❤️kaise hua ❤️

By crystal_heart756

6.1K 480 358

a tale of a love story, which had many colours just like a rainbow ❤️❤️ Hansta rehta hu tujhse mil kar kyu aa... More

❤️kaise hua❤️ ( prologue )
The Dream
the greeting card
her happiness
his love for her
and their story continued

colors of love

1.2K 85 118
By crystal_heart756

Hai ..

Hello ...

Happy  reading ..

Story start karne se pehle charectors ka ek chota sa introduction dethi hunn ..

                        Karan sherghil

                         Monami mahajan

Aditya Mahajan

Bus abhi keliye yeh teen charectors important hai, baaki sab same hai ...

***********

Her pov..

" mein apni kamre mein bhait kar ek important kaam kar rahi hunn , aur woh kya hai baad mein pata chal jayega ,

But karan aur Adi  ka hasi mujhe baar baar disturb kar rahi hai , ohh maine batayi nahi na , karan aur Adi best friends hai , 7 th class se best friends hai ab woh dono btech 3rd year hai , ek sentence mein bolu toh dono ki friendship jai aur veeru ki tarah hai ..

Aur karan mere bhi bestfriend hai, hmm not so true , sirf best friend nahi hai usse bhi kayi zyada hai lekin abhi tak maine apni Dil ki baat bathayi nhi ,, reason ek hi hai , agar meri pyaar , undono ki dosthi ko thodna jaye ..

Agar meri wajese un dono friendship toot gayi na toh mein kabhi khud ko maaf nahi kar paungi , at the same time khud ko karan se pyaar karne se rokh bhi nahi paungi , exactly " ishq par kisi jhor thodi chaltha hai "

* By taking a deep breath * aaj finally meri dil ki baath ko paper par likhne ki koshish kar rahi hunn , sahi guess karan ko love letter likhne wali hunn ajj ,

" hahaha , sach mein bhai Aaj match bahut maza aara " she hears karan comment..

" yeh ladka bhi na inko books ,cricket , fightings ke alawa kuch sujhta hi nahi hai , ithni acchi aur khoobsurat ladki saamney hai aur kabhi dekta bhi nahi hai gadha.  "

" mein idhar hi rahungi toh kabhi meri dil ki baat likh nahi paungi , mein apni favourite jagah chali jathi , waha with a peaceful environment, mein apni Dil ki baat likh dethi hun. "

Mein bahar aayi aur ek nazar karan aur Adi ko dekhi thi , dono mast popcorn khake cricket dekh rahe the ..

Adi : oyye bandar ajao , match bahut maza aara hai ..

Mo : kithni baar bola hai bander math bulav mujhe .

Karan : uss idiot ko chod Mona , auo bhaito match sach mein bahut intrested hai , tumhara veeru batting kar raha hai ..

" yeh jab bhi mujhe Mona bolta hai na meri checks reddish hojatha hai , aur pet mein butterflies ki halchal shuru hojatha hai , aur yes Virat mera favourite cricketr hai , kyu nahi karan ki bhi wahi pasand hai .." her heart saying to monu increasing its beat fastly ..

Karan : ( stiil seeing the tv ) kya hua Mona ajao na ..

He made a place in btw him and Aditya..

" control monu control , abhi tumhe veeru se bhi zyada important kaam hai chalo yaha se jadli " her mind warned her ..

Mo : nahi mujhe ek important kaam mein , mein terrace par jari hunn ..

Adi : important kaam !? Kya hai ithni important kaam ??

Mo : hai kuch , notes banani hai mujhe .m

Aditya: abhi tak college shuru nahi huyi hai lekin abhi se notes banarahi ho ?? Kayi pyaar vyaar ka chakkar toh nahi ??

He said casually but karan's expression is worthy to see ..

Karan : sach mein Mona ..

" yes surprised expression ya shocked expression ? " her mind asked monu ..

Mo : pagal hai kya ? , ayisa kuch bhi nahi hai , Sanju ko kuch notes chahiye thi usko ek subject mein doubt thi toh wahi kar rahi hunn ..

She Stromed from there without waiting for their reply..

This is her favourite place , terrace mein laga huva garden , kyu nahi uski khadoos Sherghil ne jo banake Diya hai , ek baar ek plant ko karaab karne ki jurum mein monu , karan se gussa hogayi thi , tab yeh pura garden set up karke Diya tha , tab se yeh garden Monami ka pyaar ki gawa hai yeh garden ..

Monu apni favorite jagah par bhait kar kya likhna hai soch hi Rahi thi ..

Monu : kaha se shuru Karu ?? Shuru se shuru Karu ? Like from our first meeting ?? Nahi yaar agar sab kuch likhna shuru kardi toh letter nahi book banjayega ..

She remembers her first meeting with him

7 years before ,

Ek makara Sankranti ka din , Aditya aur Monami dono kite compitition rakhe the , dono ki kites bahut acchese chal rahe , tabhi un dono ne dekha ki unke bagal wali building mein ek ladka bhi kite udaraha hai ..

Maybe they are new neighbour to them and kuch der baad woh ladka Monami ka kite ko kaat liya tha jisse dekh Aditya haspada , aur monu ki ankhon mein paani agaye , woh wahi par bhait kar silently rone lagi , Aditya usse rokhne ki koshish toh kiya lekin woh abhi bhi ro Rahi thi , rutt kar wahi par bhaiti rahi , tabhi kisi ne uski kite ko uske saamney rakha , woh wahi kite tha woh bahut pyaar se apni haathon se banayi thi , jisse dekh kar uski chehre ki Kushi wapas agayi thi ..

Woh sar upar utakar dekhi toh saamney wahi ladka tha jo kite ko apna kite se kaat liya tha ..

" kaha mili yeh kite ?? "

" bahut dhoor gir gayi thi , pura ek gante se doond raha hunn , ab mil gayi toh woh  smile  wapas Lao na jo humesha tumhari chehre par dance karthi hai " he replied ..

"

pata nahi kab humara friendship pyaar mein badal gayi hai , tumhe humesha brave girl pasand hai na , rone Wale ladkiyan bilkul pasand nahi na , isiliye tab se chahe life mein kuch bhi hojaye mein kabhi rothi nahi , tumhara pyaar meri takat banchuki hai , na ki koi kamzhori , i love you karan , I really love you "

She sucessfully completes the letter and takes karan book and tries to kept in that book ..

Mo : mein issi notes mein letter rakh lethi hunn , aur kal waise bhi notes wapas kardena ..

Ek minute agar kayi yeh letter Adi dekh liya toh ?? ..

She about to take back that letter tabhi uss book se ek aur letter neeche gir jathi hai , Monami uss letter ko utathi hai padne lagthi hai , padte padte uski aankhon mein se paani aane lagthi ,

" I love you sakshi , I really do "

Mo : ( with teary eyes ) yeh toh karan ka handwriting hai , matlab woh sakshi se pyaar kartha hai ...

Woh wahi par bhait kar rone lagthi aur uss letter ko apni bag mein rakh lethi , thodi der rone ke baad woh khud ko rone se rokh lethi hai kyuki karan ko uski rona bilkul pasand nahi hai aur woh  neeche ajathi hai ..

Abhi bhi karan ghar mein hai , juhi dono keliye snacks banakar di thi , karan unkeliye adi se kum nahi tha , unhe kabhi bhi Ghar mein aane ki aur jane ki liberty hai ,

Monu apni huliya badal kar aankey poch kar apni room mein Jane wali hothi hai karan usse dekh Letha hai ...

Karan : Mona , auo , tumhari favorite pakode , auo bhaito .

Juhi : badmash toh isiliye pakode ka zidd kar raha tha ithni der ..

Adi : aur nahi toh kya maa , karan toh humesha wahi maangtha hai jo iss chudail ko pasand ..

Mo : adi , mein chudail nahi tum bhoot ho ..

Karan : Mona sab teek ?? Tum ro rahi thi ??

Mo : ( in mind ) ohho inhe kaise pata chala ki mein ro rahi thi , ab toh khon mein paani bhi nahi hai ,,

Karan : nahi mein isiliye puch Raha tha kyuki usually jo smile tumhari chehre par hothi hai , woh nahi hai aaj .

Mo : haan woh kal se college hai na isiliye nervouse hunn thoda ..

Adi : nervous kyu hona hai ?? Hum dono hai na , aur kisi ki himmat nahi hai adi aur karan ki behen ko ..

Karan ek dum se khaasne lagta hai ..

Juhi : kya karte ho aaram se khav karan ..

Mo : isse kya hua achanak ??

Adi : pata nahi lekin tum tension math lo agar koi pareshaan kare toh mujhe ya karan ko bolo , hum dekh lengey ..

Monu nods and left to her room ...

*******************

After dinner monu didn't slept , she feeling restless in her room , she came to terrace and it's very cold , she sadly seeing stars and remembering his moments with him , suddenly someone kept an ice cream in front of her ..

She sees the person and he is none karan ..

Mo : tum yaha iss wakth ??

Karan : ice cream ??

Mo : tumhe kaise pata ki mein iss wakth yaha ajaungi ??

Karan : bus ayisa laga ki tum aaj yaha avogi , isiliye ice cream le aaya hunn ..

Monu takes that ice cream and plays that in her hands ..

He unwrapped his icecream and eating , seeing him she too unwrapped her ice cream ..

Karan : toh ab bathav kya baath thi jo tum ro rahi thi ??

Monu : tum fhir se shuru hogaye ..

Karan : Mona , 7 years se tumhe jaantha hunn toh ithna toh jaantha hunn ki tumhari chehre ki gabra hat kya hai aur udasi kya hai , ab bathav udas kyu ho ??

Mo : nothing , meri chodo tum bathav , kab dene wale ho sakshi ko letter ..

Karan : sakshi ?? Koun sakshi ?? Aur koun si letter ??

Mo : ab zyada math karo , maine woh letter padi thi tumhare book se ab bolo kab bathaye ho usko tumhare Dil ki baat ??

Karan : accha woh letter ?? Acchi hai letter ?? Shayari kaisi thi usmein ?? Teek hai na ??

Mo : ( seeing other side) haan haan teek hai ..

Karan : Varun ne help maanga tha mujhse , so maine kuch Hindi literature books padke ek love letter likha tha , ofcourse Adi ne zyada mehnat Kiya hai shayari mein , mein bus likha tha , it's good right ?? Ya fhir kuch changes Karu ??

Mo : ( with twinkling eyes) matlab Varun bhayya iss baar sach mein serious hai ??

Karan : haan sakshi keliye woh bahut serious hai , ( after a second) ek minute tum ne kya socha mein sakshi ko propose karne wala hunn ..

Mo : haan mujhe laga ki ..

Karan : shut up Monami , mein sakshi se pyaar vyaar nahi  karta ..

Mo : par ek baat bathav , tumhe kyu koi girlfriend nahi hai ?? Ithne log toh tumhe propose kar chuke hai lekin tumhe sab ko mana kardiya , ayisa kyu ??

Karan : kyuki woh ladkiya pasand nahi aaye kabhi ..

Mo : ayisa kyu ?? Koi kyu pasand nahi aaye ??

Karan : ab sari ladkiyan tumhari tarah thodi hote hai ??

Mo :  hein ?? Matlab ??

Karan : iska matlab tum kabhi nahi samjogi , khair chodo tand bad rahi hai , kal se collage hai na , ab jao so jao ..

Juhi : monuuuuu iss wakth chat par ya kar rahi hai tu , auo neechey ..

Karan : go aunty bulari hai , jao..

Mo : ( while going in mind ) did he indirectly said me ki he likes me ?? Or ayise hi boldiya ki mein acchi ladki hunn , Monami Mahajan khayali pulav ko chodo aur saaf saaf boldo , kal college ke baad usse pucho ki unke dil mein kya hai ???

**********************

So what do you think , karan ke mann mein kya chal raha hai ?? Kabhi monu pata kar payegi ??

Let's see what is stored in their love story ...

Agar galti se accha laga toh vote and comment karna math bhule .

And next chapter of another books also on the way but votes target complete nahi huyi abhi tak ,😔😔

Continue Reading

You'll Also Like

52.1K 3.1K 22
The story is about an arrogant film star KARTIK GOENKA who falls for his crazy fan NAIRA...How? Peep in to know😉 Cover by: @Suk-24
647 223 7
A story about mahir and bela. Mahir's younger brother Yuvraj Sehgal eloped from the marriage leaving bela. Mahir and bela got hitched by their famili...
878 81 28
A tale of two sisters and brothers who love each other immensely and can go to any extent for each other. Nitya and Ruhana are sisters who share same...
2M 57.1K 95
On the twelfth hour of October 1st, 1989, 43 women gave birth. It was unusual as none of them had been pregnant since the first day they started. Sir...