Geeta - beta aisa kyu kiya
Javin- mai ne ye sab yn ke liye kiya . I am sorry mhuje pata hai ye galat hai par maine ye sab yn ke liye kiya tha.
Yn- ha dadi mhuje ye pata hai . ye sab Sonu, Priya aur Neha ko bhi pata hai .
Veer- aur Mhuje bhi * bright smile*
Hoshiarchand shock jo jata hai
Hoshiarchand - mhuje laga nahi tha ki tum aisa karoge javin
Javin- sorry 😔 * with gulity face *
Tanveer - arey Tum kyu sorry bol rahe ho. Aur aap hoshiarchand ji apko kuch yaad araha hai
Hoshiarchand - kya
Tanveer - arey aise kaise aap bhul gaye .ruko mai sunta hu
Tanveer - javin Tera phone Dena jara
Javin- huh ? Ye le
Tanveer phir call recording sunata hai .
Call recording
Jabhi Hoshiarchand ne javin ko jhuti rishtedaar lane call Kiya tha.
Javin- ha hello uncle
Hoshiarchand - ha hello beta meri pas eik plan hai tum meri ghar par ana maine natak company wali bulaye hai
Javin-huh woh kyu aapke ghar koye drama hone wala hai kya
Hoshiarchand - arey beta meri ghar mai toh roj ka darma hota hai. Woh natak company wali teri jhuti rishtedaar banege . Mhuje pata hai tumhara koye rishtedar nahi hai
Javin- uncle jarurat nahi hai mai apne masi ko lekar aaraha hu.
Tanveer smrik ke sath recording off karta hai
Geeta hoshiarchand ko grale ke sath dekhte hai
Geeta- toh tum-
Hoshiarchand - arey ye sab maine yn aur javin ko milane kiya tha.
Geeta - ok mai Maan lete hu .
Hoshiarchand- thankyou
Geeta - par ye iske punishment milegi. Tumhe bhi aur javin ko bhi
Hoshiarchand - kya
Javin- huh??
Geeta - ha
Javin- * sad pout*
Premlata - abhi sab bata diya hai aur kuch hai joh chupkar rahka hai
Javin- nahi bas itna hi
Geeta - kal yn aur javin ke shadi hoge . * Bright Smile*
Neha - aur meri
Suhan- abhi Hume time hai phale zara padhai karlo .
Neha - 😑chup Karo
Sonu- bhen sahi toh bola woh .
Neha- tu chup kar teri set hai waisa mera nahi hai
Sonu- toh kaise hai
Neha - woh-
Geeta - arey Neha tension na le mai khud tumhare aur Suhan ko eik karungi
Neha hummed
Time skip
Yn-
Javin-
Mandap -
Author pov
Shadi hogaye hai 😅. Aur abhi sabhi salliya javin ko lut rahi hai .
Neha - arey Jiju aur chaiye inte se kuch nahi hoga
Priya- ha kaam se kaam 20,000
Javin- ye lo 30,000 aur nikalo idar se
Neha - ha jiju ruko pata hai apko bedroom mai jana hai
Javin- ha toh jane do .
Neha - ok jao jao
Javin bedroom ke undar jata hai
Neha - lagta hai jiju se raha nahi jata 😁
Priya chuckled
Sonu- chalo unko romance karne do .
Javin pov
Javin- huh ? Yn yn idar ho . Aai la meri yn kidar hai . Inhone chuna laga diya .
Yn-
🌚🌚🌚
Javin - widen eye 👀
Yn- ye plan Neha ka tha
Javin- tum uncomfortable ho toh change karlo
Yn- na it's ok
Javin pull her close
Javin- ok then I am gonna rip it
* Deep voice*
Yn* widen eye* 😳
Yn- huh ??
Javin- kuch nahi
Yn- ye lo doodh
Javin hummed
Yn- tum woh saach bole kya ??
Javin- ha toh
Yn Sharma thi hai .
Javin-
Javin come close towards yn
Javin yn ko hug karta hai .
Javin- I love you~
Yn- love you too
Javin- bhaut mushkil tha bade baap ke beti ko patana
Yn chuckled
Javin- can I ??
Yn nodded
Aur phir kya hota hai you know 🌚🚫 so bye .
......................THE END
YE ff idar katam hota hai . I know bahut bakwas ending ke hai sorry for that . Bye 💗💗