Reunion (Continuation)

By Gulkixinspiration123

4.4K 329 52

Heyyy...... Dear Readers... it's the continuation of my previous story Reunion... Enjoy it ... and I wish tha... More

Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 7
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14

Part 1

875 34 6
By Gulkixinspiration123


Next Morning

In thana

Pushpa ji , Billu , Cheeta and Santu are doing bakaiti

Haseena enters...

All – Jai Hind Maddam sir....

H.M. –(smiling) Jai hind ... Karishma Singh .. nahi aayin ab tak ....

P.S. – aayi thi , lekin round par chali gayi ....

H.M. – abhi tak gussa hain humse .... Aap log apna kaam kijiye , hum cabin mein jaa rahe hain ...

Haseena leave

Amar enters

All – Jai Hind sir ....

A.V. – Jai Hind ....

Scene shift to Haseena's Cabin

H.M. – (tensed) kya karein hum.... Sir ko call karein

She calls Anubhav

ON CALL

A.S. – (smiling) Jai hind Haseena ji ....

H.M. – Jai Hind sir ...

A.S. – boliye , kaise sahayta kar sakte hain hum aapki ...

H.M. – Sir ... wo... Karishma Singh ...

A.S. – (sigh) hmm... Head quarter aayin thi ...

H.M. – wahaan kyun aayin thi ....

A.S. – aapki shikayat karne ....

H.M. – (shocked) humari complaint ...

A.S. – Ji... lekin bina kuch bole hi chali gayi...

H.M. – oh... to aisi baat hai ...

A.S. – Ji..... waise Priye ....(sweetly)

H.M. – (sweetly) boliye Anu...

A.S. – Hum soch rahe the ki.....

H.M. – Ki...

A.S. – agar aaj thane mein zyaada kaam na ho to ...

H.M. – to...

A.S. – agar aap aaj shaam ko free hain to ....

H.M. – (sweetly) free hain isiliye itni der se baat kar rahe hain .... Ab boliye bhi kya bolna hai aapko ....

A.S. – hum keh rahe the ki....

H.M. – Date par chalenge ...

A.S. – (shocked) Ji...

H.M. – Jaldi boliye warna aur log hain line mein ...(while suppressing her laugh)

A.S. – (sweetly)hmm.... Jab itne log line mein hai aur aapne phir bhi hume chuna is baat ke liye hum Jeevan bhar aapke aabhari rahenge ....

H.M. – (sweetly) boliye ... chalenge ....

A.S. – bilkul chalenge ....

H.M. – Ji.... Lekin aapki behna .... Karishma Singh humse ab bhi naaraz hain ....

A.S. – ab jab tak aap unhe mana nahi leti tab tak aap humare saath nahi jaane waali ....haina

(note : Karishma was standing near the door listening them , smiling and adoring Haseena too)

H.M. – (Sadly) nahi... wo humse naaraz rahengi to hum kaise jaa sakte hain .... Pehle hum unhe mana lein phir aapke saath chalenge .....

A.S. – (smiling) theek hai phir , jab aap kahengi tab hum chalenge ....

H.M. – (smiling cutely) Ji... Anu , ab hum chalein Karishma Singh ko manane ke liye ... tabhi to aapke saath jaayenge na ... to hum chalte hain ..

(aur yahaan apni Karu Darling pighal gayin ..)

A.S. – Ji.... Hum rakhte hain ... Jai Hind ...

H.M. – Jai Hind ....

CALL ENDED

Haseena looked towards the gate, Karishma was staring her angrily...

H.M. – (Nervously)aa.. Karishma Singh aap...

K.S. – Jai Hind Madam Sir...

H.M. – Jai Hind.... Kuch kaam tha ...

K.S. – ji.. koi aapse milne aaya hai ......

H.M. – Ji ... aap chaliye hum ..aate hain ...

K.S. – Ji... Jai Hind ....

H.M. – acha ... suniye ....

K.S. – ji...

H.M. – abhi bhi naaraz hain humse....

She cutely nodded in no , Haseena smiled at her

Then She nodded in yes , then again in no , then yes

H.M. – haan ya na ....(confusingly)

K.S. – (cutely) hume ka pata...

And she left the cabin

H.M. – (confusingly) maan gayi kya ....

She shouted from outside

K.S. – nahi..... itni aasani se to kadapi nahi...

H.M. – (loudly) pata hai , kuch nahi bol rahe aapko ...

In Gym room

Karishma enter

K.S. – maan to gaye hum .... Lekin ab aap dekhiye aapke saath kya karenge hum ....

She called Anubhav

ON CALL

K.S. – (Smiled) Jai Hind sir.....

A.S. – Jai hind ... kya hum aapki Prassanta ka kaaran jaan sakte hai...

K.S. – Madam Sir....

A.S. – to aapki prassanta ka kaaran Haseena ji hain ...

K.S. – Ji.... Nahi , hum Maddam sir ke liye kuch karne waale hain aaj .... Aur aapko humara saath dena padega ....

A.S. – to boliye , hum aapki kaisi sahayta kar sakte hain ....

K.S. – sab to nahi batane waale hai aapko , lekin bas itna bolenge ki hum aapko jab shaam ko bulayenge tab aap thane aa jaaiyega ...

A.S. – Ji... aur kuch ....

K.S. – aur hume Maddam sir ki daat se bacha lijiyega ...

A.S. – aur aap aisa kya karne waali hain ki aapko aisa lagta hai ki Haseena ji aapko daatne waali hain ....

K.S. – humne bola na nahi batane waale hain hum aapko ....

A.S. – jo aagya ... ab hum jaayein , humari ek zaruri meeting hai ....Commisioner sir ke saath

K.S. – Ji sir .... Jai Hind ...

.

.

.

.

.

To ... is baar humara waada raha ki hum ab se roj ek part upload karenge... lekin iske liye app sab ko bhi humara saath dena padega... last time maximum 2 comments aaye the... is baar sach mein acha response expect kar rahi hoon... to please mere armanon par paani mat pherna... 

aur ek baat aur ki kis time pe upload karna sahi rahega... wo bhi aap comment mein bata dijiye.... Kyunki subah 7 baje se 1 baje aur phir 3 se 8 mein busy rahungi ... baaki phir kisi bhi time upload kar sakti hoon...

.

.

~Bubble~

Continue Reading

You'll Also Like

79.1K 10.3K 52
This is a continuation of my first story UNEXPECTED ... Also i will upload first chapter directly as introduction of characters is already done in fi...
11.2K 735 20
Kabhi kabhi joh dikhta woh Sach nhi hota aur joh nhi dikhta woh Sach hai. Think before taking a strong step otherwise you will be destroyed by fate M...
28.1K 1.7K 17
This is a story on our very beloved Anuseena ❀️😘 Also I will try to include vyoshma and cheetosh momentsπŸ₯° Happy reading ✨
59.3K 5.5K 18
This diary, bound in worn leather and filled with pages yellowed by time, holds the raw and unfiltered emotions of a soul weighed down by immense pai...