Bondita- Bhari babu ya kala (black) coat mujhe dado
Bihari- Nhi bahurani jii chote malik daate ga
Bondita- Dejye mujhe (she wear) yeahhhh yeahhhh (started dancing)
Anirudh came
Anirudh- Ya mara coat ku pehna hai
Bondita- Thandaaaaa (she act like she is having cold)
Anirudh- 😂😂thanda lag raha hai toh khidki kholo bondita
Bondita- Tab bhi thanda lagra hai
Anirudh- Bondita mare pass samaye nhi hai
Bondita- Aap London mat jao maine kaha na saudamine didi dekh sakti hai
Anirudh mind- Mujhe pata hai bondita bass kuch samaye aur
He saw that someone is outside the room
Anirudh- Tum doctor ho nhi na ab mara Dimag karab mat karo chup chap coat utaro aur do mujhe late hora hai
Bondita- Mari baat toh suniye
Anirudh- Do mujhe (he shout)
Bondita- 🥺🥺nhi dungi
Anirudh- Dooo mujhe
Bondita- Nhiiiiiiii nhiiii nhiii
Anirudh mind- Bhar koi hai aur agar mane kuch kaha toh shak na ho jaye usko, maaf karna bondita
Anirudh snatch from her and she got hurt in her hand
Bondita- Ahhhhhh 🥺🥺
Bihari- Bahurani jiii
Anirudh- Bon..... Bihari jaldi karo
He left
Bondita- 🥺🥺
After sometimes
Bondita- Kaka sasur jii, ya diya yaha rakh du ya waha rakhu boliye
Binoy- Ya jo halat haina wo sab tumhari waja sa hai samjhi tum ek number ki jhuthi insaan ho tum samjhi, ab jao yaha sa niklo aur haaa kuch log aayenga abhi uske samane mat he aana toh acha hoga samjhi
Bondita- Jiii sasur jii 😣
Here
Anirudh- Aao mini aao
Saudamine-☺
Anirudh- Mini jab mai tumhare sath hu toh tumhe kisi aur chiz ki ku zarurat hai
Saudamine- Ishhhh
Anirudh- Es jagha ko maine waise he sajaya hai jaise tumhe pasand hai mini
Saudamine- Kaashhh mai dekh sakti anirudh par mari kismat mai kaha
Anirudh- Kaise baate karti ho ham dono ek dusre sa pyaar karte hai toh ham ek hue na toh mari aakho sa dekho mini
Saudamine mind- Dekh toh sab sakti hu mai lekin ya natak karna par raha hai, bass mai aur tum London chale jaye fir sab thik hoga
Anirudh- Samjh nhi aara hai ki tum sundar lagri ho ya ye kamra
Saudamine- Ishhh
Here
Binoy- Bihari sab ko ek line sa kahara (stand) karwao
Binoy was giving gifts to village women and man
Binoy- Ya sab diwali ki hai samjhe sab
Man- Jii jii
Here
Anirudh- Tumhare baal (hair) etne sundar ki man kar hai ki bass
Saudamine- Ishhhhh anirudh
Anirudh- Tum nhi janti ki mare dil mai kay chal raha hai
Saudamine mind- Ab jaldi bol do anirudh I love you mujhe
Here
Bondita- Dugaa maa koi mari baat nhi samjhta , sab mujhe yaha jhuti samjhte hai, lekin mai sach bolri ho saudamine didi dekh sakti hai, aap kaka sasur jii ko thik kar dejye
Here
Anirudh mind- Ab mai tumhare muh sa tumhare sach bulwaunga
Anirudh- Tumhe pata hai ya duniya na hame ek hone nhi dange, hamre pyaar ko kabhi nhi samjhega wo, hame ek sath jeene nhi dage wo , hame mar jana chahiye, ham apni ek duniya banyega. Wo bondita haina jab sa usko pata chala hai ki ham dono London jayega ek dam pagal ho gayi hai, hamre pyaar ko nhi samjhe gi wo kabhi, aur agar usko chora toh galt hoga esliye hame mar jana chahiye.
He take Karosine oil and throw on the room and throw on him and saudamine
Anirudh- Mini ham apni ek duniya banyega
Saudamine came out from the study room
Saudamine- Choro mujhe anirudh pagal ho gaya hai khud toh maarega mujhe bhi maar raha hai
Anirudh- Mini mari baat toh suno London jayega ham
Saudamine- Mujhe kahi nhi jana tumhara sath mujhe nhi karwana elaj mai andhi nhi hu samjhe
Everyone- 🧐🧐
Anirudh- 😃
Saudamine- Ya sab ek natak tha kuki tum bondita ko es ghar sa nikla sako
Bondita- 💔💔
Anirudh- Nhi nhi mini jhut mat bolo, tum andhi ho, hamri sagai hui hai tum mari mangetar ho
Saudamine- Kaha ki sagai konsi sagai bolo, tum na mujhe ring pehniye he nhi toh kaha sa mai tumhari mangetar hui, tum ek pagal insaan ho sirf ek pagal mujhe nhi rahana tumhare sath, pata nhi kab tumhare dimag mai konsa fitur aa jata hai
Trilochan clap 👏👏
Everyone was shocked😱😱
Bondita- ☺🥺
Saudamine realize what she has told
Bihari- Bade malik thik ho gaye
Man- Haa haa dekho dekho
Women- ☺
Trilochan stand and came where saudamine was bondita ran and came
Trilochan- Aagya tumhara sach samane saudamine, dekho maine kuch bhi nhi bola, tumne khud apne muh sa sab ka samne apna sach bola
Bondita- Mare kaka sasur jii thik ho gaye, dugga maa na thik kar deya mare kaka sasur jii ko, pati babu mai bhot khush hu aj
Anirudh- ☺
Trilochan- 😭🥺
Saudamine- Kaka aap thik
Anirudh- Haaa thik hai kaka bilkul thik haiiii, tumhare aakho ka samne hai wo, lekin mai thik nhi hu jab mujhe pata chala ki tumne bondita ko kise ignore keya heera mandi jaise jagha par chor deya aur mare kaka ko chot puchaiye tumne
Saudamine- Es plan mai sirf aakle mai nhi tumhare baba binoy uncle bhi tha anirudh
Binoy- Mujhe beech mai ku lakar aari ho
Trilochan- Beech nhi lakar aari wo tum beech mai tha tum es sab ka zimmedaar tha binoy, tumne mare sath aisa keya binoy
Binoy- 🙂😶
Anirudh- Mai bondita ka uper bharosa karta hu, manta hu usne jhut kaha tha lekin apni bhen ka rishta bachanr ka leya keya, uska dil pavitra hai aur tumhra etna ganda, tumne mara kaka ko nuksaan puchaya, tumne unke maan saman ko chot deya, tumne hamre bachpan ki dosti ko tor deya
Saudamine- Ya sab maine kiska leya keya tumhare leya anirudh, sirf tumhare leya keya
Anirudh- Acha par ku ku keya bolo
Saudamine- Kuki mai tumsa pyaar karti hu aur tumne kay keya es bondita sa shadi kar le, tum mujhe sa dur ho gaye esliye apne paas lane ka leya keya ya sab, aur agar keya bhi toh kay galat keya, ya bondita na do pyaar karne walo ko alag keya hai
Trilochan- Bassssss (she slap) ya hamre maan saman ko chot puchane ka leya, hamre roy choudhary parivaar ka uper dag puchane ka leya (again slap) ya hamre bahu ka aakho mai aasu lane ka leya, hamre bahu bete ko hamesa dur karne ka leya, waise toh ham aurat par hath nhi utha te lekin tumne hame majboor keya majboor keya samjhiiiiii saudamine
Man- Ya saudamine ka waja sa hamne choti malkin ko galt samjha
Women- Binoy malik aur saudamine ka plan tha ya, es gao (village) sa niklo
They were talking about saudamine and binoy
Saudamine- 😤😤(she hold bondita neck tightly)
Bondita- 😣😣😖😖
Anirudh- 😱😱
Trilochan- Oeyyyyyyy (he move her back and salp) hamri bahu sa dur raho tum samjhi
Saudamine- 😤😤
Trilochan gave stick which she hold when she act as a blind
Trilochan- Kay haina ab tumhara sath koi nhi daga esliye stick tumhara sath daga haina ya lo
Saudamine- Basss binoy uncle boliye apne kaka ko ki chup rahe bhot bol leya, jayda na bole varna
Binoy- Varna kay saudamine, sharam aati hai ki maine tumhe chuna tha apni bahu ka leya chiiiii, sharam aati hai, aur ab agar mari bahu aur mare kaka ka baare mai kuch kaha toh dekh lana
Saudamine- Tumne mara pyaar China haina mai tumsa tumhari sari khushiyaan chin lungi sari khushiyaan, tumhari zindagi ko narak sa bhi bater (bad) bana dungi samjhi tum
Anirudh- Himmat bhi mat karna kuki uska sath mai hu mari bondita ka sath mai anirudh hu (he hold bondita handl
Trilochan- Ab niklo yaha sa apni ya shakal dubara mat dikhana mujhe samjhi
Saudamine- Vaada (promise) vaada karti hu es roy choudhary ko apne kadamo (foot) mai girungi, khoon ka aasu roye ga sab dekh lana, ya mara tum sab sa vaada hai samjheee
She left
Batuk- Bondita boudi ki jaa ho, bondita boudi ki jai hoo
Everyone- Bondita malkin ki jai ho jai ho jai ho
They left
Here
Sampurna- Ya lejye kahana
Saurabh- Betho yaha
She sit
Saurabh- Ro ku rahi ho
Sampurna- Dar lagta hai kahi aap mujhe sa dur na ho jao
Saurabh- Kabhi nhi, ab rona band karo, janti ho kitne anmol hai
Sampurna- 🥺🥺
Saurabh hug her
Here
Bondita- 😤😤(she full her face )
Anirudh- Bondita sab toh thik ho gaya na ab ku gussa ho
Bondita- Jab aapko pata tha ki kaka thik hai toh ku mujhe sa chupaya boliye, Aap nhi jante kitna rona aata tha mujhe
Anirudh- Wo
Trilochan- Wo hamne mana keya tha, kuki bahu jab sa tum aaye ho, hamra dhyan rakhti ho aur ham sab sa pyaar karti ho, hamri etni parwaha karti ho, etna chinta karti ho bass yahi sab dekh kar hame acha laga esliye nhi batya
Bondita- 🥺😤
Trilochan- Hame maaf kar do bahu
Bondita- Aapko abhi bhi lagta hai ki mai aapka baat esliye manti hu kuki aapsa darti hu
Trilochan- Nhi bahu tum mari baat esliye manti ho kuki tum mujhe apna manti ho
Bondita- 🥺☺(she hug trilochan)
Trilochan- Bass bahu hame bhi rona aayega ab, aur bihari tum kay kar rahe tha us din
Flashback begin
Bihari- Malik uthiye na uthiye (he take a feature and started tickling him)
Bihari- Malik gudgudi nhi hora kay
Again he do
Flashback end
Bihari- Hame galt mat samjiye ga ham toh bass aise
Bondita- 😂😂
Trilochan- Hm
Bondita- Mai aap sa gussa nhi hu pati babu
Anirudh- Thank you❤
RISHTA TARA MERA
RISHTA TARA MERA
RISHTA TARA MERA
RISHTA TARA MERAAAAA
Good afternoon😊
Thanks for reading
Hope you like it
Like, share, comment and follow
It's me ❤