31 42
By Juyairah__Rahman

Next day

Both family get ready for going court. Bhavna was quiet in whole jounery. Haseena somehow cheer up Bhavna. Bhavna is hugging Anubhav tightly. After few minutes they reach court. Vikrant already was waiting for them

Vikrant pick up Bhavna in his arms: Hey Bhav how are you? Did you miss this Chachu

Bhavna nodded. Vikrant notice Bhavna is silent he look at Anubhav

Anubhav: Unhe Satya gyaat hogaya hai Vikrant

Vikrant: Hey Bhav I promise you you will win this case. You will be with your father

Bhavna lightly smile: Pakka

Vikrant: Yess Bhav

Karishma: Vik Bhai Bhav ko pehele lene jana hai kya

Vikrant: Nhi pehele dono parents apne point of view rakhenge phir Judge Bhavna ka paksh sunenge

Bhavna: Haseena aunty goudi lo na

Haseena happily take her in arms

Bhavna: Aap bhi jaogi andar

Haseena: Haan akhir humne apni partner ko promise joh kiya hai

Vikrant: Guys jaldi karo 5 minutes mei judge ane wale hai. Tabtak koi bahar Bhav k saath rukiye

Cheetosh: Hum dono khayal rakhenge Bhavna ka tabtak....aaplog jayiye

Anubhav take Bhavna in his arms and kiss her: Baba ne vachan diya hai apni Rajkumari ko toh woh pura zarur karenge.....aap yehi raho Santosh masi aur Cheetah uncle k saath...aapko jaldi bulayenge....hum dono alag nhi honge.....aur bilkul rona nhi....aap humari bahadur sherni hona

Bhavna nodded with bright smile. Anubhav give Bhavna in Santosh arms. Singh and Mallik family went inside courtroom

Bhavna: Santu maasi Cheetah uncle humari baba ki ex wife kaisi dikhti hai

Cheetosh was quiet suddenly they saw Kamini Arman and their lawyer entering in court room. Kamini wear very stylish and fashion sari

Cheetah point toward Kamini: Woh hai Anubhav sir ki ex wife Bhavna

Bhavna look at her then look at Cheetosh: Hume woh acchi nhi lagi

Cheetosh smile

At courtroom

Judge enter both lawyers and both parents greet her

Vikrant: Maam Kamini Agarwal ne 5 saal baad mere client DSP Anubhav Singh par child custody case kiya hai unki beti Bhavna Singh k liye. Tajub ki yeh baat hai ki Miss Kamini ko 5 saal baad apni beti ki yaad ayi jise unhone uska Janam hote hi chod diya

Opposite lawyer: Lekin 5 saal se khoish toh karrehi thi apne beti se milne ki.....lekin aapke client ne milne hi nhi diya balki muh par darwaza band kar jete the

Vikrant: Safed jhoot bolrehi hai aapki client aisa hai toh 5 saal pehele child custody case karti....itne saal kyun lage case karne k liye

Judge: DSP Anubhav Singh aur Miss Kamini Agarwal ka paksh sunna chahate hai hum....pehele Miss Kamini Agarwal ko bulaya jaye

Kamini stand in witness box. Vikrant come and question

Vikrant: Apne Bhavna ko kyun choda aur itne saal kaha thi aap

Kamini: Mai toh bichari abla nari hoon. Yeh Anubhav mujhe roz Marta tha. Alcoholic hai yeh Anubhav. Haan maine apni beti ko choda tha kyunki mujhse yeh zabardasti karwaya gaya. Maine beti ko Janam diya issilye iss Anubhav aur iske pure parivar ne mujhe dhakke marke bahar nikal diya....Maine bohot khoish ki

Vikrant understand her planing: Ohh toh aapne 5 saal pehele inpar domestic case kyun nhi kiya Miss Kamini Agarwal. Police aapke liye ladhte na. Waise aap sayad bhul rehi hai ki mere client khud hi police force se hai iss desh ki rakshak hai. Aurton ki bohot izzat karte hai

Opposite lawyer: But she tried many times for her daughter

Judge: Objection overruled

Anushma getting angry. Viyom calm down Karishma and Haseena calm down Anubhav

Haseena: Aapko apni beti k liye shant rehna hoga warna yeh joh jhooti ilzaam lagarehi hai woh Sach hojayenge

Anubhav: Keval Bhavna k liye isse bardhasht karenge

Vikrant: Accha agar aap sachmei Sach bolrehi hai toh aapke chehre par yeh paseena kyun arehe hai Miss Kamini Agarwal

Kamini: Garmi k karan

Vikrant: Ab aap mere client DSP Anubhav Singh ka paksh suniye

Kamini left and sat beside Arman and smirk evily

Anubhav come in witness box. Opposite lawyer questioning him

Opposite lawyer: Kya aap sachmei apni patni se Pyaar karte the. Kya aapko beta chahiye tha ya beti

Anubhav: 6 saal pehele humare beech behad prem tha. Parantu haan hum aur humare parivaar wale kabhi beta beti mei farak nhi karte. Humari choti behen Karishma swayam Mahila police thana ki SHO hai. Humare khandan mei ladka ladki dono ko barabari rup mei dekhte hai. Humne kabhi Kamini par tanav nhi dala ladke k liye

Vikrant stand up: Point to be notice my lord mere client ne apni Beti ka naam apne naam se match karke rakha hai Anubhav ki Bhavna. Aur Miss Kamini Agarwal k jane k baad mere client humesha apni beti ko lekar roz duty par jate the. Din raat ek kar diya tha unhe bada karne mei. Joh insaan apni beti ko apne naam se jude rakha woh kyun bhala Miss Kamini Agarwal par haath uthayenge

Judge note this

Opposite lawyer: Par mai kabse kehraha hoon ki mere client ne 5 saal mei bohot try kiya apni beti se milne k liye. Unhone case issilye nhi kiya kyunki yeh baat sirf apne parivaar mei rakhna chahate the public mei nhi lana chahate the

Vikrant: Mere Pyaare se bhoole dost wakil shahab aapke jankari k liye bata doon ki mere client DSP Anubhav Singh k society mei aur unke Ghar k bahar aur andar CCTV cameras lage huye hai. Agar aapki client Sach bolrehi hai toh hum 5 saal pehele wala CCTV footage nikal shakte hai. Aur haan agar inhe apni beti ko pana hai toh pehele ek acchi maa bankar dikhaye

Opposite lawyer get scared upon hearing about CCTV cameras also Kamini and Arman get scared. Anuseena and Singh and Mallik family notice them

Judge: Dono Mata pita ka aur lawyers k baaton ko dhyaan mei rakhte huye hum 10 minutes ka break lenge. 10 minutes baad hum Bhavna Singh se unke rai janna chahenge ki woh kiske saath humesha k liye rehna chahati hai

Anubhav to Kamini: Tum itni giri hui niklogi humne sapne mei nhi socha tha....khaas tum humare Jeevan mei na ati

Kamini smirk: Mai Bhavna ko hasil karke hi rahungi akhir maa hoon

Vikrant interput: Bhavna koi cheez nhi hai joh tum use kharidna chahogi....maa banna hai toh pehele acchi maa banke toh dikhao.....are tumne toh 5 saal pehele Bhavna ko peeche mud kar bhi nhi dekha ab kya dekhogi. Chauka diya na CCTV cameras k baremei bolkar bekaar ke thane ka SI hai yeh kaha tha na mere dost ko tumne toh aj mai tumhe bolta hoon tumne ek bekaar lawyer ko appoint kiya hai case k liye

Haseena: Vikrant ji hum abhi Bhavna ko late hai

Vikrant smile: Ji aur use thoda comfortable feel kariye taki woh court mei daare na

Anubhav: Hum bhi ate hai Haseenaji

Vikrant to Singh and Mallik family: Dono ki Jodi mast hai ji. Khaas dono real mei couple hote

Both family smile. Meanwhile Anuseena bring Bhavna to courtroom. Kamini went toward her and trying to show her fake motherhood by hugging

Kamini: Meri bacchi....kitni badi hogayi. Mumma miss you baccha. Aap mere saath rehna chahoge na apni mumma k saath

Bhavna get scared and hide herself between Anuseena

Anubhav: Bhavna daaro maat aao humare saath baitho....abhi thode der mei judge ayenge woh joh poochegi uska uttar dena....jaise aapke papa ne diya abhi....thik hai

Bhavna nodded

Cheetah: Courtroom se bohot awaaz arehi thi Bhavna ek pal k liye daar gayi thi....par humne aur Santu ji ne shamal liya

Meanwhile Kamini went outside which give doubt to Vikrant

Vikrant pov: Yeh aurat bahar kyun gayi....kahi kuch drama toh nhi karegi abhi

After few minutes judge come and ask Bhavna to come in witness box

Judge: Beta Bhavna aap bina daare court ko yeh bataiye ki aap kiske saath rehna chahati hai

Bhavna firstly look at Anuseena who assure them to calm down and tell the answer

Bhavna with tearly eyes: Hum apne baba Anubhav Singh aur apni Haseena aunty k saath rehna chahate hai

Her reply give shock to Kamini and Arman and give peace to Anuseena and their family

Judge: Anubhav Singh ka samajh aya beta par Haseena aunty kon hai

Haseena stand up: Ji hum hai Haseena. Doctor Haseena Mallik Singh parivaar k neighbor

Judge: Aap yeha akar boliye ki Bhavna aapke saath kyun rehna chahati hai aur kya rishta hai aap dono ka

Haseena come to another witness box and reply by watching Bhavna

Haseena: Rishta....humara rishta....samaj k Nazar se dekhe toh humara koi rishta nhi hai. Hum inki Ammi nhi hai jinhone inhe janam diya ho.....na behen hoon na maasi hoon....lekin humara rishta hai woh hai Dil ka rishta maan ka rishta joh bohot pravitra hai. Ise peheli baar dekh kar hi hume inse mohabbat hogayi thi....inhone humare berang Jeevan mei rangon se bhar diya hum inki sabse priye dost hai partner in crime hai. Humara ek sawal hai aapse kyun humesha bacchon ki custody sirf unke maa ko milti hai pita ko kyun nhi. Hum aur humare parivaar wale ne dekha hai inn do Pyaare baba beti ka rishta. Yeh dono ek dusre k liye jeete hai....ek dusre mei toh inki jaan basti hai.....humne dekha hai Anubhavji humesha Bhavna ka khayal rakhte hai koi kami nhi chodi inke parvarish mei.....duty aur beti ka khayal dono acche se nibhate hai....kyun ek pita ko mauka nhi diya jata ki woh bhi apne bacchon ka khayal rakhshakte hai.....Anubhavji ka jeene ka karan sirf Bhavna hai.....Anubhavji sachmei bohot acche pita hai itne bade dhoka khane k baad bhi unhone apni bacchi se natfart nhi ki balki iss masoom ki jaan ne ek naya Jeevan de diya unko.....Hum court se yehi kehna chahenge ki joh faisla ho Bhavna k liye ho naki Kamini aur Anubhavji k paksh pe adharhit ho....iss masoom ki jaan ko unke pita se alag maat kijiye warna dono jeete jee mar jayenge

Singh and Mallik family and Anubhav and Bhavna cried while listening Haseena's words

Judge: Court apna faisla thode der baat sunayega

Singh and Mallik family come out from court. Anubhav take Bhavna in arms. Haseena too come

Bhavna: Baba.....Haseena aunty hum pass hogaye na....result humare kehne par ayega

Vikrant interput: Off course Bhav aap apni baba aur Haseena aunty k saath bahar thoda enjoy karo....mujhe bulaya hai judge ne

Anuseena and Bhavna went outside and enjoying

Singh family and Mallik family seeing their bonding

Baba: Shah ek baat bolun.....Haseena Anubhav Bhavna ek parivaar jaisa lagta hai tumhe Kya lagta hai

Abbu: Hume bhi....par hum jante hai aapke maan mei kya hai

Ammi: Inki Zindagi swarna chahiye hume.....humare bacchon ki Khushi Bhavna mei basti hai aur Bhavna inn dono mei

Maa: Mante hai dono ko Pyaar aur Shaadi par Vishwas nhi raha par yeh masoom si jaan dono ko milane ki khoish karrehi hai

Karishma: Humara manna yeh hai ki Bhavna k liye hi sahi dono ko Shaadi kar lena chahiye

Viyom: Haan....Bhavna ko unn dono ki aur unn dono ko Bhavna mei apna kho hua parivaar wapas milega

Baba: Shah dekho na teeno ko....agar inki Shaadi hogayi toh ek bacchi ko ek maa aur ek maa ko uska baccha milega saath mei Anubhav ko saccha Humsafar joh use samjhe

Maa: Hume khoish karni chahiye na....rahi baat Pyaar ki toh Bhavna haina woh dono ko pass layigi dekhna

Maa baba and ammi Abbu: Humare bacchon ki Khushi k liye unse baat karenge

Viyomshma: Yeh teeno ek dusre k liye bane hai

Viyomshma click their innocent moment
dil se dil ka rishta jo hai
pal do pal mein mitata nahin
bandhan dilon ka tootata nahin
bandhan dilon ka tootata nahin

tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai
in aankhon se har ansu mujh ko churaanaa hai
mujh ko churaanaa hai, mujh ko churaanaa hai

tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai
in aankhon se har ansu mujh ko churaanaa hai
mujh ko churaanaa hai, mujh ko churaanaa hai
tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai

teri bechaini ka, teri tanhaayi ka
ehasaas hai mujh ko sun
main jo saath tere hoon phir tuje hai kaisa gam
dard baant lenge hum sun

in palkon mein khushiyon ka sapnaa sajaana hai
tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai

kaise main bataaoon ye tera is tarah rona
dekha nahin jaataa hai sun
shaam jab dhaltee hai, subah muskuraati hai
khushbooen lutaati hain sun

udaasi ke lamhon mein hamein muskuraana hai
tere dil ka mere dil se rishta puraanaa hai
in aankhon se har ansu mujh ko churaanaa hai

Anuseena kiss Bhavna's cheeks and Bhavna too kiss their cheeks

Vikrant come and called Anubhav: Bhai yeh dekhiye....Kamini ka naya chaal.....court ne apna faisla suna diya

Anuseena read the notice with shock expression

Precap: Bhavna get disappointed with Anubhav; Both parents talk to Anuseena about marriage

Continue Reading

You'll Also Like

86.2K 3.5K 41
This book is based on the starplus serial "Anupama" and revolves majorly around Anupama and Anuj kapadia. ***************** Excerpt 1 The arrogance d...
41.6K 5.3K 32
"Apni ishq ki syahi se humne likh di woh kahani, jiska pura hona mukaddar mein hi nhi tha...." "Sath hokar bhi sath rah na sake aur jab door gaye toh...
20.2K 1.7K 29
jesa k ap sab janty hn k sirf anuseena pr hi stories likhti hn to ye story bhi anuseena par hi hai or description ma zeyada kuch hai nahi to ander ja...
10.7K 721 20
Kabhi kabhi joh dikhta woh Sach nhi hota aur joh nhi dikhta woh Sach hai. Think before taking a strong step otherwise you will be destroyed by fate M...