๐““๐“ฒ๐“ต ๐“ด๐”‚๐“ช ๐“ด๐“ช๐“ป๐“ฎ ๐Ÿซฐ

By yeh_dil_ziddi_hai_

9.2K 997 946

I never really knew you You were just another friend But when I got to know you, I let my heart unbend. I cou... More

๐““๐“ฒ๐“ต ๐“ด๐”‚๐“ช ๐“ด๐“ช๐“ป๐“ฎ ( prologue )
A new member in their life
Monami's nightmare
destiny's game
the coffee date
Moran to crack a deal
karan and Arjun face off
the unique date
marriage alliance
mysterious man
motion salt
Monami the saviour
is Monami in love ??
perspectives of love
Monami on a mission
karan ka swag
mission in progress
mission accomplished
karke dil tere hawale

flashback continues

446 46 16
By yeh_dil_ziddi_hai_

Welcome back to my story ..

Let's continue from the previous chapter..

Arjun : ( hugging karan ) jab tum log sheher chod kar chale Gaye the , mein aur baba ne bahut khoja but aap logon ki koi clue bhi nahi mili ..

Aur jab 3 mahine pehle tum mile the tab bhi tum mujhe kuch nahi bathaya kyu ??

Karan : ( breaking the hug )  kyuki maa nahi chahthi ki tumhe takleef ho , isiliye ..

Arjun : are you for real karan ?? Tum yeh bathav ki india kyu aaye ho , because i am sure iske peeche bhi koi reason hoga ..

Karan looks straight into Arjun's eyes ..

Flashback

" Param , karan kaha hai ?? "

Suhana asked to an 14 years old param , when their house was sorrounded by police from all sides ..

Param , now he is 14 years old when sooraj got accused of murdering Deepak for his formula , karan was 12 years old , from all sides of society humiliating suhana , and accusing sooraj as culprit .

Param : maa , karan ko tez bhukaar hai , so he was resting in his room ..

One police officer: humme ghar ki talash8 lena hoga , mr sooraj jail se bhaag Gaya hai ..

Suhana : what ?? .

Police starting the house without the consent of suhana ..

Otherside sooraj came to karan room from window ..

Karan : papa ????

Sooraj : shushhh , ( whispers ) karan meri baat dyaan se suno , ( giving a pendrive to him) ismein Deepak uncle ko beguna sabit karne ka sara evidence hai , tum isse har haal mein chupake rakho ..

Karan : papa , yaha sabhi log kuch bhi bol rahe hai , kya Deepak uncle, juhi aunty aur Monami sach mein ..

Sooraj : ( hugging him ) I am really sorry beta , maine bahut khoshish ki un teenon ko bachane ka but nahi vacha paya , uss aswin Malhotra ne sab kuch barbaad kardiya ..

They heard some commotion..

Sooraj : karan promise me jab tak mein wapas nahi avunga tab tak tum iss pendrive ko sambhalke rakhoge ...

And left from there , jumping from window ..

Flashback end ..

Karan : mere papa covered nahi hai Arjun  ...

Arjun : humare papa karan. .

Karan : woh kabhi suicide nahi kar sakte , woh aswin Malhotra ne hi murder Kiya hai , aur un sab ko barbaad karna hai mujhe .

Arjun : toh isiliye India wapas agaye ho , aur woh pendrive ?? Usse se sab ko prove kyu nahi kiya ??

Karan : uss pendrive mein lock system hai , password ke bina khulta nahi , my technical team is on that work , you don't worry, it is in safe hands , ganju corporation ka naam toh suna hoga , abhi woh mr sidhardh ganju ke under hai , and humare family ka cheif security incharge hai , his team is working on that pendrive , sidharth hi mujhe Monami ka pura information nikal ke Diya hai ..

Arjun : wait , how you end up with Monami ?? Tum usse kaise mile ?? Aur Aneesh koun jo Monami ke peecha pada hai ??

Karan : Aneesh Malhotra , aswin Malhotra ka ek louta warrior hai , current managing director of Malhotra industries , woh Monami se shadhi karna chahtha hai ..

Arjun : what ??

Flashback..

Conference hall

" Country mein virus ka new traces find out kiya gaya hai , world health organization ka advice yehi ki humme jald se jald medicines ka mass production shuru karna hoga " cheif secretary of medical council had explained the condition in Asian countries ..

Aneesh : iss wakth India mein ek hi company ithna mass production kar saktha hai and that is Malhotra pharmaceuticals , iske alawa koi nahi kar sakta ..

Karan : haan jis company ka shares , din mein do baar girta jara hai , wahi company iss dawai ko bana sakthi hai , i am sure jab tak dawai tayyar hogi tab tak adha IND grave yard na banjaye ..

Aneesh : ( standing in btw ) you ?? Mein tumhe

Karan : ( in same tone ) kya karloge haan ?? , dekte raho tumhe sadak par kada dunga mein  .

Secretary of medical council: chup hojao tum dono ..

Both karan and Aneesh sat in their respective places ..

Secretary: pehle puri baat toh suno tum dono .

Karan : mein sun raha hunn sir , lekin inhe boliye  beech mein math bolne ka ..

Secretary: yeh medicine banane keliye humare equipment  khafhi nahi hai , bahut sare advanced technology equipment chahiye jo abhi market mein shortage hai ..

Aneesh : toh fhir kaise karengey ??

Secretary: ek raasta hai , monu-karan pharmaceutical company , mr sherghil aur Mr Mahajan ne 15 pehle hi apne vision se bahut hi advanced technology equipments ko india mein launch Kiya hai , hum chahe toh un sab ko use kar sakte hai. 

Aneesh : great , usmein to mere dad bhi equal partner hai toh mein uss pharmaceutical company re open karunga ..

Karan : mr Malhotra , sapna bhi aukat mein dekna seekho , monu-karan pharmaceuticals ka founders Mr sooraj sir and Mr deepak sir the , aur unke baad , sirf unke warris hi re open kar saktha hai ..

Aneesh : lekin mr sherghil, as a partner mere dad ko bhi uthna hi right hai ..

Secretary : ohk clam down tum dono , ek baar sare papers check karte hai , koi na koi solution mil jayega ..

Karan : ok mere taraf se mere company ka legal adviser mr faizuddin siddhiqui sari papers ko re check karengey ..

Aneesh : aur mere taraf se mere lawyer bhi check karengey ,

Secretary: ok then we will decide ki koun iss pharmaceuticals ko re open karengey ...

After rechecking all agreement papers ..

Faizi : ( legal adviser of Sherghil corporations...) Agreement mein saaf saaf likha hai teenon partners ke pass equally shares hai , so ab decision sirf Deepak sir ki daughter Ms Monami mahajan hi le sakthi hai ..

Aneesh : lekin woh toh kab ka mar chuki hai , Deepak ke saath hi ..

Karan : tum ithna sure kaise ho sakte ho ?? Jaise ki tumhare papa ne hi sab kuch kar waya ho ..

Aneesh : mind your words karan ..

Sid  : records mein kayi bhi nahi likha hai Monami mar chuki hai , she is just missing ..

Secretary: ohk then tum dono ke pass do mahine ka wakth hai , Ms Mahajan ko doondo , woh jisko support karegi unhe mein licence sanction orders dedunga , varna Asia mein aur bhi bahut sare companies hai but India aane mein medicine ka cost bad jayega , then decision is yours. 

Flashback end..

Arjun : toh tum sirf factory keliye Monami ke saath friendship kar rahe ho right ?!

Karan : tumhara chota bhai ithna gira huva insaan nahi hai Arjun , teen mahine     pehle Aneesh ne jo trap mereko barbaad karne keliye set Kiya tha usmein Monami fhas gayi thi , anjane mein hi sahi uss din Monami ne mujhe bachayi thi .

Arjun : but how ?? Tum sirf kuch zyada pee rakha tha na ??

Karan : nahi , 3 mahine pehle Jo hua woh  ittefaq nahi tha , woh kamilna Aneesh ,party mein meri drink ko spike kiya taki mein nashe mein unki friend sonal ke saath intimate hojao fhir un sab se mujhe blackmail kar sake , mera reputation ko barbaad karke unka shares ko value badana chahtha tha , but uss din Monami ke saath .............

Jis ki wajese mein aaj bhi guilt hunn ..

Arjun : agar yehi reason hai toh usse maafhi maango aur end up this matter , yeh sab drama ki kya jarurat hai ??

Karan : taki mein usse har evil se bacha saku , Aneesh se bacha saku ..

Arjun : Aneesh ?! Ab kya karna chahtha hai woh kamina ??

Karan : unke team ne bhi trace out Kiya Monami koun hai aur kya karthi hai ,

Forwards a pendrive to Arjun ..

Karan : ismein Aneesh ka call recording hai , humne unka phone tapping mein rakha hai ..

Arjun kept pendrive to his laptop and listening aneesh's conversation with his team .

An : mil gayi ladki ??

PA : sir trace to kiya hai lekin woh bahut tough hai , ithni asani se manengi nahi ..

An : matlab kehna kya chahte ho ?

PA : sir hum seedhi raaste mein gaya toh factory haat se nikal jayega , isiliye ....

An : hmm samaj gaya , uss ladki ka sari information nikaal ke do , i want to grab this project by hook or by kroock, agar koi raasta nahi Mila toh I will marry that girl , koi ayire gaire ko mana kar sakthi hai lekin boyfriend ya husband ko mana thodi karegi ..

PA : samaj gaya hunn sir ..

And gave an evil laugh ...

Arjun : yeh kamina ko mein chudunga nahi ...

Karan : fhilaal zyada logon ko pata nahi hum ek nahi do hai , aur na pata chalna hi better hai , uss gadhe ko handle karunga , you don't worry bhayya and ek baar yeh sab sort hojaye , mein khud Monami se maafhi maangunga , uss raat jo kuch huva usmein Monami ki koi galathi nahi hai , isiliye woh Jo bhi saza degi I will be happy for that ..

Arjun : are you sure yeh sab tum isiliye kar rahe ho kyuki tum guilt ho ?? Ya koi aur bhi reason hai ..

Karan : ahem , it's already late , I think abhi tumhe chalna chahiye ..

Karan took his overcoat and left from there to his room ..

Sameer : tumhara Bhai bhi kamaal ka ladka hai , tumhe chalne ko bola aur khud yaha se chala gaya ..

Arjun : ( in mind ) I know karan , tumhare liye Monami sirf ek friend toh nahi ho saktha , let's see aage tum dono ki kahani kounsi mode legi. .

So here this chapter ends..

If you like it plz vote and comment..

Thank you







Continue Reading

You'll Also Like

1M 18.6K 43
What if Aaron Warner's sunshine daughter fell for Kenji Kishimoto's grumpy son? - This fanfic takes place almost 20 years after Believe me. Aaron and...
3.2K 256 11
Story of lifesaver and one whose life was saved let's see if their life get tangled in love or they stay as stranger forever
3.9K 78 16
"And you knew what it was. He is in love." In which Artemis Scobell,meets her brother's friend, Brady Noon,at a volleyball tournament and slowly fall...